Internet Happy World: Business World

Hot

Showing posts with label Business World. Show all posts
Showing posts with label Business World. Show all posts

April 27, 2019

Free Time Me Kare Ye Top 5 Side Business, Hogi Sabse Best Income

April 27, 2019 1

Free Time Ka Sahi Istemal Karke Kare Top 5 Side Business


Free Time Ka Sahi Se Istemal Sabhi Karna Chahte Hai. Aur Vahi Log Ye Bhi Chahte Hai Ki Free Time Ka Istemal Is Tarah Se Kiya Jaaye Ki Income Me Bhi Fayda Ho. To Friends Aaj Ke Article Me Ham Un Logo Ko Aise Hi Top 5 Side Business Ideas Ke Ke Baare Me Batane Jaa Rahe Hai Jo Aapki Ye Dono Wish Puri Karege. Ye 5 Side Business Ko Income Ke Hisab Se Kai Average Full Time Jobs Se Best Mana Gaya Hai.

Top 5 Side Business For Better Earnings

Top 5 Side Business For Better Earnings

Part Time Job Offer Karne Wali Company FlexJob Ne In Job Ko Apni Top Job List Me Shamil Kiya Hai. American Company Flexjob India Ke Liye Bhi Job Offer Karti Hai. August Month Ke Liye Company Ne Indian Logo Ke Liye 10 Category Me Part Time Job Offer Ki Hai. FlexJob Ke Mutabik List Me Sirf Un Side Business Ko Shamil Kiya Gaya Hai, Jisme Hone Wali Har Hour Ki Average Earning American Government Dvara Fix Ki Gayi Minimum Per Hour Income (7$) Ka Cum Se Cum Double Ho. Matalab Ki Ye List Me Shamil Kiye Gaye Sabhi Side Business Ki Income Har Ghante 14$ Ki Hai.

Top 5 High Paying Side Jobs

1. Group Fitness Instructor:

Flex Job Ki List Me Sabse Upar Group Fitness Instructor Hai. Website Ke Mutabik Yoga, Fitness, Cycling, Is Segment Me Aate Hai. Website Ke Is Job Ki Sabse Khas Baat Ye Hai, Log Pahle Khud Apne Free Time Me In Activity Ko Shikhte Hai, Baad Me Vo Khud Is Service Ko Offer Karne Lagte Hai. Yani Apne Khali Samay Ke Istemal Me Ye Sabse Best Option Hai.

America Me Is Job Ke Liye Cum Se Cum 40$/Hours Tak Mil Jaate Hai. Vahi Delhi Me 1 Se 2 Hours Har Deen Ke Yoga Session Ke Liye Average Fees Rs 2000 Per Month Per Person Hai. Matlab Ki Har Ek Ghante Har Ek Vykti Se 2000 Rupye ki Kamai Ki Jaa Sakti Hai. Agar Teacher Famous Hai Ya सिखाइ Ja Rahi Activity Khas Hai To Income Kai Guna Jyada Ho Sakti Hai.

2. Special Education Tutor:
बुजुर्ग Ho Ya Kisi Pareshani Se जूझ Raha बच्चा, Special Education Tutor Ki Jarurat Har Jagah Badh Rahi Hai. Special Tutor Un Logo Ko Kahte Hai Jo Kisi Khas Jarurat Ke Hisab Se Shikhane Me Help Karte Hai. In Job Me Sign Language Shikhane Walo Se Lekar, Kisi अक्षमता Ke शिकार (Victim of Inability) Logo Ke Tutor Shamil Hai.

FlexJob Ke Mutabik Aksar Awareness Badhane Ke Liye Governments, Institution, Companies Ya School Is Tarah Ke Program Chalati Hai Jaha Vo Tutor Ko Part Time Job Offer Karte Hai. America Me Ak Sign Language Sikhane Wale Ki Har Ghante 35$ Tak Mil Sakte Hai.

3. Multi Language Expert:
2 Ya 2 Se Jyada Languages Ke Jankar:
Agar Aap Ak Se Jyada Language Jante Hai To Aapke Paas Opportunities Ki Koi Kami Nahi Hai. Khas Taur Par India Jaisi Country Me Jaha Kai Tarah Ki Bhasha Ye Hai. FlexJob Ki Mutabiq Content Ka Translation Ho Ya Kisi Company Ke Officer Ka दुभाषिया Banna, Ya Feer Ak Se Jyada Languages Me Expert Hona Kafi Fayde-Mand Job Hai.

Sabse Khas Baat Ye Hai Ki Agar Aap Koi Dusri Language Nahi Jante Hai To Aap Apne Free Time Me Ise Sikh Sakte Ho Aur Baad Me Iska Istemal Dusro Ko Shikhane Me Kar Sakte Hai To Aap Apne Free Time Me Ise Shikh Sakte Ho Aur Baad Me Iska Istemal Dusro Ko Sikhane Me Kar Sakte

4. Event / Product Photographer:
Free Time Me photography Karna Kai Logo Ka शौक Hota Hai, Vahi Dusri Taraf Kai Companies Aise Logo Ki Talash Karti Hai Jo Unke Liye Kisi Khas Event Me Jakar Pure Event Ya Feer Kisi Product Ki Photography Kar Sake. Media House Bhi Behtar Photographs Ki Talash Karte Rahte Hai. Is Job Me Photography Ke Sath Editing Ki  Jankari Hona Jaruri Mana Jaata Hai. kai Log Photography Ki Help Se Photo Feature Bhi Post Karte Hai, Jo Kisi Event, Product Ya Kisi Tour Ka Hissa Ho Sakta Hai.

Expert Ke Mutabik Writing Ke Mukable Photo Feature Jyada Dekhe Jaate Hai Aise Me In Posts Ke Hit Hone Ki Sambhavna Bhi Jyada Hoti Hai. FlexJob Ke Mutabik Product Photographer Har Ghante Cum Se Cum 20$ Kama Lete Hai.

