Internet Happy World: Aadhaar Card

Hot

Showing posts with label Aadhaar Card. Show all posts
Showing posts with label Aadhaar Card. Show all posts

April 27, 2019

Aadhaar Card Se Hone Wale 8 Fayde Kya Hai.

April 27, 2019 3
Haal Ke Samay Me Aadhaar Card India Ke Citizen Ke Bade पैमाने Par Use Hone Wale Identity Proof Ke Roop Me उभरा Hai. Government Ne Bank Account Se Lekar Mobile Sim Lene Tak Lagbhag Har Sarkari Aur Dusre Kaamo Ke Liye Aadhaar Number Ko Jaruri Kar Diya Hai. Haal Ke Samay Ki Jo Baat Kare To Aadhaar Card Me Mojud Details Ki Privacy Par Sawal To Khade Ho Rahe Hai But Dusri Aur Aadhaar Ke Jariye Public Ko Kai Sare Benefits Mil Rahe Hai. Feer Vo Chahe LPG Subsidy Transfer Ho Ya Monthly 12 Train Tickets Ki Booking. Aaj Ham Aapko Aadhaar Ke Jariye India Ke आम नागरिक Ko Milne Wale Aise Hi 8 Fayde Ke Baare Me Baat Karne Jaa Rahe Hai.

Benefits of Aadhar Card
Benefits of Aadhar Card

➧1. LPG Subsidy Direct Bank Account Me.
Agar Aapke Paas Aadhaar Hai Aur Yah Aapke Bank Account Se Link Hai To Aapki LPG Subsidy Jaisi Dusri Subsidies Bhi Direct Aapke Bank Account Me Aati Hai. Ye Direct Benefit Transfer (DBT) Scheme Ke Under Hoti Hai. 

➧2. Mobile SIM Will Stop Misusing.
Aadhaar Ki Mobile Number Se Linking Se Aapki Sim Ka Misusing Rukega. Government Ka Kahna Hai Ki Aadhaar Linking Se Sim Owner Ka Verification Ho Sakega Aur Terrorist Aur Criminal Aapke Naam Par Sim Nahi Le Sakega.

➧3. Income Tax Return Filing Hogi Aasan.
Governement Baar-Baar Yah Baat Kah Chuki Hai Ki Aadhaar Number Ki PAN Card Se Linking Se Black Money Ka Pata Lagaya Jaa Sakega. Sath Hi Logo Ko Income Tax Return Bharne Me Bhi Aasani Hogi. Iske Alava Aadhaar Ki Help Se Aap File Kiye Gaye Income Tax Return Ko Online Verify Kar Sakte Hai.

➧4. Fake Bank Accounts, Fake Insurance Policy Ki Hogi पहचान.
Government Ne Bank Account, Insurance Policy, PAN Card etc. Se Aadhaar Linking Ke Liye 31 March Tak Ka Time Diya Huya Hai. Aadhaar Linking Se Fake Bank Accounts, Fake Insurance Policy, Fake PAN Card Ya Ak Se Jyada PAN Card Ka Pata Lagaya Jaa Sakega. Sath Hi PAN Card Concession Ke Chances Cum Honge. Aadhaar Ki Help Se Ak Se Jyada LPG Connection Rakhne Walo Aur Dusri Sarkari Yojanao Ka Galat Tarike Se Fayda Uthane Wale Fake Beneficiaries Ka Pata Lagaya Jaa Sakega.

➧5.Online Passport Applications और Pensioners Ko Aasani Hogi.
Aadhaar Ki Help Se Passport Ke Liye Online Apply Kiya Jaa Sakta Hai. Iske Under Passport Sirf 10 Days Me Ban Jaata Hai. Iske Alava Aadhaar Ke Jariye Pensioners Ko Bhi Aasani Hogi. Aadhaar Card Registration Number Ki Help Se पेंशनर Aasani Se Digital Life Certificate Hasil Kar Sakte Hai Aur Apni Pension Continent Kar Sakte Hai.

6. PF Ka Online Transfer.
Agar PF Account Ke Liye Diye Jaane Wale UAN Yani Ki Universal Account Number Aadhaar Se Link Hai To Aap Apne PF Ko Aasani Se Ak Account Se Dusre Account Me Transfer Kar Sakte Hai Ya Feer Ise Nikal Sakte Hai. Actually, Employees' Provident Fund Organisation (EPFO) Ne Ak Naya Form Jari Kiya Hai. Is Form Me Aapko Employer Ke Signature Ki Jarurat Nahi Padti. Withdrawal Par Paisa Direct Aapne Diye Huye Bank Account Me Bhej Diya Jaata Hai. Aadhaar Link Nahi Hone Par Aapko EPFO Ke Office Me Jakar Sari Process Manually Karni Hoti Hai.

