Internet Happy World: Career World

Hot

Showing posts with label Career World. Show all posts
Showing posts with label Career World. Show all posts

March 28, 2019

First Attempt में CA की परीक्षा कैसे पास करें

March 28, 2019 0

How To Clear CA Exam in First Attempt

Chartered Accountant भारत में सबसे प्रतिष्ठित व्यवसायों में से एक है, यह एक अद्भुत जीवन को आगे बढ़ाने के लिए एक चुनौतीपूर्ण  पुरस्कृत पाठ्यक्रम है। CA बनने के बाद Career की बहुत सारी संभावनाएं हैं। लेकिन किसी CA के वेतन या पारिश्रमिक का स्तर काफी हद तक CA बनने के लिए किए गए प्रयासों की संख्या पर निर्भर करता है। यदि आपने पहले प्रयास में CA की सभी परीक्षाओं को पास कर लेते है तो अच्छे वेतनमान मिलने की संभावना अधिक है, जो प्रतिष्ठित Companies में भी है, लेकिन अगर इस परीक्षा को पास करने के लिए कई प्रयास करने पड़ते हैं, तो अच्छे पारिश्रमिक के साथ अच्छी नौकरी पाना मुश्किल हो जाता है।

यदि आप एक CA आकांक्षी हैं और इस Course शुरू करने वाले हैं, तो एक बार में इस परीक्षा के सभी चरणों को Clear करने का प्रयास करें। इस लेख में, हम सभी Main Point पर चर्चा करेंगे, जिनसे की आपको पहले प्रयास में आपको Chartered Accountant बनने में मदद मिलेगी।
How To Clear CA Exam in First Attempt

CA Course तीन चरणों में बंटा हुआ है 

  • CA Foundation
  • CA Intermediate 
  • CA Final
 First attempts में CA कैसे बने:
एक योग्य CA बनने के लिए, आपको प्रत्येक चरण को एक-एक करके Pass करना  होगा। पहला चरण CA Foundation का है, जो इस Course में प्रवेश स्तर की परीक्षा है। एक बार जब आप इस परीक्षा को Pass कर लेते हैं तो आप CA Intermediate Course के लिए पंजीकरण कर सकते हैं, CA Intermediate  के दोनों समूहों को उत्तीर्ण करने के बाद आप CA Final परीक्षा के लिए उपस्थित हो सकते हैं लेकिन केवल Practicing CA  के तहत व्यावहारिक प्रशिक्षण की निर्धारित अवधि पूरी करने के बाद। जिसके बाद आप एक योग्य CA  होंगे।

CA Course के पहले स्तर से शुरू करने के लिए, CA Foundation परीक्षा (पहले CPT ) प्रवेश स्तर की परीक्षा है, इस परीक्षा को उत्तीर्ण करने के लिए छात्रों को परीक्षा में 50%, अंकों की आवश्यकता होती है। इसे केवल प्रवेश-स्तर की परीक्षा के रूप में देखते हुए छात्र इस परीक्षा की तैयारी को बहुत हल्के में लेते हैं. और अक्सर इसे विफल कर देते हैं, जो किसी भी तरह उन्हें बाद के स्तरों के लिए कम उत्सुक बना देता है। इसलिए यह सलाह दी जाती है कि इस परीक्षा को हल्के में न लें और इस परीक्षा में अपना सर्वश्रेष्ठ देने की कोशिश करें। और 12 वीं Board  की परीक्षाओं के एक दिन भी बर्बाद किए बिना तुरंत CA Foundation की तैयारी शुरू करें। यदि आप Best CA Coaching Institute से परीक्षा की तैयारी करने पर विचार कर रहे हैं, तो सुनिश्चित करें कि आप सही निर्णय ले रहे है या नहीं, उनके पिछले परिणामों को देखें फिर निर्णय लें कि इसमें शामिल होना है या नहीं।

एक बार जब आप CA Foundation परीक्षा उत्तीर्ण कर लेते हैं तो तुरंत CA Intermediate की तैयारी शुरू कर दें। CA Intermediate परीक्षा में आपके पास दोनों समूहों को एक साथ देने या प्रत्येक समूह को अलग-अलग देने का विकल्प होता है। अब दोनों समूहों को एक साथ देना या प्रत्येक समूह को अलग-अलग देना आपकी तैयारी के स्तर पर निर्भर करता है। यदि आप अच्छी तरह से तैयार हैं, तो आप दोनों समूहों के लिए जा सकते हैं यदि नहीं तो उस समूह को पहले दें जिसमें आप पर्याप्त आश्वस्त हैं और फिर दूसरे के लिए आगे बढ़ें। CA Intermediate का उत्तीर्ण प्रतिशत कम है इसलिए आपको सभी विषयों के साथ रहना होगा और Intermediate परीक्षा की तैयारी के लिए खुद को पूरी तरह से समर्पित करना होगा।