5. Resume Writer:
FlexJob Ke Mutabik Aapko Job Offer Hone Me Sabse Aham Roll Dilata Hai Aapka Bio-data Ya Resume Ya CV, Lekin Khas Baat Ye Hai Ki Jyadatar Log Nahi Jante Hai Ki Bio-data Ya Resume Kaise Taiyar Kiya Jaye. Yahi Par Resume Writer Ki Help Lee Jaati Hai. Resume Writer Banne Ke Liye Aapko Sirf Language Par पकड़ Aur Presentation Skills Chahiye.

Flex Job Ke Mutabik Is Job Me Income Is Baat Par Depend Hoti Hai Ki Aap Kitne Experience Wale Professional Ke Liye Resume Bana Rahe Hai. Aksar Middle Management Se Top Job Ke Liye Apply Karne Wale Executive, Freelancer Experts Ke Sath Kaam Karte Hai. Actually, Upper level Ke Job Application Me Formalities Aur Presentations Kafi Aham Hota Hai. India Me Freelancer Resume Writer 500 Se 3000 Rupye Par Resume Fees Charge Karte Hai.  

Side Jobs / Side Business Karne Ke Tarike:
Side Business Pane Ke Do Tarike Hai Isme Flexible Job Offer Karne Ki Website Hai. Vahi Direct Approach Se Bhi Kaam Kiya Jaata Hai. Freelancer.Com Aur Flexjob Bhi Indian Logo Ke Liye Job Offer Karti Hai. Aapko Job Offer Karne Ke Badle Ye Aapse Fees Leti Hai. Iske Alava Kai Companies Direct Short Term Project Nikalti Hai. Log Social Media Ke Jariye Bhi Business Pane Ki Koshish Karte Hai. Khas Baat Dhyan Rakhe Ki Side Business Kamai Ka Bada Jariya Hai Aur Log Lagatar Occasions (अवसरों) Ki Talash Me Lage Rahte Hai. Is Se In Jobs Me जालसाजी Ka Khatara Utana Hi Jyada Hai. Expert Ke Mutabik Sabhi Genuine Companies Job Milne Se Pahle Aapse Fees Nahi Magti. Vahi स्थापित Ho Chuki Companies Agar Fees Leti Hai To Vo Bhi Kafi Mamuli Hogi.

Dosto, Is Article Ke Jariye Hamne Apne Free Time Ka Sahi Istemal Karke Apni Skill Ko Develop Karne Ke Sath Kamai Karne Ke Baare Me Bataya. Aur Ye Bhi Jaana Ki Ham Apne Khali Samay Me India Ke Top 5 Side Business Kaise Kare. Aur Unse Sabse Bahetar Kamai Kaise Ki Jaati Hai. To Friends Aapko Kaisa Laga Ye Side Business Ideas, Business Ideas With Low Investment, Best Small Business Ideas. Aapko Ye Post Pasand Aayi Ho To Apne Friends Ke Sath Social Media Par Share Jarur Kare. Aur Koi Sawal Ho To Hame Comment Me Bataiye. Thanks And Keep Visiting....

  Ye Bhi Padhe 
Read More

Top 5 Successful Business Ideas Jinhe Follow Karke Bane Crorepati

April 27, 2019 2
Aaj Ke Article Me Appko Kuchh Aise Simple Business Ideas Ke Baare Me Batane Jaa Rahe Hai, Jinhe SharuAat Ak Simple Business Se Ki But Un Logo Ne Kaise Bada Business Khada Kar Diya Hai. Is Post Ke Jariye Aapko Ye Bhi Batane Ki Koshish Ki Hai Ki Kon Sa Tha Vo Simple Business Ideas Jo Big Business Me Tabdil Ho Chuka Hai Aur Kon Hai Vo Log Jisne Ye Small Business Ideas Ko Aajmaya Hai.

Aaiye Baat Karte Hai Konse Simple Ideas Se Crores Rupye Ki Income Ki Jaa Sakti Hai. Jinhe Log Aksar Ignore Kar Dete Hai. Aaj Aapko Yahi Batane Jaa Raha Hu Ki Wo Log Kon Hai Jinho Ne Ye Kar Dikhaya Hai. The Richest Ne Aise Hi Kuchh Simple Se Business Ideas Ki List Di Hai. Jo Sirf Isliye Samne Aaye, Kyo Ki Safal Hone Wale Inshan Ne Apne Aas-Pas Ki Behad Normal Lagne Wali Problems Ko Seriousness Se Liya. In Ideas Par Business Sharu Karke Vo Log Crorepati Ban Gaye. In Se Sabak Lekar Aap Bhi Fayda Utha Sakte Hai.
Top 5 Successful Business Ideas in hindi

Top 5 SuperHit Business Idea Se Kamaye Crores Aap Bhi Kare Try


1. Smiley:
The Rechest Ke Mutabik Aise Ideas Se Success Hone Me Kafi Chances Hote Hai Jo Logo Ko Feel good Ka Ahsas (feeling) Karaye, Iska Sabse Bada Example Smiley Face(😏) Hai. Smiley Face Aaj Aapko Har Kahi Dikhne Ko Mil Jaata Hai.
Harvey Ross Ball was an American commercial artist.
Years 1963 Me Harvey Ball Ne Apni PR Company Ke Client State Mutual Life Insurance Ke Liye Smiley Face Banaya Tha. Inke Badle Me Sirf Unko 45$ Mile The. Unho Ne Is Face Ko Patent Karane Ke Liye Socha bhi Nahi.

To Dusri Taraf Do Brothers Bernard Aur Murray Ki Najar Is Face Par Padi To Unhe Iski Feel Good Power Ka Ahsas Huya. Unho Ne Is Smiley Face Ke Rights Kharide Aur "Have A Nice Day" Ki Line Ke Sath Market Me Utar Diya.