➧7. Monthly 12 Train Ticket Booking.
Aadhaar Ki Help Se Monthly 12 Train Ticket Book Karva Sakte Hai. Iske Liye Aapko Apne IRCTC Account Ko Aadhaar Se Link Karvana Hoga. Bina Aadhaar Linking Aal 6 Ticket Month Me Hi Book Karva Sakte Hai. Iske Alava Indian railway Ne Aadhaar Linked IRCTC Accounts Ke Liye Lucky Draw Scheme Shuru Ki Hai. Agar Aap Lucky Sabit Huye To Aap Har Mahine Free Me Safar Ke Sath 10 Hajar Rupye Ka Cash Prize Bhi Jeet Sakte Hai.

➧8. Ghar Baithe Mutual Fund Account Khulana.
Aap Aadhaar Ki Help Se Ghar Baithe Mutual Fund Account Khulva Sakte Hai. Iske Liye Aapka Mobile Number Aadhaar Se Link Hona Chahiye.

Read More

Ab Kare Apne Ideas Ya Complaint Modi Ke Sath Share Sirf 5 Minute Me

April 27, 2019 0

अपनी शिकायत या विचार प्रधान मंत्री कैसे लिखें.

हेल्लो, दोस्तों आज के आर्टिकल में......
हम जानेंगे की अपने (Prime Minister Of India) PM Modi को अपने दिल की बात कैसे कहे, यानि की अपने विचार, अपनी शिकायते PM Modi तक कैसे पहुचाये, और वो भी सिर्फ 5 मिनट में। और भी बहुत कूछ जैसे की PMO Address क्या है? PMO Office Complaint कैसे करे? PM Modi Website कैसे search करे? PMO Office Email एड्रेस क्या है? PM Modi से Contact कैसे करे? PMO Office Email Id क्या है? PMO Office Address क्या है? Etc..

Apni Baat (Complaint, Ideas) PM Modi Tak Pahuchaye Sirf 5 Minute Me.

अगर आपके पास कोई Ideas हो या Complaint आप अपनी कोई भी बात मिनटों में Prime Minister Narendra Modi तक पहुंचा सकते हो। इसके लिए आपको ना ही किसी Political Source की जरूरत है और ना ही किसी Office में जाने की। इसके लिए हमारे PM Modi ने बहुत ही इजी तरीका बनाया है। जिस से कोई भी भारतीय अपने विचार, शिकायत और सुझाव प्रधान मंत्री तक पंहुचा सकते है, उसकी सारी Online Process यहाँ पर आपको बता रहा हु। तो चलिए बात करते है, Prime Minister Complaint Cell के बारे में (Write To Prime Minister) Kaise Pradhan Mantri Tak Apni शिकायत Ya सुझाव Pahuchaya Jaaye.
your-complaint-or-idea-write-to-prime-minister
Sirf 5 Minute Me Aapki Baat Pahuch Jayegi PM Modi Tak Aise..

PMO Ki Website Par Jaaye.
PMO Ki Website Par Jaane Ke Liye Sabse Pahle https://www.pmindia.gov.in Apne Browser Me Type Karke Search Kare. Uske Baad PMO Website Open Ho jayegi. Yaha Par Aap Jis Language Ka Use Karna Chahte Ho Uuse Select Kar Sakte Ho. Yaha Drop-Down Manu Me Aapko Bahut Sari Language Mil Jayegi, Jaise Ki Hindi, English Ke Sath Hi Tamil, Telugu, Bengali, Gujarati, Kannada Jaisi Bhashao Ka Option Bhi Yaha Par Mojud Hai. Aap Jis Bhi Language Ko Select Karenge Puri Site Uusi Language Me Convert Ho Jaayegi.

