Government Ki 1 Scheme Se 3 Tarah Ke Business Kaise Sharu Kare. - Internet Happy World

Hot

April 27, 2019

Government Ki 1 Scheme Se 3 Tarah Ke Business Kaise Sharu Kare.

Agar Aap Koi New Business Start Karne Ke Baare Me Soch Rahe Hai To Government Ki Is Khas Scheme Ka Fayda Le Sakte Ho. But, In Sab Me Sabse Important Baat Ye Hai Ki Scheme To 1 Hi Hai, Lekin Isme Aap 3 Tarah Ke Business Sharu Karne Ka Plan Kar Sakte Ho. Government Ki Is Important Scheme Me Business Start Karne Walo Ke Liye Kai Tarah Ki Facility Bhi Dee Gayi Hai, And Income Ki Guarantee Bhi Li Jaa Rahi Hai. Yaha Tak Ki Government Apni Aur Se Financial Help Bhi De Rahi Hai.

प्रधान मंत्री जन-औषधि केंद्र क्या हैं और कैसे खोले? Full Process Guide In Hindi.


government support for small business

Ham Baat Kar Rahe Hai Government Scheme For New Business Ki. Jisme Central Government Ki Ak Scheme Hai Affordable Drugs Plan. Mins Ki प्रधान मंत्री जन औषधि केंद्र . Starting Me Government 3000 JanAushadhi Center Kholne Par Fox Kar Rahi Hai, Yah Target Pura Hone Par Dusre 6000 Center Open karegi. Is Se Judkar Aap Monthly 25000 Rupye Se Lekar Lakho Rupye Me Income Kar Sakte Hai. To Chale Baat Karte Hai प्रधान मंत्री जन औषधि Schemes Ka Kaise Fayda Utha Sakte Hai.

Start Own Business, Open Medical Store, Government will give 2.5 lakhs


Medical  Store Open Karne Par Central Government Aapko 2.5 Lakh De Rahi Hai. Pahla Tarika Hai Medical Store (JanAushadhi Kedra) Sharu Karne Ka. Jiske Liye Aapke Paas 120 Square Feet Ki Dukan Honi Jaruri Hai. Sabse Khas Baat Yeh Hai Ki Government Medical Store Kholne Ke Liye Aapko 2.5 Lakh Rupye Ki Help Karegi. JanAushadhi Kedra Kholne Ke Liye Aapko Aavedan (application) Karna Hoga. Jiske Baad Aapke Shop Ki Survey Kiya Jaayega. Survey Me Sabkus Clear Paaye Jaane Par Government Ki Our Se Iske Liye Approval mil Jayega. जन औषधि केंद्र Kuchh Jaruri Sharto (Conditions) Ko Pura Karne Par Koi Bhi Khol Sakta Hai.

Medical Store Open Karne Me Kitana Hoga Kharch:


Ak Medical Store Kholne Par Karib 2.5 Lakh Rupye Ka Kharch Aata Hai, Jo दवाओं, Shop Ka Infrastructure Pura Karne Our Fridge-computer Etc. Rakhne Me Hota Hai. Karib 1 Lakh Rupye Ki Davaye Sharu Me Leni Hoti Hai. 1.5 Lakh Rupye Infrastructure Etc. Par Kharch Ho Jaata Hai. Khas Baat Ye Hai Ki Yah Pura Kharch Government Reimbursement Ke Rup Me Aapko Vapas Kar Deti Hai. Yah Reimbursement Incentives Ke Rup Me Hota Hai, Jiski Limit Government Ne 1.5 Lakh Rupye Rakhi Hai.

Government Dava Ki Sale Par 20% Commission Aapko Degi:

Har Mahine Aap Jitani दवा Sale Karege Us Par 20 Percent Commission Aapke Account Me Aa Jayega. Details Me Batavu To Agar Aapke दवाओ Ki 1 Lakh Rupye Monthly Sale HotI Hai To Aapko Har Month 20,000 Rupye Commission Ke Rup Me Mil Jayega. Agar Sale 2 Lakh Rupye Hai To Aap 40,000 Rupye Ki Monthly Income Pa Sakte Ho.

