Railway Me 4 Category (Group A,B,C,D) Me Kaise Milti Hai Jobs, Full Details. - Internet Happy World

Hot

March 23, 2019

Railway Me 4 Category (Group A,B,C,D) Me Kaise Milti Hai Jobs, Full Details.

Railway Jobs Ki Baat Kare To Railway Ministry Samay-Samay Par Railway Department Me Badi संख्या Me Vacancy Jaari Karta Hai. Haal Hi Me Bhi Group-C Aur Group-D Ke Liye Approx 90,000 Posts Ke Liye Exam Hone Jaa Rahi Hai. But Railway Group A Aur B Ke Posts Par Bhi Appointment Hai. Ye Do no Railway Ki Top Post Hoti Hai. Friends Is Article Me Aapko Bata Ne Ja Raha Hu Ki Railway Ki Kis Category Me Kon-Kon Si Post Hai Aur Isme Selection Kaise Hota Hai.

Railway Ki Top Post Me Jobs Kaise Milti Hai.
Railway Ki Highest Rank and Gadgeted jobs

Group-A:
Ye Railway Ki Highest Rank and Gadgeted Post Hoti Hai. Isme Selection UPSC Aur Combined Engineering Services Examination (CESE) Dvara Hota Hai. Inke Kariye Railway Me In Services Me नियुक्ति De Jaati Hai.

  • Indian Railway Traffic Service
  • Indian Railway Accounts Service
  • Indian Railway Personal Service
  • Railway Protection Force
  • Indian Railway Service of Engineers
  • Indian Railway Stores Service
  • Indian Railway Service of Mechanical Engineers
  • Indian Railway Service of Electrical Engineers
  • Railway Service of Signal Engineers

Group-B:
Ye Bhi Gadgeted Post Hai. Lekin Isme Sare Appointment, Promotion Se Hote Hai. Group-C Ki Post Par कार्यरत योग्य कर्मचारियों Ko Group-B Me Promote Kiya Jaata Hai. Is Me 70% Post To Seniority Ke Aadhar Par Bhari Jaati Hai, Jab Ki शेष 30 Percent Post Departmental Promotional Test Se Bhari Jaati Hai. Is Test Ko Limited Departmental Competitive Examination(LDCE) Kaha Jaata Hai.

Group-C:
Ye Railway Ki Sabse Popular Category Maani Jaati Hai. Isme Recruitment, Railway Recruitment Board (RRBs) Ke Jariye Ki Jaati Hai. Alag-Alag Zone Ke Liye Alag-Alag Bord Hai. Inme Do Tarah Ki Post Hoti Hai.

1.Non-Technical Post: Clerk, Ticket Collector, Assistant Station Master, Commercial Apprentice, Traffic Apprentice, Assistant Loco Pilot etc. Alag-Alag Post Ke Liye Alag-Alag Educational Qualification Magi Jaati Hai.

2. Technical Post:
Railway Ke Hi विभिन्न विभागों Me Engineers Ki Post Par Inki नियुक्ति Ki Jaati Hai. Iske Liye Minimum Educational Qualification Related Branch Me Kisi मान्यता प्राप्त Institute Se Engineering Ki Degree Jaruri Hoti Hai.

Group-D:
Railway Me Yah Sabse Lower Category Maani Jati Hai. Inme Bhi भर्ती Railway Recruitment Board (RRBs) Ke Jariye Ki Jaati Hai. Iske Tahat Track-Man, Assistant Points-Man, Gun-Man, Cabin-man, Helper etc, Posts Par Appointment Ki Jaati Hai. Iske Liye Minimum योग्यता 10th Pass Hoti Hai. Halaki Kuchh Post Ke Liye ITI Bhi Kaha Jaata Hai.

1 comment:

  1. AnonymousJuly 25, 2018

    But now, it's not by what services and goods you sell, but alternatively
    the strategy through which you sell them. The course
    is one year regular or two year part-time and is particularly commonly referred
    to as the 'law conversion course'. They will,
    obviously, have employment description which specifies the responsibilities with the role
    along with the experience necessary to do it.

    ReplyDelete