Prime Minister Narendra Modi Ko Complain Kaise Kare. प्रधानमंत्री के साथ बातचीत कैसे करे।
PM Modi Ko Complain Karne Ke Liye Unki Batayi Site Par Aap Niche Ki Aur Scroll Kare, Yaha Par Aapko Ak Option Dikhega "प्रधानमंत्री के साथ बातचीत करें" (Interact with PM) Heading Se Ak Column Dikhega. Isme Aapko 2 Option Najar Aayenge, Pahla Option Hai Apna Suggestion Ya ideas Share Karne Ka Yani Ki सुझाव या विचार साझा करने का (Share your ideas, insights and thoughts). Agar Aapko Modi Ko Complaint Karna Hai To Dusre Wale Option "Write to the Prime Minister" Par Click Kare. Dusre Option Par Aap Jaise Hi Click Karenge To Ak Form Open Ho Jayega. Jisme Aapke Complaint Ki Sari Details Batana Hoga. Aap Niche Screenshot Me Bhi Dekh Sakte Ho Ki Kis Tarah Se Complaint Form Hoga.

prime minister of india Complaint Form

  Complaint Form Kaise भरना Hoga. Form Bharne Ki Puri Process

Ab Aapko Is Form Ko भरना Hoga, Yahi Niche Ke Box Me Apni शिकायत Likhne Ka Option Bhi Aapko Milega. अब आपको Write to the Prime Minister के नीचे के बॉक्स में.. Name में अपना पूरा नाम डालना है,. उसके बाद आते है, Complainant Category वहा पर आपको अपना जेंडर बताना होगा।

उसके बाद Country में India सेलेक्ट करे। उसके बाद आता है Address वहा पर अपना पूरा पता डाले, जहा आप रहते हो, अगर गाव में रहते हो तो अपना तालुका, जिल्ला, पोस्ट ऑफिस नाम, और अपने नाम के साथ Surname भी ऐड करे।

Pincode में अपने एरिया के Code डाले। State में Drop-Down Manu में से अपने स्टेस्ट का नाम सेलेक्ट करे। और फीर अपनी District के नाम डालें।

उसके बाद Phone No. हो तो वो ऐड करदे STD Code के साथ। (eg : 911123367688)
उसके बाद आता है Mobile No इसमें अपना पर्सनल नंबर दाल दे। (eg : 919999999999) उसके बाद अपना Email Id Add करे।

फीर आते है Grievance Category यानि की आपकी शिकायत की श्रेणी, आप इसके लिए Category सेलेक्ट कर सकते है। जिसमे आपको पहला ऑप्शन मिलेगा.. Public Grievance यानि की सार्वजनिक शिकायत, आपकी Complaint सार्वजनिक हो तो पहला वाला ऑप्शन सेलेक्ट कर सकते हो। 

दूसरा ऑप्शन है Suggestion/Feedback यानि की अपना सुझाव या फिर कोई प्रतिक्रिया देना चाहता हो तो दूसरा विकल्प पसंद करें।

तीसरा विकल्प है Demonetization Issues अगर आपको Demonetization (विमुद्रीकरण) के बारे में कुछ बताना है मोदी जी को या इसके बारे में अपनी राय बतानी हो तो आप तीसरा विकल्प पसन्द कर सकते हो। अगर आप Demonetization के बारे में ना जानते हो तो आपको शार्ट में बता दू....
विमुद्रीकरण (Demonetization) किसे कहते है? जब किसी देश की सरकार किसी पुरानी मुद्रा को कानूनी तौर पर बंद कर देती है तो इसे विमुद्रीकरण (डीमोनेटाइजेशन) कहते हैं।
  • Greetings Wishes यानि की आप किसी इवेंट या जन्म दिन पर PM Modi को शुभकामनाएं देना चाहते हो तो ये विकल्प पसंद करे।
  • Appointment with PM अगर आप प्रधानमंत्री के साथ Appointment लेना चाहते हो तो ये वाला विकल्प पसन्द करे।
  • Massage Request अगर आप कोई संदेश के लिए अनुरोध करना चाहते हो तो ये विकल्प पसंद करे।
  • Please enter Grievance Description में आप जो भी PM मोदी जी को कहना चाहते हो वो 4000 Characters में लिखना होगा। आप इसमें Special Characters जैसे ^ [^ {} `~ | ^ & #! \ [\] <>] $ Use नहीं कर सकते।

उसके बाद आपको पूछा जायेगा की क्या आप पीडीएफ अटैचमेंट अपलोड करना चाहते हैं? अगर करना चाहते हो तो Yes पर क्लिक करे वार्ना No पर क्लिक करे।

और फीर नीचे दी गई छवि में दिखाई देने वाले फॉन्ट को बॉक्स में टाइप करना है।

पूरा फॉर्म एक बार चैक करके Submit बटन पर क्लिक करदे। अब आपका फॉर्म PM मोदी तक पहुच जायेगा। फीर भी फॉर्म भरने या कोई और प्रोब्लेम हो रही हो तो हमें कंमेंट में बता दीजिए।

आप अपनी Complaint लिखकर Submit बटन पर क्लिक करेगे उसके बाद आपने फॉर्म में जो नंबर डाले है उस फ़ोन नंबर पर एक Registration Number Milega. Is Number Ke Jariye Aap Apni Shikayat Ka States Feature Me Check Kar Sakte Ho. Prime Minister Office Se Isi Number Aur Aapki Email Id Par Aap Se Contact Kiya Jayega.