Kaise Our Kaha Se Kare Aavedan. 


जनऔषधि Ke Liye Kare Online Apply.
Sabse Pahle Aapko Jan-Aushadhi Ki Website https://janaushadhi.gov.in Par Jaana Hoga, Jaha Aapko Jan-Aushadhi Center Sharu Karne Se Juda Ak Link Milega. Link Ko Click Karne Par Pura Application Form Mil Jayega. Form Me Sabhi Baato Ki Jankari Aur Jaruri Documents Add Karne Hoge. Iske Baad Is Address Pe Bhejna Hoga. Aap Photos Me Dikhaye Gaye Form Mujab Details Fill Karke Unke Address Par Bhej Sakte Ho. CEO, Bureau of Pharma PSU of India IDPL Complex, Gurgaon-122016
JanAushadhi.Gov.in Application Form 2017: Download
👉JanAushadhi.Gov.in Application Form 2017: Download Karne Ke Liye Yaha Click Kare.
Opening of Jan Aushadhi Store
JanAushadhi.Gov.in. Ke Baare Me.

Ya Feer JanAushadhi.Gov.in. Website Par Jakar Application Form Par Click Karke Form Ko Download Kar Sakte Hai, Yaha Par Aapko Puri Tarah Se Guide Kiya Jayega. Hindi And English Me Ya Our Bhi Bahut Sari Language Support Karti Hai. Yaha Par Aap Opening of Jan Aushadhi Store Ke Baare Me Jankari Hasil Kar Sakte Ho. Aur Sabse Khas Baat Ye Hai Ki Aap Yaha Se Online Application Form Aur Offline Application Form Fill Kar Sakte Ho. Aapko Business Plan Ke Liye Free Me Guide Kiya Jayega.

15 Public Distribution Centers can be Opened by Distributor:

15 JanAushadhi Kendra Khulva Kar Ban Sakte Hai Distributor:
In Sabhi Centers Par दवाएं Time Pe Available Ho Sake, Iske Liye Government Ne India Ke 19 States Me Distributor Bana Rahi Hai. Agar Aapke Paas Distributor Hone Ka Experience Hai To Aap Iske Liye Application Kar Sakte Hai. Agar Aapko Iska Experience Nahi Hai To Aap Jan-Aushadhi Center Open Karke Iske Jariye Distributor Ban Sakte Hai. Iske Liye Aapko Apne Area Me 15 Medical Store Kholni Hogi Ya Store Kholvani Hogi. Halaki, Aap Ke Paas Wholesale Drug License Hona Jaruri Hai. Agar Aapko Distributorship Milti Hai To Aap Iske Jariye Lakho Me Earnings Kar Sakte Ho.

Bina Jan-Aushadhi Kendra Khole  Kaise Bane Distributor:

Application (आवेदन) Karne Ke Liye Aapke Paas Wholesale Drug License Hona Chahiye. VAT Registration Kisi Pharmaceuticals Company Ka Cum Se Cum 3 Years Se Distributor Hona Jaruri Hai. Sath Hi Cum Se Cum 2 Pharmaceuticals Companies Ke Liye Pure India Me Operation Karna Jaruri Hai. Distributor Ke Rup Me Company Ka Small City's Me Yearly Turnover Cum Se Cum 1 Carore Aur Metro City's Me 2.5 Carore Rupye Ka Turnover Hona Jaruri Hai. Jyada Jankari Liye Aap Is Link Par Click Kare. JanAushadhi Government Tender Distributor

Kaise Bane जन-औषधि Scheme Ke Agent

Government Jan-Aushadhi Yojna Ke Tahat Pure India Me Agent (Clearing and Forwarding) Bana Rahi Hai. Government Ka Udesh Hai Ki Best Quality Wali Sasti दवाओं Ki Medical Store Se Lekar Distributors Tak Supply Me Kisi Tarah Ki Pareshani Na Hone Paye. Yojna Ke Tahat Agent Banane Walo Ko 30,000 Rupye Monthly Income Ki Guarantee Di Jaa Rahi Hai. Ak Agent Mahine Me Maximum 1.5 Lakh Rupye Tak Ki Income Kar Sakta Hai.