Kaise Khadi Ki Crores Ki Company
Unho Ne Har Products Jaise Tshirt, Card, Clothes, Cup Par Is Smiley Face Utara. Logo Par Iska नशा 18 Mahine Tak Raha. 1971 Tak Dono Brothers Ne Is Face Ki Help Se 5 Crore Dollar Ki Kamai Ki. Jiske Baad Unhone Ak Retail Chain Ke Jariye Bikri Jari Rakhi. Baad Me In Brothers Ne Is Retail Chain Ko 50 Crore Dollar Me Bech Diya Jo Aaj Ke Hisab Se 3000 Crore Rupye Se Bhi Jyada Hai.

Simple But SuparHit Business Ideas Aur Unse Jude Sabak

2. Doggles:
Steve Jobs Ne Kaha Tha Ki Logo Ko Nahi Pata Hota Ki Unhe Kya Chahiye, Jab Tak Aap Nahi Batate Ki Unhe Is Khas Chij Ki Jarurta Hai. Doggles Aisa Hi Business Ideas Hai. 1997 Me Apne Dog Ke Sath Khelte Huye  Ak American Software Programmer Roni Di Lullo Ne Dekha Ki Unka Dog (डॉग) Suraj Ke Samne Rahne Par Frizzby Nahi Pakad Pa Raha Hai. Vahi Dhul Me Chalne Par Bhi Yuse Dikkat Ho Rahi Hai. Yahi Se Unke Dimag Me Apne Dog Ke Liye Khas Sunglasses Banane Ka Idea Aaya. Apne Dog Par Hi Experiment Kar Unho Ne Kutte Ko Feet Hone Wale Doggles Taiyar Kiye. 2002 me 1 Lakh Dollar Ki Bikri Hui. Vahi 2015 Me 30 Lakh Dollar Yani Ki Approx (191831404.51) 19 Crore 18 Lakh Rupaye Ki Bikri Hui.

Doggles, LLC
Roni Ab Ak Crorepati Hai. Unke Doggles Customers Me Aam Logo Ke Sath American Army, US Police Se Lekar Celebrity Bhi Shamil Hai. Sabse Important Baat Ye Hai Ki Ronnie Ab Dogs Ke Liye Najar Ke चश्मे Bhi Offer Kar Rahi Hai.

Simple But Top Successful Ideas

3.Plastic Wishbone:
The Richest Ke Mutabik Logo Ke Emotions (भावनाओं) Aur Khushi Se Judi Chhoti Se Chhoti Chij Bade Business Ka Aadhar Ban Sakti Hai. Toffee, Chocolate Jaise Business Sirf Isliye Successful Hai Kyo Ki Ye Baccho Ki Khushi Se Sidhe Jude Hote Hai. Aur Unki Unit Cost Bhi Cum Hoti Hai. Plastic Wishbone Bhi Aisa Hi Ak Product Hai. American Tradition(परंपरा) Me Thanksgiving Day Ke Baad Dish Me Bachi Ak Khas हड्डी Ke Tukde Ko Todne Ki Parmpara Hai. Aisa Mana Jaata Hai Ki Is Se Wish Puri Ho Jati Hai. But Har Dish Me Aisi Sirf Ak Hi हड्डी Hoti Hai. Aise Me Family Me Sirf Ak Ko Ye Khushi Milti Thi, Vahi Vegetarian Khana Khane Walo Ko Vo Bhi Nasib Nahi Hoti.
founder-LuckyBreakWishbone
1999 Me Apne Family Members Ko Ak Wishbone Ke Liye झगड़ते Dekh, Ken Ahroni Ne Decision Liya Ki Vo Plastic Wishbone Banayege Jo Bilkul Vaise Hi Tute. 5 Year Ke Baad Launch Hui Is Wishbone Ne Fist Year Hi 10 Lakh Dollar Yani Ki Karib 6 Crore Rupye Ki Kamai Ki. Filhal Sales 25 Lakh Dollar Yearly Tak Pahuch Gayi Hai. Ken Filhal LuckyBreakWishbone Company Ke President Hai.

4.Snuggie:
Kai Baar Achhe Product Isliye Nahi Chalte Kyo Ki Unki Marketing Achhi Nahi Hoti. Better Marketing Ke Sath Common Concept Bhi Successful Ho Sakta Hai. Snuggie Actually Ak Blanket Hai, Jisme 2 बाहें Lagi Hoti Hai. Is Blanket Ki Specialty Ye Hai Ki Aap Es Ko Gale Tak ओढ़ Sakte Ho, Lekin Aapki बाहें Khuli Rahegi Aur Aap Book, Phone Ya Laptop Par Work Kar Sakte Ho.

All Stock Marketing CEO
SharuAat Me Is Concept Ka Majak Udta Tha, Isliye Is Se Pahle Aise Hi Do Product Slanket and Freedom Blanket Success Nahi Ho Payi. All Stock Marketing CEO, Stock Boylean Ne Is Product Ki Possibilities (संभावनाओं) Ko Samja, Kyo Ki Log Ise Majak Me Lete The Isliye Snuggie Ke Advertisement Me Majak Ko Bhi Shamil Kiya Gaya. Ak Baar Logo Ne Iska Istemal Sharu Kiya To Feer Product Successful Ho Gayi. Ab Tak 20 Crore Dollar Yani Ki Karib 1300 Crore Rupye Ke Snuggie Bik Chuke Hai. Vo Bhi Tab Jab Snuggies Ki Saflta Ka Fayda Baki Dono Brand Slanket and Freedom Blanket Ko Bhi Mila.