  Apni Bheji Hui Complaint Ka States Kaise Pata Kare.

Agar Aap Chahe To Apki Complaint Ke Baare Me Bhi Jaan Sakte Ho. Aapne Koi Complaint Ki Hai To Us Par Kya Koi Action Liya Gaya Hai Ya Nahi? Ya Feer Uska States Kya Hai? Yah Sabhi Jankari Aapko Online Mil Jayegi. Aapko PMO Ki Taraf Se Jo Registration Number Mila Hai Us Number Ke Jariye Aap Apni Complaint Ka States Check Kar Sakte Ho.

दोस्तों, पूरा आर्टिकल पढ़ने के लिए तहे दिल से सुक्रिया, अगर आपको हमारा ये आर्टिकल प्रधानमंत्री नरेंद्र मोदी से अपनी शिकायत, विचार, अपना सुजाव, या Ideas कैसे भेजे सिर्फ 5 मिनट में, आपको कैसा लगा, वो हमें कमेंट में जरूर बताइये। और आर्टिकल पसंद आया हो तो अपने दोस्तों के साथ सोशल मीडिया पर जरूर शेयर करे। और ऐसे ही अपडेट अपने ईमेल id पर फ्री में पाना चाहते हो तो हमें Subscribe करे। थैंक्स एंड कीप विजिटिंग।

 ➲ प्रधानमंत्री नरेंद्र मोदी के बारे में और भी दिलचस्प आर्टिकल पढ़ने के लिए ⇓ क्लिक करे.
Read More

March 28, 2019

Aadhaar Card Ko, Pan Card Se Aise Kare Link - Online Easy Process

March 28, 2019 2

Pan Card Ko Aadhar Card Se Kaise Link Kare

pan card link with aadhar card online
Supreme court Ne Kaha Ki Tax File Karne Ke Liye July Se Pan Card Ke Sath Aadhaar Number Link Karna Compulsory Hoga. Agar Aap Ise Link Karvane Ka Tarike Search Kar Rahe Hai To Ye Articles Read Karke Aap Khud Bhi Pan Card Ko Aadhaar Card Se Easily Online Link Kar sakte hai. Iski Online Process Bahut Aasan Hai Sirf 2 Step Me Aap Apna Pan Card Link Kar Sakte Hai. Aadhaar Number Ko Pan Card Se Jodne Ke Liye Aapko e-Filing Ki Website incometaxindiaefiling Ki Visit Karni Hogi. Iske Liye Link Ko Click Kare.

Pan Card ko Aadhaar Card se kaise jode
Aapko Bata Du Ki Yah Tarika Tab Hi Work karega Jab Pan Card and Aadhaar Card Dono Me Same Details Ho. Jin Logo Ke Dono Card Ki Details Puri Tarah Se Mach Nahi Karti, Unke Liye Government Ne is Process Ko Easy Banane Ke Liye Full Koshish Ki hai. Iske Liye Apne Pan Card Ki Ak Scan Copy Deni Hogi, Aur OTP Ke Thru Register Karna Hoga. OTP Link Number Par Aayega.

Aadhaar Card Aur Pan Card Ko Link Karne Ki Full Process:
Step 1:
incometaxindiaefiling Ki Website Par Jaye, Yaha Par Left Side Me "Link Aadhaar" Ka Option Dikhai Dega. Is Par Click Kare, Yaha Par Apna "PAN number, Aadhaar number, Apna Name, (Jo Aadhaar Card Par Liha Ho) Captcha Code Fill Kare. Sab Jankari Ak Baar Check Karke "Link Aadhaar" Par Click Kare.
link Aadhaar card to pan card online
Step 2:
adhaar- Pan Linking is Completed Successfully KA Massage Aa Jayega. But Agar Aapki Fill Ki Hui Details Mach Nahi Ho Rahi Hai To Process fail ho Jayegi. Iske baad aapko feer se apni details fill karni hogi. Iske baad Request OTP ke samne vale box me tik mark karna hoga. Iske baad apna mobile number add karne ko kaha jayega.  Mobile Number add karne ke baad Aapke Number pe OTP Code Milega Use Add Karke Link Aadhar Par Click Kare.
 e filing portal of income tax
Ye Bhi Padhe➥