CA Intermediate स्तर के बाद ही एक छात्र अपना व्यावहारिक प्रशिक्षण शुरू करता है, CA Final परीक्षा के लिए उपस्थित होने से पहले एक छात्र को 2.5-3 वर्ष की अनुमानित समयावधि मिलती है जिसमें उसे अनिवार्य व्यावहारिक प्रशिक्षण में भाग लेना होता है, और साथ ही CA Final की तैयारी कर सकता है। IPCC और CA Final का Pattern समान हैं, दोनों Subjective हैं यहां तक कि Marking Scheme भी समान है। CA Final की तैयारी के लिए आपके पास बहुत समय है यदि आपके पास सही अध्ययन योजना, उचित मार्गदर्शन और नियमित आधार पर अध्ययन है, तो आप आसानी से अपना पाठ्यक्रम पूरा पढ़ सकते हैं और आपको Revision के लिए भी उचित समय मिल जायेगा। यदि आप पहले से अच्छी तरह से तैयार हैं तो आपको परीक्षा के समय खुद पर  बोझ नहीं डालना पड़ेगा, आपकी पिछली तैयारी आपको परीक्षा के समय में शांत रहने में मदद करेगी और आप अपना सर्वश्रेष्ठ प्रदर्शन कर पाएंगे।

तैयारी के दौरान ये महत्वपूर्ण बाते याद रखे

  • बिना किसी व्याकुलता के समर्पित अध्ययन होना चाहिए, Social Media से बचें।
  • पूरी तरह से ICAI अध्ययन सामग्री पर भरोसा करने की कोशिश करें
  • ज्यादा से ज्यादा Mock Test दें।
  • प्रत्येक चरण के लिए प्राथमिकता के आधार पर पाठ्यक्रम को वितरित करें।
  • पूरे पाठ्यक्रम को समय पर पूरा करें ताकि आपके पास Revision के लिए पर्याप्त समय हो, क्योंकि Revision बहुत महत्वपूर्ण है।
  • अपने आप पर विश्वास रखें और अपनी पूरी तैयारी के लिए प्रेरित रहें
  • खूब मेहनत करो लेकिन Smart बनो।
  • परीक्षा में अपनी गति बनाए रखने की कोशिश करें, ताकि कुछ छूटे नहीं।

अपनी तैयारी के लिए रणनीतिक बनाएं, पहले से सब कुछ अच्छी तरह से योजनाबद्ध करें, आपके द्वारा बनाई गई अध्ययन योजना से जुड़े रहें। चाहे आप कितना भी अध्ययन करें लेकिन आप कितना समझ सकते यह महत्वपूर्ण हैं। नियमित और गुणवत्ता के साथ स्व-अध्ययन जरूरी है।हर विषय के लिए नोट्स बनाएं। Mock Test छात्रों को परीक्षा में लिखते समय परीक्षा के दबाव और समय का प्रबंधन करने में मदद करते हैं, इसलिए जितना संभव हो उतने Mock Test का अभ्यास करें। आप सभी को आपके उज्जवल भविष्य के लिए शुभकामनाएं।
Read More

10th Pass Ke Liye Bank Me Part-time Job. Kaise Kare Online Apply

March 28, 2019 4
Banks Me Naukari Ki Talash Kar Rahe Logo Ke Liye Ak Good news Hai. "Bank of Maharashtra" Me 10th Pass Logo Ke Liye Kus Posts Par Vacancy Nikali Hai. Recruitment Me Part Time Sub Staff Posts Par Candidates Ki नियुक्ति Ki Jayegi. Agar Aap Bhi Is Posts Par Apply Karna Chahte Hai To Aapko Apply Karne Ke Liye Last Date 24 Jun 2017 Se Pahle Online Apply Kar Sakte Hai. Baat Karte Hai...

Bank of Maharashtra Invites Application Part-time Sub Staff Posts

  • 1-Kitani Posts Par Nikali Hai Vacancy.
  • 2-Kitani Hogi Pay-Scale.
  • 3-Kitani Hogi Application fees.
  • 4-Kaise Kiya Jayega Selection.
  • 5-Kaise Kare Apply.
10th pass job online apply

1- 450 Posts Par Nikali Hai Vacancy;

Bank of Maharashtra Me Part Time Staff Ke 450 Posts Par Recruitment ke Liye Application Magaya Hai. Interested Candidates June 24, 2017 Tak Apply Kar Sakte Hai. Candidates Ki Age Limit Minimum 18 Year Aur Maximum Age Limit 28 Year Honi Chahiye.

2- Kitni Hogi Pay-Scale;

Recruitment Me Part Time Sub Staff Posts Par Selected Hone Wale Candidates Ko 18545 Rupaye Pay-Scale Di Jayegi. In Posts Par आवेदन Karne Ke Liye Candidates Ko Kisi Bhi मान्यता प्राप्त Bord Se 10th Pass Hona Jaruri Hai.