CONCLUSION:
Hello, Friends Hamne Aapko Simple Business Ideas Ko Kaise  Successful Business Ideas Me Babdil Kere Jinke Baare Me Bataya Jo SuperHit Business Ideas Me Badal Chuke Hai Aur Aaj Vo Log Crorepati Bhi Ban Gaye Hai, Ak Simple Se Life Changing Business Ideas Ne Kahi Logo Ki Kismat Badal Di, Aapko Bhi Pasand Aaya Ho To Follow Kare Ya Apne Friends Ke Sath Is Article Ko Share Kare. Aur Koi Sawal Ho To Hame Comment me Bataiye, Hame Aapki Help Karne Me Khushi Hogi. Thanks And Keep Visiting.....

*** Ye Bhi Padhe ***
Mobile Phone Ka Sahi Use Karke, Har Mahine 20,000+ Kare Income
Read More

2019 Me Ghar Baithe Internet Se Online Earnings Ke 10 Popular Tarike.

April 27, 2019 2
Online Work Ko Lekar Fraudsters Ki संख्या दिनबदीन Badhati Jaa Rahi Hai. Ye Fraudsters Paise Dene Ka Waada Karke Online Kaam To Kara Lete Hai, Lekin Paise Nahi Dete Hai. Aise Fraudster Se Careful Rahne Ki Nasihat Dete Huye Aapko Online Work Karke Kamai Karne Baare Me Bataa Rahe Hai Ham.
top 10 ways internet online earnings

Paise Kamana Har Kisi Ka Sapna Hota Hai Feer Chahe Vo नौकरीपेशे Wala इंसान Ho, Businessman Ho Ya Feer बेरोजगार. Iske Liye Log Alag-Alag Tarah Se Positive प्रयास Bhi Karte Hai. In Sabke Bich Agar Aapke Paas Thoda Free Time Hai, Aur Internet Ka Thoda Bahut Knowledge Hai, To Online Kamai Aapki Income Badhane Ka Ak Brilliant Ways Hai. Iske Liye Aapko Kahi Jaane Ki Jarurat Nahi, Balki Kamai Ghar Baithe Bhi Ki Jaa Sakti Hai. Aaj Ke Article Me Ham Aapko Online Earnings Karne Ke 10 Popular Tariko Ke Baare Me Batane Jaa Rahe Hai. Aaj Ke Article Ke Hamara Main Topic Hai Online Internet Se Kamai Karne Ke 10 Popular Tarike. Aaiye Jaante Hai Kya Hai Vo 10 Tarike.
  • 1. Self-publish eBooks:
  • 2. Photo Bechakar Kaise Kamai Kare:
  • 3. Online Work:
  • 4. Google Adsense:
  • 5. E-tutor:
  • 6. Youtube Se Kamai:
  • 7. BuySellAds:
  • 8. Paid Review:
  • 9. Apps Ka Business:
  • 10. Online Purane Saman BechKar Kare Kamai:

Online Internet Se Kamai Karne Ke 10 Popular Tarike.

1. Self-publish eBooks:
Agar Aapko Writing Se Pyaar Hai, To Kai Website Paise Dekar Online Book Likhane Se Lekar Uski Royalty Se Kamai Karne Ka मौका Deti Hai. Inhi Sites Me Se Ak Hai Amazon. Amazon Kindle Direct Publishing Ke Name Se Yah Feature Chalati Hai. Isme Koi Bhi Online Book Likh kar Ise Kindle Book Store Par Daal Sakte Hai. Iski Sell Hone Par Writer Ko 70% Tak Royalty Milti Hai. Ye Site Aur Self-publish eBook Ki Jyada Jankari Ke Liye Amazon Kindle Direct Publishing Par Click Kare. Is Par Aap Apna Account Bhi Banakar Regular Member Ban Sakte Hai. Amazon Kindle Direct Publishing Kya Hai aur Paise Kaise Kamaye.

2. Photo Bechakar Kaise Kamai Kare:
Online Earnings Ke Dusra Popular Tarika Hai Photos Ki Selling. Photo Stock Rakhne Wali Website Bhi Aapke Online Income Ka Jariya Ban Sakti Hai. Pure World Me Shutterstockshutterpoint Aur IStockPhoto Jaisi Kai Website Photo Kharid Kar Uska Payment Karti Hai. Isme Site Ke Member Ko Apni Photo Ko Site Par Submit Katna Hota Hai. Feer Uske Baad Site Ki Policy Ke Anusar Aap 15 Se 85% Tak Royalty Paa Sakte Hai.

3. Online Work:
UpWork Aur Elance Jaisi Site Online Kamai Karne Ke Mamale Me Pure World Me Famous Websites Me Se Ak Hai. In Dono Sites Me Sabse Pahle Aapko Test Dekar Khud Ko Register Karna Padta Hai. Uske Baad Alag-Alag Kaam Ke Liye Members Ko Contract Aur Freelancer Ke Roop Me हायर Karti Hai. Work Complete Hone Ke Baad Site Aapko Par/Hour Ya Feer अन्य Tariko Se Paisa Deti Hai.

4. Google Adsense:
Google Adsense Ke Jariye Aap Blog Par Advertisement Bhi Laga Sakte Hai, Jis Se Kuchh Kamai Ka Jariya Ban Sakta Hai. Google Ki Service Adsense Ki Aur Se Diye Gaye Advertise Ko Apne Blog Par Lagana Hota Hai. Yah Aapko Har Us Click Ke Liye Payment Karega Jo Aapke Blog Par Dikhai Gaye Advertisement Par Hoga. Google Adsense Aapko Kai Tarah Ke Advertisement Provide Karta Hai Jaise Video, Picture, Text, Banner Etc. Aap Inme Se Apne Liye Best Advertisement Select Karke Apne Blog Par Laga Sakte Hai. Adhik Jaanne Ke Liye Click Kare Google Adsense Se Free Blog Banake Paise Kaise Kamaye.

5. E-tutor:
E-tutor Bhi Online Kamai Ke Famous Tariko Me Se Ak Hai. Bahut Sari Website Alag-Alag Subject Ko Lekar Logo Se Paid e-tutor Ki Facility Provide Karati Hai. Inme TutorVista Aur 2tion.net Jaisi Main Site Hai. User Aisi Hi Sites Par Khud Ko Register Kar Few Hours पढ़ाकर Big Earning Kar Sakta Hai.