How Will Profit:

Sarkar Ki Is Scheme Ka Fayada Kaise Uthaye.
Agent Ke Liye Agar Aap Select Ho Jaate Hai To Aapki Income Monthly Basis Par Tay Ki Jayegi  Halaki, Sarkar Ka Minimum 30,000 Rupye Monthly income Ki Guarantee Le Rahi Hai. Yani Aapki Monthly Sale Kisi Vajah Se Selected Limit Se Cum Bhi Rah Jati Hai To 30,000 Rupye Payment Diya Jayega. Vahi, 30, Lakh Tak Monthly Turnover Par Yah Commission Total Sale Ka 3 Percent Hoga. 30 Se 60 Lakh Tak Ke Turnover Par Commission 2.75 Percent Hoga. Vahi, 60 Lakh Se Jyada Monthly Turnover Karne Walo Ko 2.5 Percent Yani 1.5 Lakh Rupye Tak Monthly Commission Milti Hai.

Jan-Aushadhi Scheme Ki Kya Hai Conditions:

Scheme Ke Tahat Agent Ko Apne-Apne Area Me Supply Hone Wali दवाओं, Surgical instruments Aur Other instruments Ki Stocking Karni Hogi. Clearing Ke Baad Us Area Me Mojud Distributor, Jan-Aushadhi Centers Our Hospitals Tak Cum Se Cum Time Me दवाओं Ki Supply Karni Hogi. Dhyan Rakhna Hoga Ki Center Par दवाओं Ki Kami Na Hone Paye. दवाओं Ke Stock Our Unki Supply Ke Baare Me  Daily Report BPI Ko Deni Hogi. Har Distributors Se Payment Collect Kar Unhe BPI Ke Bank Account Me Deposit Karni Hogi.

Jan-Aushadhi Kedra Ke Agent Banne Ke Liye Kya Hoga Jaruri.

Aapke Paas Cum Se Cum 5000 Square-Fit Ka Commercial Space Hona Jaruti Hai. Aapke Pas Better Storage Facility Honi Chahiye. Drugs Ke Field Me Cum Se Cum 1 Year Ka Experience Hona Jaruri Hai. Is Se Jude Documents Dene Hoge. 1.5 Carore Tak Annual Sale Turnover Walo Ko Priority Di Jayegi. Drug and Cosmetics Act Ke Tahat Aap Par Kisi Tarah Ka Vivad Nahi Hona Chahiye.

Kaise Kar Sakte Hai Aavedan:

Sabse Pahle Aapko Jan-Aushadhi ki Website https://janaushadhi.gov.in Par Jana Hoga. Jaha Par Aapko Ak Link Milega, Jisme Scheme Ke Tahat CFA Appointment Ki Jankari Hogi. Link Ko Clink Karne Par Application Form Mil Jayega, Jise Aapko Download Karna Hoga. Form Me Sabhi Baato Ki Jankari Our Jaruri Documents Lagane Hoge. Yah Form 26 April Tak Is Address Par Bhejna Jaruri Hai. CEO, Bureau of Pharma PSU of India IDPL Complex, Gurgaon-122016
Dosto Article Me Se Koi Topics Samaj Me Na Aata Ho Ya Koi Question Ho To Hame Comment Karke Bataiye. And Is Article Se Aapko Help Mili Ho, Ya Pasand Aaya Ho To Apne Friends ke Sath Share Jarur Kare. Is Se Prime Minister Ki जन औशधी परि योजना Ka Koi Bhi Fayda Utha Sake. Isliye Maximum Share Kare. I.H.W.Com की मुलाकात बदल धन्यवाद.

2 comments:

  1. प्रधानमंत्री जन औषधि परियोजना के BAARE ME BADIYA TARIKE SE GUIDE KIYA HAI, USEFUL INFORMATION SHARE KARNE KE LIYE BAHUT BAHUT DHANYABAD

    ReplyDelete
    Replies
    1. Thank you very much and keep visiting

      Delete