3- Kya Hai Application fees;

Is Post Par Apply Karne Ke Liye General Class Aur OBC Ke Liye 400 Rupaye Aur SC, ST Class Ke Candidates Ko 100 Rupaye Fees Ka Payment Karna Hoga. Is Fees Ka Payment Aap Debit Card, Credit Card, Internet Banking, IMPS Ke Jariye Kiya Jaa Sakte Hai.

4- Kaise Kiya Jayega Selection;

Candidates Ka Selection Written Exam and Interview Ke Personal Performance Ke Aadhar Par Kiya Jayega. Select Hone Wale Candidates Ko India Me Kahi Bhi Appointed Kiya Ja Sakta Hai.

5- Kaise Kare Online Apply:

Online Apply Karne Ke Liye Sabse Pahle Official Website "Bank of Maharashtra" Par Jaye. Our Uske Baad Fix Process Ke Aadhar Par Apply Kare.  Apply Karne Ki SharuAat 10 Jun Se Ho Chuki Hai Aur Candidate 24 Jun 2017 Tak Iske Liye Apply Kar Sakte Hai.

How To Apply For Bank of Maharashtra Sub Staff Part Time Jobs 2017

OFFICIAL WEBSITE bank of maharashtra PAR JAYE, ADVERTISEMENT SEARCH KARE AND NOTIFICATION KO DHAYAN SE READ KARE. OUR PATA KARE KI AAP ONLINE APPLY KARNE KE ELIGIBLE HAI KI NAHI? USKE BAAD APPLY KARE, SABHI DETAILS KO AK BAAR READ KARE OUR FEER SCAN KIYE GAYE PHOTO AND SIGNATURE UPLOAD KARE. APPLICATION ME DIYE GAYE INFORMATION KO CAREFULLY READ KARNE KE BAAD FORM KO SUBMIT KARE. FINALLY ONLINE APPLICATION KI PRINTOUT LE.
Friend Agar Online Application Apply Karne Me Ya Kisi Bhi Problem Ho To Hame Comment Karke Bata Sakte Ho. And Is Post Ko Apne Friends Ke Sath Facebook, Whatsapp, Google Plus, Twitter, Linkednl Par Share Kare Taki Is Post Ke Liye Interested Person Apply Kar Sake. And Thanks To Visit Internet Happy World.
ALSO READ; 
👉World Ki Top 5 Brilliant Jobs (Work's) Kare Lakho Ki Kamai Ghar Baithe
👉Sarkari Naukri Kyo Nahi Mil Pati, 3 Galatiya Ko Kare Avoid
👉1500 Posts Par Nikali Hai Vacancy, Graduates Kar Sakte Hai Apply.
👉Bumper Vacancy- 6 Departments Me 40,000 Se Bhi Jyada Posts Par Vacancy
👉2017 Me Jobs Ke Kai Moke, In Departments Me 8000 Posts Par Hai Vacancy
👉20,000 Se Jyada Posts Par Nikali Hai Vacancy, 10th Pass Ke Liye Bhi Hai Jobs
Read More

12th Ke Baad Ki 5 Expert Career Tips, Aur Jaldi Kamane Ke 5 Best Jobs Option

March 28, 2019 0

12th Ke Baad Aap तुरंत Kamana Chahte Hai To Ye Hai 5 Best Jobs Option.

Board Exam Dene Ke Baad 12'th Ke Students Feature Ke Hisab Se Course Ka Selection Karte Hai. Lekin Kuchh Students Aise Bhi Hote Hai Jo Jaldi Se Koi Course Karke Fatafat Job Karna Chahte Hai. Aise Students Ke Liye Aaj Ham Spacial Article Lekar Aaye Hai, Jis Me Bata Rahe Hai 5 Aise Course Option Jo Cum Kharch Me Hoge Aur Aapko Turant Job Milne Ki संभावना Bhi Jyada Rahegi. Aur Sabse Khas Baat Ki Last Me Ham 12'th Ke Baad 5 Impotent Career Tips Batane Jaa Rahe Hai Jo Aap Logo Ko Kafi Helpful Hogi, Isliye Last Take Jarur Padhe.