दोस्तों, आर्टिकल पढ़ने के लिए तहे दिल से सुक्रिया, अगर आपको हमारा ये आर्टिकल➧ Aadhaar Card Ko, Pan Card Se Kaise Kare Link - Online Easy Process Ke  Baare Me.. कैसा लगा, वो हमें कमेंट में जरूर बताइये। और आर्टिकल पसंद आया हो तो अपने दोस्तों के साथ सोशल मीडिया पर जरूर शेयर करे। और ऐसे ही अपडेट अपने ईमेल id पर फ्री में पाना चाहते हो तो हमें Subscribe करे। थैंक्स एंड कीप विजिटिंग।.
Read More

March 23, 2019

Children Aadhar Card Kaise Banaye, Aur Biometric Update Karne Ki Aasan Process

March 23, 2019 0

बच्चों Ka Aadhar Card Banane Ka Aasan Process, 5 Year Ke Baad Biometric Update Karna Hai Jaruri.

Har Person Ko Apne Newborn Baby (नवजात शिशु) Ka Aadhar Card Banvana Chahiye. Maata-Pitaa Ke Aadhar Card, Aur बच्चे Ki Birth Certificate Ke Proof Ke Taur Par बच्चे Ka Aadhar Card Banvaya Ja Sakta Hai. 5 Se 15 Saal Ki Age Me बच्चे Ka Biometric Update Karna Jaruri Hota Hai. Kyu Ki Ab School Me Admission Ke Samay बच्चे Ka Bhi Aadhar Manga Ja Raha Hai. Agar Koi Vykti बच्चे Ka Aadhar Card Banvana Chahta Hai To Ise Kya Karna Hoga? Is Baare Me Ham Aaj Ke Article Me Full Process Bata Rahe Hai.

बच्चों Ka Aadhar Card Kaise Banvaye.
बच्चों Ka Aadhar Card Kaise Banvaye.

Jab बच्चे Ki Age 5 Year Se Cum Ho Tab....
1.  5 Saal Se Cum उम्र Ke बच्चो Ko Aadhar Card Banvane Ke Liye Aapko Sirf Aadhar Card Aadhar Enrolment Center Me Jakar Uske Naam Ka Form Bharna Hoga. Yaha Aapko बच्चे Ka Birth Certificate Aur Apne Aadhar Card Ki Copy Bhi Deni Hoti Hai.

2. आवेदनकर्ता Ki Age 5 Year Se Cum Hai, To Uski Biometric Update Nahi Hogi. Yani Ki Uske Fingerprint Aur Retina Ka Scan Nahi Liya Jaata Hai.

बच्चे Ki Age 5 Year Se Adhik Hai Tab....
1.  5 Saal Ke Jyada Age Ke बच्चो Ke Liye Registration Form Bharna Mandatory Hai. Sath Hi Unse Birth Certificate Ki Copy Aur School Ka Identity Card Jama Karana Hoga. 

2.  Agar School Ki ID Nahi Hai To School Ke Letter Head Par लिखित रूप Se घोषणा पत्र Jama Karvana Hota Hai. Halaki, Yadi Us Samay बच्चा School Ya Kisi Bhi Educational Institute Ka Hissa Nahi Hai, To Maata-Pitaa Ka Aadhar Card पर्याप्त Maana Jayega, But Ise Koi Gazetted Officer Ya Area Ke Tehsildar Ne Verified Kiya Ho.

3.  Kon Se Address Proof Accept Hoge?
बच्चे Ka Certificate Mandatory Rahega. Iske Sath Hi Address Proof Ke Taur Par Kisi Gazetted Officer / Regional MP Ya MLA / Tehsildar / Gram Panchayat Ya Uske Barabar Authorization Dvara Jari Certificates (Photo Ke Sath) Hi Valid Hoga. Iske Alava Other Address Proof Accept Nahi Kiye Jayege.


  • 1. Aadhar Card Aapki Best Identity Card Hai. Jo Hamari Country Me Har Jagah Acceptable Hai.
  • 2. Government Programs Se Lekar Foreign Country Me Government Dvara Scholarship Hasil Karne Tak Aadhar Help Karta Hai.
  • 3. School Ke Alava बच्चों Ke Saving Account Ke Liye Bhi Yah Jaruri Hai.
  • 4. Bank Me नाबालिग Ka Saving Account Khulvane Ke Liye Guardian Ka Aadhar Card Mandatory Hai.
  • 5. बच्चों Ka Driving License and Voter ID Nahi Banta Hai, Aise Me Aadhar Card बतौर Government ID Hai.