6. Youtube Se Kamai:
Youtube Ab Aapke Original Video Ko Online Distribute Kar, Us Se Hone Wali Kamai Me Aapko Hissa Deti Hai. Youtube Partner Program Me Shamil Hone Ke Liye Users Ko Sabse Pahle Youtube Creators Partner Par Jakar Youtube Partner Program Ke Liye Apply Karna Hoga. Users Ko Isi Registration Ke माध्यम Se Apne Video Upload Karna Hoga. Youtube Ki Technical Committee Originality Aur Quality Ka Testing Karegi. Iske Baad Video Par Milane Wale Advertisement Ka Hissa Users Ko Diya Jayega. YouTube Se Paise Kaise Kamaye

7. BuySellAds:
Yah Bhi Ak Online Marketing Ka Jariya Hai. Iske Jariye Direct Advertisement Beche Jaa Sakte Hai. Aapke Blog Ko Diye Gaye Advertisement Ke एवज Me Yah Apni Commission Lete Hai. Iske Advertiser Se Aapka Direct Contact Nahi Hota.

8. Paid Review:
Software Ya Other Products Ke Liye Likhna. Agar Writing Me Aapki क्षमता जबरदस्त Hai To Iske Jariye Aap Kamai Kar Sakte Hai. Iske Alava Infolink Bhi Ak Jariya Hai.

9. Apps Ka Business:
Smartphone Aur Tablet Ke Liye Lakho Application Banke Bik Rahi Hai. Agar Aapke Paas App Banane Ke Liye Best Idea Hai To Aap Bhi Kisi App Developer Ki Service Lekar Apni App Banva Sakte Ho. App Banane ke Baad 30 Se 100$ Ki Yearly Fees Dekar Google, Apple, Microsoft Ke Windows Store Par Registration Karva Sakte Ho.

10. Online Purane Saman BechKar Kare Kamai:
Aasani Se Online Paise Kamane Ke Tariko Me Se Ye Tarika Bhi Kafi Famous Hai. Isme Aap Apne Ghar Me Rakhe Purane Samano Ko Online Bech-Kar Achhi Kamai Kar Sakte Ho. Bahut Sari Website Aapko In Useless Products Ke Liye Free Me Ads Dene Ki Facility Deti Hai. Iske Sahare Purane Samano Ki Photo www.olx.in, www.quickr.com Aur craigslist.co.in Jaisi Kai Site Par Update Kar Tumse Bechne Se Kamai Kar Sakte Hai.

➧ YOU MAY ALSO LIKE 
2019 Me Internet Se Kamai Karne Ke Best 5 Ways
Domain Name Auction में बेचकर कमा सकते है 30 लाख से भी ज्यादा पैसे।
Facebook For Creator App Ke Jariye Kaise Kama Sakte Hai Paise
YouTube पर Earning कैसे बढ़ाएं Famebit से Sponsorship Kaise Le.
Google Se Online Earning Karne Ke Sabse Aasan Tarika
Free Time Me Paise Kamane Ke 3 Asan Tarike- Ghar Baithe Kamai
Internet Se Earning Karne Ke Sabse Best And Easy Ways
Mobile Internet Se Online Paise Kamane Ke Sabse Aasan 5 Tarika
Cum Paise Me Kare Ye Top 5 Online Business
World Ki Top 5 Brilliant Jobs (Work's) Kare Lakho Ki Kamai Ghar Baithe
Read More

2019 Me Internet Se Kamai Karne Ke Best 5 Ways

April 27, 2019 11
2018 Khatm Huya Aur Ak Nayi Sharuaat Ke Sath 2019 Sharu Huya. Sabhi Reader Ko InternetHappyWorld Ki Taraf Se Naye Saal Ki Hardik Shubh-Kamnaye, Naye Saal Ke First Article Me Ham Baat Karne Jaa Rahe Hai 2018 Me Internet Se Earning Ke 5 Tarike Ke Baare Me Jo Honge Sabse Best. Jyada-Tar Logo Ka Sapna Hota Hai Ki Aane Wale Samay Me Ham Amir Bane. Iske Liye Vo Kamai Ke Kuchh Naye Tariko Ki Talash Me Bhi Rahte Hai. Haal Ke Samay Ki Jo Baat Kare To Kamai Ka Sabse Bada Jariya Ho To Vo Hai Internet.


Mojuda Vakht Me Internet, Earning Ka Sabse Bada Jariya Ban Chuka Hai. Log Facebook, YouTube, Twitter Etc. Ki Help Se Internet Se Badiya Kamai Kar Rahe Hai. But Inke Alava Bhi Internet Se Kamai Ke Aur Bhi Ways Mojud Hai, Jo Dhire-Dhire Logo Ke Bich Apni पैठ Banate Jaa Rahe Hai. Aane Wale Vakht Me Ye Aur Bhi Jyada Popular Ho Jayege. Is Article Me Ham Baat Karne Jaa Rahe Hai YouTube Aur Facebook Ke Alava Internet Se Kamai Ke Vo Kon Se Tarike Hai Jo Aane Wale Vakt Me Chhaye Rahenge.

2019 Me Internet Se Earning Karne Ke Best 5 Ways.

2019 Internet Earning Best 5 Ways
1. Internet Marketing Agency:
Agar Aapko Internet Aur IT-Telecom Ki Achhi Samaj Hai To Aap Internet Marketing Agency Sharu Kar Sakte Hai. Internet Marketing Agency Companies Ke Products Ka Website Aur Smartphone Par Promotion Karvati Hai, Jaise Ki TV Pe Advertisement Aati Hai Vaise Hi Website Pe Advertisement Karke Company Ka Promotion Hota Hai. Internet Marketing Agency Ka Sabse Bada Example Google Adsense Hai.