To दोस्तो, अब आपको पता चल ही गया होगा की Children Aadhar Card Kaise Banaye। और Biometric Update Karne Ki Aasan Process Kya Hai.

Hame Umid Hai Ki Aapko Hamara Ye Article Jarur Pasand Aaya Hoga Aur Helpful Bhi Hua Hoga, Agar Aapko Children Aadhar Card Kaise Banaye Unse Related Koi Aur Sawal Ho To Hame Comment Me Bata Sakte Ho. Ya Feer Koi Aur Doubt Ho To Hame Comment Me Bataye, Aur Aise Hi Helpful Article Aapke Mobile Me Pana Chahte Ho To Hame Subscribe Kare, Like Kare, Share Kare, Thanks And Keep Visiting.... Have A Good Day!!!!!!!!

Ye Bhi Padhe➦

Read More

Ethical Hacking (Cyber Security Researcher) Ke Scope Kya Hai India Me.

March 23, 2019 0

Indian Cyber Security Expert (Ethical Hacker) Kanishk Sajnani interviews

Cyber Security Researcher and ethical hacker

India Ka Unique ID Bana Aadhaar, Ak Baar Feer Se Hacking Controversy Ki Vajah Se चर्चा Me Hai. Telecom Regulatory Organization TRAI Ke Chairman RS Sharma Ke Open Hacking Challenge Ke Baad Pure Worlds Ke Hackers Active Ho Gaye Hai. TRAI Chairman Se Judi Personal Details Leak Karne Ke Baad Ab Hackers Direct Government Ko Challenge De Rahe Hai. Ye Sare Cases Me Jin 2 Ethical Hackers Ke Name Bahar Aaye Hai Unme Se Ak Hai India Ke Kanishk Sajnani Aur Dusra Hai France Ke Elliot Alderson, Jiske Baare Hamne 2 Article Share Kiye Hai, Aap Yaha Se Padh Sakte Ho...

Ham Baat Karne Jaa Rahe Hai Gujarat Ke Ahmadabad District Ke Rahne Wale Kanishk Sajnani Ki, Ye Vo Ethical Hacker Hai Jisne RS Sharma Ki Details Share Karke Sabko चौंका Diya Tha. After All, UIDAI Ko Bhi Kahna Pada Ki Log Apna Aadhaar Data Openly Ya Internet Pe Jahir Na Kare.

Kon Hai Kanishk Sajnani:
22 Years Ke Kanishk Sajnani Gujarat Ke Ahmadabad Ke Rahne Wale Hai. उन्होने 3 Years Pahle College Drop Karke Hacking Ka Online Course Karna Shuru Kiya Tha Aur Online Hi Unhone Hacking Shikhi. Kanishk Ki School Studies, Delhi Public School Se Hui Hai Aut उन्होने Science Stream Se Apni 12th Standard Complete Ki. Unhe March 2018 Me Google Ki Taraf Se Front End Web Development Course Karne Ke Liye Scholarship Mili Thi. फील्हाल, Kanishk Security Research Ka Kaam Kar Rahe Hai.

Ak Newspaper Ke Interview Me Kanishk Ne Bahut Hi Simple Language Me Is Complex Technology Ke Baare Me Bataya, Jo Aap Sabhi Ko Aasani Se Samaj Me Aa Sakegi, To Chaliye Baat Shuru Karte Hai Aadhaar Data Ki Hacking Kaise Hoti Hai Aur Kuchh Sawal Ke Jawab Jo Har Koi Janna Chahte Hai.

Hacking Kaise Hoti Hai? Kya India Me Aisa Karna Legal Hai?
Internet Par Kai Aise Tools Hote Hai Jo Website Ki खामिया Yani Ki Unke Bug Ke Baare Me Pata Lagane Ka Kaam Karta Hai. Ethical Hackers Inhi Tool Ka Istemaal Karke Website Par Jo Bhi खामिया Hoti Hai Uske Baare Me Pata Lagate Hai. India Me Is Tarah Ka Kaam Karne Me Ethical Hackers Ko Thaoda डर महसूस Hota Hai, Unki Vajah Ye Hai Ki India Me Aisa Koi Law Nahi Hai Jo Ethical Hackers Ko सुरक्षा De. Foreign Countries Me Hackers Ke Liye Jo Atmosphere Hai Vo India Me Nahi Hai. Actually India Me Bhi Aise Law Ki Jarurat Hai Jo Ethical Hackers Ko Legally Kaam Karne Me Puri सुरक्षा De. Taki Vo Cyber Security Ko Aur Bhi Strong Bana Paaye.