Internet Marketing Businesses Ke Liye Aur Bhi Website Hai Jo Kafi Famous Hui Hai Jaise Ki Media.net, Taboola, Outbrain, Revcontent, Infolinks, Kontera, GumGum, imonomy, Undertone, PopAds.Net, Infinity Ads. Jo Sabhi Companies Ka Promotion Website Par Karvati Hai, Aur Uska Commission Unhe Milta Hai, Aur Vaise Bhi Aaj-Kal Jyadatar Log Traditional Marketing Ke Bajay Internet Marketing Ka Sahara Le Rahe Hai, Kyu Ki Yaha Kharch Cum Hai Aur Promotion Jyada Hota Hai, Yani Ki Kewal Clicks Ke Jariye Vo Customers Tak Pahuch Sakte Hai.

Agar Aap Internet Marketing Agency Sharu Karna Chahte Ho To Hame Comment Me Bataye, Ham Aapke Liye Feature Me Is Baare Me Article Share Karenge. Agar Aapko Is Baare Me Jyada Jankari Chahiye To Google Pe Search Kare, Ya Feer Ye Article Read Kare. How To Start Internet Marketing Agency, Digital Marketing Agency Kaise Shuru Kare. How To Start Internet Marketing Home Based Business, How To Start An Online Marketing Business, Aapko Bahut Sare Article Mil Jayenge, Abhi Ham Aage Badhte Hai Internet Marketing 2019 Ke Second Best Ways Ke Baare Me.

2. Affiliate Marketing:
2019 Me Internet Se Online Earning Karne Ka Sabse Bada Dusra Jariya Ho To Vo Hai Affiliate Marketing. Affiliate Marketing Online Marketing Ka Feature Hai. Aaj Ke Samay ki Baat Kare To Ye 192 Billion Rupye Ki Industry Ban Chuki Hai. Affiliate Marketing Ak Performance Based Marketing System Hai. Isme Koi Bhi Marketer, Jinhe Affiliate Bhi Kaha Jaata Hai, Kisi Company Ke Product Ka Promotion Apni Website Ya Blog Par Karte Hai To Companies Ads Par Aane Wale Clicks Aur Product Ki बिक्री Ke Hisab Se Marketer Ko Commission Deti Hai. Halaki, Iske Liye Aapki Website Ya Blog Ki Performance Itani Achhi Honi Chahiye Ki Google Us Par Ads Provide Kara Sake. Iske Alava Bhi Aisi Kai Website Mojud Hai, Jinke Sath Judkar Aap विभिन्‍न Companies Ke Affiliate Program Ka Hissa Ban Sakte Hai.

Affiliate Marketing Kaise Shuru Kare.
Social Media Ke Jariye Bhi Affiliate Marketing Aap Start Kar Sakte Ho, Jaise Ki Facebook Par Aapki Friend Following Achhi Ho To Aap FB Page Ke Jariye Bhi Ise Shuru Kar Sakte Ho. Affiliate marketing Ke Liye Aap E-commerce Website Amazon, Flipkart, Snapdeal Jaisi Site ke Sath Partnership Kar Sakte Ho. Agar Aap Affiliate Marketing Shuru Karna Chahte Hai Aur Aapko Pata Nahi Ki Affiliate Marketing Se Paise Kaise Kamaye Jaate Hai Aur Start kaise Kiya Jaaye To Aap Ye Article Padhe...

3. Freelancing:
2019 Ke Internet Se Earning Ka Tisra Bada Jariya Hai Freelancing. Aap Internet Ke Jariye Freelancing Karke Bhi Best Earning Kar Sakte Ho. Haal Ke Samay Me Internet Marketing Agencies Bhi Specialized Skills Wale Logo Ko Freelancer Ke Taur Par हायर Kar Rahi Hai. Freelancer Ke Work Ki Baat Kare To Search Engine Optimization, Video Editing, Copyrighting, Web Design, Social Media Marketing, Graphic Design etc. Fields Me Freelancer Ban Kar Kamai Kar Sakte Hai. Agar Aapko Freelancer Kise Kahte Hai, Aur Freelancer Kaise Bane. And Freelancing Kaise Shuru Kare, Janna Chahte Ho To Ye Article Padhe, Jisme Sari Jankari Di Gayi Hai.

4. E-Product Creator:
Internet Se Best Income Ke Best Ways Me E-product Creator Bhi Shamil Hai. Aap E-product Creator Bankar Bhi Kamai Kar Sakte Hai. Example Ke Liye Aap Apni Khud Ki E-Book Create Kar Unhe Amazon Kindle Aur Click Bank Par Bech Kar E-Product Creator Ban Sakte Hai. Iske Alava Aap Video Banakar Unhe Online Video Streaming Websites Ko Bech-Kar Bhi Kamai Kar Sakte Ho. Sath Hi Agar Aapko Photography Ka शौक Hai To Aap Kuchh Mobile Apps Ke Sath Judkar Inki बिक्री Bhi Kar Sakte Hai. Agar Aap Bhi E-Book Creator Banna Chahte Hai But Kaise Bane Kaise E-Book Create Kare, Inki Jankari Nahi Hai To Aap Ye Article Read Kar Sakte Hai.

5. Media Website Aur Blog:
The Most Popular Way To Earn Money Online 2017 Ki Baat Kare To Media Website Aur Blog Hai. Isme Bhi India Ki Baat Kare To Haal Ke Samay Me Digital Media Ya Feer Internet Media Kafi Teji Se उभर Raha Hai. Bahut Sare Log Khud Ka Digital Media Venture खड़ा Kar Rahe Hai. Agar Aap Bhi Journalism Ki Samaj Rakhte Hai Aur News Par Aapki पकड़ Hai To Aap Bhi Apni Khud Ki Media Website Ya Blog Bhi Shuru Kar Sakte Hai. Aap Ya To Akele Ya Feer Joint Venture Ke तौर Par Ise Shuru Kar Sakte Hai. Aapki Site/Blog Popular Hone Ke Baad Is Par Ad Monetization Ki Help Se Kamai Bhi Kar Sakte Hai.

Dosto Agar Aapko Apna Khud Ka Media Website/Blog Banana Chahte Ho To Aap Is Baare Me Google Pe Search Kar Sakte Ho, Aapko Atoz Jankari Mil Jayegi, Kyu Ki Aaj Ke Samay Me Website Ya Blog Kaise Banate Hai Aap Search Karenge To Aapko Lakho Result Mil Jayege, To Iske Baare Me Jyada Jankari Dene Ki Jarurat Nahi Hai, Aap Chahe To Maine Yaha Par Kuchh Popular Website Ki Link Add Ki Hai Vo Bhi Read Kar Sakte Ho 

Friends, Hamara Ye Article 2019 Ke Internet Se Earning Ka Sabse Bada Jariya, Kaisa Laga? Hame Comment Me Jarur Bataye, Aur Koi Sawal Ho To Bhi Hame Comment Me Puchh Sakte Ho, And Post Pasand Aayi Ho To Social Media Pe Share Kare, Thanks And Keep Visiting....
Read More

Banks Ko Extra Charge Dene Se Bachne Ki 6 Excellent Tips

April 27, 2019 0

बैंकों को अतिरिक्त शुल्क से बचने की 6 एक्सीलेंट टिप्स.

Bank Ab Extra Charge Lete Hai, Minimum Balance Maintain Na Karne Se Lekar ATM Se Paise Nikalne Tak Customers Ko Extra Charge Dena Hota Hai. Yah Chhote-Chhote Charges Online Hi Cut Ho Jaate Hai Aur Bahut Si Baar Customer Ko Inki Jankari Bhi Nahi Hoti Hai.

Vaise Jyadatar Bank SMS Aur Email Ke Jariye Services Ke Liye Vasul Rahe Charges Ki Janakari Dete Hai Lekin Kai Log Inhe Ignore Kar Dete Hai, Jab Ki Aapko Inhe Dhyan Se Padhna Chahiye. Vahi Yadi Aapke Paas Bank Se Alert Nahi Aa Raha Hai To Aap Email Aur Phone Number Bank Me Jakar Update Karva Sakte Hai Ya Feer Net Baking Ke Jariye Bhi Apna Email Aur Phone Number Add Kar Sakte Hai. Monthly Aur Quarterly Bank Statement Bhi Aapko Dhyan Se Padhna Chahiye. Aaj Ke Article Me Ham Aapko Bata Rahe Hai, Aise 6 Tips Jinhe Follow Karne Par Aap Extra Charge Dene Se Bach Sakte Hai. Yani Ki Full Money Saving Tips.

6 Excellent Tips to Avoid Extra Dues from Banks.

how-to-avoid-bank-extra-charges

1.  5-Transaction Hi Free:
Kai Bank 1 Mahine Me 5 Transaction Hi Free Dete Hai. Aise Me ATM Se Is Hisab Se Cash Nikale Jis Se Aapko Extra Paise Na Dena Pade.

2. Net Banking Ka Kare Use:
Checkbook Ke Bajay Net Banking Ke Jariye Paiso Ka लेनदेन Kare, Is Se Extra Charge Se Bach Sakte Hai.

3. Credit Card Se Paise Na Nikale:
Credit Card Ke Payment Par Jo Interest Lagta Hai Uske Upat Bank Transaction Fees Vasulate Hai. Isliye Credit Card Se Paise Nikalne Se Bachna Chahiye. 

4. Minimum Account Pura Rakhe:
Apne Bank Account Me Minimum Amount Hamesha Rakhe. Is Se Bhi Extra Charge Se Bach Sakte Hai. 

5. Statement Email Par Bulvaye:
Duplicate Statement Bank Branch Ki Bajaye Apne Email Par Bulvaye. Is Se Aapko Charge Nahi Dena Hoga.

6. Paisa Hone Par Hi Check De:
Read More

2019 Me Best Income Ke 5 Best Option {Better Option For Investment}

April 27, 2019 15

Safe Invest Aur Best Return Ke Liye Paise Ka, Kaha Kare Investment:

Safe Invest And Best Return For Investment

Naye Saal Par Har Vyakti Nayi Planning Karta Hai. Isme Investment Ki Planning Bhi Shamil Hai, Jo Secure Future Ke Liye Bahut Jaruri Hai. Bahut Se Logo Ke Paas Paise To Hote Hai, But Uska Investment Karne Ke Option Ka Pata Nahi Hota Hai. Aise Me Ho Sakta Hai Ki Vo Jyada Income Ki Chaah Me Apne Paise Aisi Jagah Invest Kar Dete Hai Jaha Risk Jyada Hota Hai. Aise Me Aapke Liye Yah Jaruri Hai Ki Apni Mahenat Ki Kamai Aisi Jagah Invest Kare, Jaha Dusre Option Ki Tulna Me Aapko Jyada Income Ho Aur Aapke Paise Bhi Safe Rahe. Sath Hi Investment Ka Koi Bhi Option Pasand Karne Se Pahle Us Par Lagne Wale Tax Ka Bhi Dhyan Rakhna Itna Hi Jaruri Hai. 

Investment Ki Planning Kaise Kare.

Aaj Ke Article Me Ham Aapko 2019 Ke Liye 5 Best Option Batayege, Jaha Aapke Paise Dusri Kuchh Scheme Se Safe To Rahege Hi Sath Hi Us Par Better Return Bhi Mile. Sath Hi Aapke Invest Me Risk Bhi Na Ho. Ab Baat Karte Hai Saal 2018 Me Paise Lagane Ke Aise Option Jaha Aapko Safety Ke Sath-Sath Best Return Bhi Mil Sakta Hai. 