Kanishk Ko Hacker Banne Ka Khayal Kaha Se Aaya Aur Kaha Se Sikha Hacking.
October 2015 Me Usne Hacking Sikhna Shuru Kiya Aur Sirf 2-3 Mahine Ke अंदर Hi Usne Air India, IRCTC, ClearTrip, SpiceJet, Mobikwik Jaise Websites Me Bugs ढूंढ Nikale. Kanishk Ne Delhi Se San Francisco Tak Ki Flight Ka Air India Ka Ticket Sirf 1 Rupaye Me Book Kar Liya Tha, Lekin Usne Flight Journey Nahi Ki Aur Company Ko Is खामी  Ke Baare Me Bata Diya. Aur June 2017 Me IRCTC Ki App Me खामी ढूंढी Thi, Jise Railway Ne 3 February 2018 Ko ठीक Kiya Tha.

Kanishk Ko Hacker Banne Ka ख्याल विदेशों Me Chalne Wale Bug Bounty Program Se Aaya. Kanishk Ka Kahna Hai Ki India Me Bhi Is Tarah Ke Program Chalane Chahiye, Taki Cyber Security Ko Aur Bhi Majaboot Kiya Jaa Sake.

Hacker Kitne Type Ke Hote Hai? Kya Sabhi Data Ka Misuse Karte Hai?
Hacker 3 Type Ke Hote Hai, Pahle Hote Hai White Hat Hacker, Jo Sirf Logo Ki Aur Organization Ki Help Karte Hai. Dusre Hote Hai Grey Hat Hacker, Jo Logo Ki Help Karne Ke Sath-Sath Thoda Galat Istemaal Bhi Kar Lete Aur Tisre Hote Hai Black Hat Hacker, Jo Sirf Data Ka Misuse Hi Karte Hai. Sabhi Hacker Ki Baat Ki Jaaye To Sabhi Hackers Logo Ke Data Ka Aur Apni Skills Misuse Nahi Karte.

Hackers Ko Generally Galat Samajaa Jaata Hai.
Ye Question Jab Kanishk Ko Puchha Gaya Ki Hackers Ko Hamesha Galat Samaja Jaata Hai, Kya Aapke Sath Kabhi Aisa Hua Hai, Is Sawal Ke Jawab Dete Huye Kanishk Ne Kaha Ki Aisa Bilkul Mere Sath Nahi Huya Hai, Aisa Bahut Cum Hota Hai. Kyu Ki Jo Log Unko Aur Unke Kaam Ko Jante Hai Vo Unse Khush Rahte Hai Ki Me Achha Kaam Kar Raha Hu. Ab Logo Me Bhi Hackers Ko Dekhne Ka नजरिया Thoda Badla Hai. Agar Ethical Hackers Ko Bhi Log Profession Ke Taur Par Dekhenge To Ye Hamare Liye फ़ायदे-मंद Hoga, Aisa Kanishk Ka Kahna Hai, Aage Kanishk Batate Hai Ki Kabhi-Kabhi Dost Majak-Majak Me Kahte Hai Ki Me Unka Sara Data Hack Kar Luga. Lekin आम लोगो Me Abhi Tak Mere Liye Aisi Koi राई Nahi Bani Jis Se Log Galat Samje.

Kya India Me Hacking Ka Koi Scope Hai? India Me Iski Kitni Jarurat Hai?
India Me Bhi Hacking Ka Scope Hai Aur Ethical Hacking Ki Bahut Jarurat Hai. India Me Vaise Hi Digital Program Chalaya Jaa Raha Hai To Isme Aane Wali परेशानियों Se Bachne Ke Liye Ethical Hacking Bahut Jaruri Hai. Aaj Kal Kai Organisation Aur Companies Ethical Hackers Ki Help Leti Hai Aur Hackers Ki Demand Bhi Kafi Badh Gai Hai.

Hacking World Me Koi Aisa Tarika Jis Se Hacking Ki Image Sudhari Jaa Sake?
Isme Media Ka Bahut Bada Role Hai. Internet Se Juda Hua Kuchh Bhi Hota Hai To Kahte Hai Ki Hackers Ne Kiya Hoga. Ethical Hackers Ko Bhi Hackers Kaha Jaata Hai. Har Hacker Ka Kaam Karne Ka Tarika Alag Hota Hai. Kuchh Iska Galat Istemaal Karte Hai, To Kuchh Country Ke Liye Aur Logo Ki Help Ke Liye Kaam Karte Hai, Lekin Media Sabhi Ko Hackers Hi Bolati Hai. Hackers Ki Jagah Unko Ethical Hackers Ya Security Researcher Bulaya Jaana Chahiye, Taki Logo Me Un Ethical Hackers Ki Image Badal Sake.