Kis 5 Jagaho Par Lagaye Paise.
  • 1-Liquid Fund
  • 2-Sukanya Samriddhi Yojana
  • 3-PPF
  • 4-Post Office
  • 5-सरकारी बॉन्ड्स
➧1 Liquid Fund
2018 Me Investment Ka Best Option Ho To Vo Hai Liquid Fund. Ye Fund Aapko Saving Account Par Milne Wali ब्याज दर (Rate of Interest) Ke Mukable Jyda Return Dete Hai. Sath Hi, Is Se Paisa Aasani Se Nikala Jaa Sakta Hai. Last 1 Years Se Jyadatar Liquid Fund Schemes Ne 9% Se Jyada Return Diya Hai, Jo FD Par Mil Rahe Mojuda Return Se Bhi Jyada Hai. 

Kya Hai Liquid Fund
Liquid Fund Ak Tarah Ke Mutual Fund Hai, Jinme Risk Bahut Cum Hota Hai. Liquid Fund Ka Dusra Naam Hai Cash Fund Aur Iska Maksad Hai Jyada Liquidity, Cum Risk Aur स्थिर Return.

Jab Chahe Tab Nikal Sakte Hai Paise.
Liquid Fund Me Koi Lock-in Period Nahi Hai. Yani Ki Aap Invest Karne Ke Dusre Deen Bhi Paisa Nikal Sakte Hai. Paise Aapko Usi Deen Mil Jaayega. Aap One Week Ke Liye Bhi Apne Paise Ka Invest Yaha Kar Sakte Hai. Aur Jab Chahe Tab Apne Paise Ka Investment Yaha Par Kar Sakte Ho. Jab Chahe Extra Paise Jaama Kara Sakte Ho Aur Nikal Bhi Sakte Ho. Yah Scheme Bank Ya Post Office Ki RD (Recurring Deposit) Ki Tarah Kaam Karegi. Rate 

Mutual Fund Me Kaise Kare Investment
Agar Aap Mutual Fund Me Pahli Baar Invest Kar Rahe Hai To Fund Manager Aapka KYC Taiyar Karega. Iske Baad Pahle Mahine Ki Installment Ke Liye Ak Cheque, ECS Ke Liye Auto Debit Form Aur Ak Common Form Bharvaya Jayega. Iske Sath Hi Aapki Liquid Fund Me SIP Start Ho Jayegi.

2 Sukanya Samriddhi Yojana
Income Tax Se छूट.
Sukanya Samriddhi Yojana Central Government Ki Scheme Hai. Is Vajah Se Isme Investment Karne Walo Ke Paise Safe Hai. Yojana Ke Tahat Apni 10 Year Se Cum उम्र Ki बेटी Ke Naam Par Bank Ya Post Office Me Account Khulvaya Jaa Sakta Hai. Is Yojana Me 14 Saal Tak Invest Karna Hota Hai. Aur Jab बेटी 21 Saal Ki Hone Par Account Mature Ho Jaata Hai. Account Me Invest Kiye Gaye Paiso Par Income Tax Ke Section 80C Ke Tahat छूट Bhi Lee Jaa Sakti Hai.

8.1% Interest in Sukanya Samriddhi Yojana
Sukanya Samriddhi Yojana Me 8.1% Interest Mil Raha Hai. Is Yojana Me ब्‍याज Ki गणना Half Yearly Compounding Aadhaar Par Ki Jaati Hai. Jis Se Real Return Thoda Jyada Ho Jaata Hai. Is Yojana Me Har Saal Minimum 1000 Rupye Aur Maximum 1.5 Lakh Rupye Invest Kiye Jaa Sakte Hai. 

3 Public Provident Fund {PPF}
Return:- 7.6%
Saal 2018 Me Bank Saving Account Ki Tulna Me PPF Account Me Paise Dalna Best Option Hai. Haal Ke Samay Me PPF Par Yearly 7.6% Return Mil Raha Hai. Government Every Three Months Par PPF Par ब्‍याज दर Ki Analysis Karti Hai.

Ak Vykti Ak Hi PPF Account
Ak Vykti Ke Naam Par Sirf Ak Hi PPF Account Khul Sakta Hai. Account Ko Banaye Rakhne Ke Liye Aapko Minimum 500 Rupaye Yearly Aur Maximum 1,50,000 Rupaye Yearly Deposit Kara Sakte Hai. 

Total Tax Free.
PPF Ka Sabse Bada Fayda Yah Hai Ki Isme Jama Ki Gayi Rakam Par Milane Wala ब्याज Tax Free Hota Hai. Itana Hi Nahi Us Par Milane Wala Interest Aur Maturity Par Milne Wali Rakam Teeno Hi Tax Free Hoti Hai.

4 Post Office
Interest:- 7.9%
Bank तो Deposit Rate Ghatane Me Lagi Hui Hai, Lekin Feel-Haal Post Office Ki Savings Schemes Ki ब्याज दरों Me Kami Nahi Ki Gayi Hai. Investors Ko Bank Deposit Par Abhi Maximum 6 Se 7% Ke Bich Interest Mil Raha Hai. Jab Ki Post Office Ki Savings Schemes Par 7.9% Interest Mil Raha Hai. Is Lihaj Se Aapki Rakam Is Scheme Me 9 Saal Me Double Ho Jayegi.

➧5 Government Bonds (सरकारी बॉन्ड्स)
Government Bonds Me Paise Lagana Aapke Liye Bank Se Better Option Ho Sakta Hai. Jaha Banks Me Maximum 7% Tak ब्याज Mil Raha Hai, Vahi, सरकारी बॉन्ड्स Par Abhi 7.8% Interest Rate Hai. Is Lihaaj Se Aapki Rakam Bhi Bank Ki Tulna Me Jaldi Double Ho Jayegi.

➧ YOU MAY ALSO LIKE 
Read More