India Me Ethical Hackers Ko बढावा Dene Ke Liye Kya Karna Chahiye?
विदेशों Me Cyber ​​Security Ko Badhava Dene Ke Liye Bug Bounty Program Chalaye Jaate Hai. Jis Me Pure World Se Ethical Hackers Aur Developers Aakar Website Ki परेशानियां, Bug Ke Baare Me Batate Hai Aur Unhe Thik Karte Hai. Iske Liye Unhe सम्मानित Bhi Kiya Jaata Hai. Aur Unke Kaamo Ko सराहा Jaata Hai. India Me Bhi Agar Is Tarah Ke Program Chalaya Jaaye, To Yaha Par Bhi Cyber Security Ko Majaboot Kiya Jaa Sake.
दोस्तों, आर्टिकल पढ़ने के लिए तहे-दिल से सुक्रिया, अगर आपको हमारा ये आर्टिकल➧ Indian Cyber Security Expert Kanishk Sajnani Ke Baare Me Jankari Kaisi Lagi, वो हमें कमेंट में जरूर बताइये। और आर्टिकल पसंद आया हो तो अपने दोस्तों के साथ सोशल मीडिया पर जरूर शेयर करे। और ऐसे ही अपडेट अपने ईमेल id पर फ्री में पाना चाहते हो तो हमें Subscribe करे। थैंक्स एंड कीप विजिटिंग।.
Ye Bhi Padhe➥
Read More

Aadhaar Card (UIDAI) Me Nikali Hai Jobs, Kaise Kare Online Apply.

March 23, 2019 1
Aadhar Card Jari Karne Ki संस्‍था UIDAI (Unique Identification Authority) Me Aapke Liye Job Ka Mauka Hai. UIDAI Ne Senior Se Lekar Junior Post Tak Ki Kai Vacancy Nikal Kar Logo Se Application Form Bharne Ke Liye Kaha Hai. UIDAI Ki Aur Se Technical Officer, Private Secretary, Assistant Section Officer Aur Stenographer Ki Jarurat Hai. Agar Aap Bhi In Posts Ke Liye Interested Hai, To Apni Eligibility Check Karke Apply Kar Sakte Hai. Aap India Ke Kisi Bhi Hisse Me Rahte Hai To Bhi In Post Ke Liye Apply Kar Sakte Hai. Ye Vacancy Country Ke Alag Alag Cities Me Hai.
Aadhar Card Jobs (UIDAI Recruitment 2018)
Kon See Cities Me Vacancy Hai.
Hyderabad, New Delhi, Manesar, Guwahati, Bangalore, Ranchi, Chandigarh and Mumbai.

Kis Posts Ke Liye Kar Sakte Hai Apply.
UIDAI Ne Jin Posts Ke Liye Vacancy Nikali Hai Usme Deputy Director, Senior Account Officer, Accountant, Private Secretary, Assistant Section Officer Shamil Hai.

Aadhar Card Job Ke Liye Kaise Kare Apply.
Vacancy Se Judi Jyada Jankari Ke Liye Aap UIDAI Ki Website https://uidai.gov.in/ Par Jaaye. Yaha Aap About UIDAI Par Click Kare. Uske Baad Aapko Right to Information ke Niche Current Vacancies Ka Option Milega. Is Par Click Karne Ke Baad Aapko Har Vacancy Ka Notification Mil Jayega. Yaha Par Aap Kisi Bhi Vacancy Ke Form Download Kar Sakte Hai Iske Liye PDF File Download Kare.
UIDAI Recruitment 2017–2018 Aadhaar Card Jobs
Apply Karne Ki Last Date Kya Hai.
Filhaal Agar Aap In Vacancy Ke Liye Apply Karna Chahte Hai To Aap 25 January 2018 Se Lekar 5 February Tak Apply Kar Sakte Hai. Har Vacancy Ke Liye Apply Karne Ki Last Date Alag Alag Hai.

Eligibility:
Alag Alag Vacancies Ke Liye Eligibility Alag Alag Hai. Yaha Simple Graduate Se Lekar BST Aur Diploma Holders Ke Liye Bhi Job Hai. Kuchh Vacancy Deputation Ke Aadhar Par Bhari Jayegi. Agar Aap Kisi Central Government Ki Naukri Me Hai To Bhi In Posts Ke Liye Apply Kar Sakte Hai.

ALSO READ:
Read More