12th Ke Baad जल्दी Job Ke Liye Kya Kare:
12th after fast earning 5 Best Jobs Option

1. Best Jobs Option:
Yadi Aap Creative Hai Aur Interest Designing, Painting Ki Aur Hai To Interior Designing Me Diploma Le Sakte Hai. Diploma Shot Term Course Ke Roop Me Jald Hi Earning Ke Mauka Dega. Income - 20,000 Rupye Monthly

2. Best Jobs Option:
Animation Aur Multi-Media Courses Mahenge Hote Hai, Lekin Agar Aap Creative Ki Aur Interested Hai To Kisi Professional Institute Se Diploma Course Kar Sakte Hai. Income - 20,000 Rupye Monthly

3. Best Jobs Option:
Agar Aap Science Field Se Hai Aur Computer Programming, Website, Software Ya App Banane Me Aapko Interest Hai To Diploma Karke Jaldi Job Pa Sakte Hai. Income - 20,000 Rupye Monthly

4. Best Jobs Option:
Fitness Instructor Ke Taur Par Kaam Karna Chahte Hai To 6 Se 8 Month Ke Course Me Kisi Bhi Badi Gym Me Trainer Instructor Bana Jaa Sakta Hai. Income - 15 Se 20,000 Rupye Monthly

5. Best Jobs Option:
Yoga Bhi Career Ka Best Option Hai Lekin Iske Liye Course Ke Sath Practice Bhi Bahut Jaruri Hai. Isme Career Banane Ke Liye 12th Ke Baad Course Kiya Jaa Sakta Hai. 🔄 Karna Chahte Hai Part-Time-Job To Bane Yoga Instructor, Jobs Ke Hai Best Option 🔚 Income - 15 Se 20,000 Rupye Monthly.

12'th Ke Baad 5 Impotent Career Tips.

12th after 5 Expert Career Tips,

Agar Aap Collage Me Hai Ya Collage Me Admission Lene Wale Hai To Iska Matlab Hai Ki Aap Itane समझदार Ho Gaye Hai Ki Apne Career Aur Apni Life Ko Lekar Khud Decision Le Sake. Ye Aisa वख्त Hai Jab Aapke द्वारा Liya Gaya Koi Bhi Decision Aapki Puri Life Par असर Daal Sakta Hai. To Ham Apne Expert Ke Jariye Bata Rahe Hai Vo 5 Baate Jo Aapko Is Stage Par Jarur Dhyan Rakhni Chahiye.

 Agar Aapne Koi Field Select Kar Liya Hai To Achhi Baat Hai, Nahi Chuna Hai To Sabse Pahle To Field Chun Kar उसे Lock Kare. Iske Baad Us Field Se Hi Jude Kisi Subject Me Specialization Kare. Aaj Jamana Specialization Ka Hai. Agar Aapka Kisi Subject Me Specialization Hoga To Career Ko Build-Up Karne Me Help Milegi. 

 Kisi Field Me Specialization Karne Ke Baad Target Banaye Ki 24 Saal Ke Bhitar Aapke Hath Me Ak Acha Career Ho. Yah Koi Job Bhi Ho Sakta Hai Ya Khud Ka Koi Kaam Bhi Ho Sakta Hai.

 Aapko Feature Me Kya Karna Hai, Iska Decision Aapko Hi Apni Capacity Aur Eligibility (योग्यता) Ke Anusar Karna Hai. Ye Baat Khas Kar Yaad Rahe, Kyu Ki Ye Main Point Hai, Apni Capacity Kya Hai Uske Baare Me Soche Uske Baad Hi Koi Decision Le. Yah Sochkar Decision Mat Lijiye Ki Aapke Dost Kya Kar Rahe Hai. Decision Lete Samay Yah Bhi Dhyan Rakhna Hai Ki Aap Jo Karne Jaa Rahe Hai, Uska 5 Ya 7 Saal Baad Scope Kya Rahega. 

 12'th Tak To Class Aur Colony Ka Har हमउम्र व्यक्ति Aapka Friend Ho Sakta Hai. Lekin Collage Me Jaane Ke Baad Ab Dosti Me Selective Hona Hoga. Achhe Dost Ki Pahchaan Karna Sikhiye. Vo Log Jo Aapki Padhai Ya Career Me बाधा Ban Rahe Ho, Unhe Friends Ki List Se Nikal Dijiye. Halaki Iska Matlab Yeh Bhi Nahi Hai Ki Unhe Aap Apni Jindgi Se Bahaar Kar De. Unse संबंध Banaye Rakhe. संबंध Hamesha Kaam Aate Hai.

 Ab Aapko Professional Banna Sikhana Hoga. Agar Job Me Jaane Se Pahle Hi Aap Professional Ban Jaate Hai To Feature Me Kisi Bhi Office Me Kaam Karne Me Kabhi Koi Problem Nahi Hogi. Nahi Apna Business Karte Samay Aapko Koi Dikkat Hogi.

Dosto, 12'th Ke Baad Ki Mind-Blowing Expert Career Tips Ke Baare Me Bataya, Aapko 100% Pasand Aaya Hoga, Aapko Ye Article Kaisa Laga Iske Baare Me Hame Jarur Bataye.

Friends, Hamara Ye Article 12'th Ke Baad Jaldi Se Job Pane Ke Liye Kya Kare Ya Konse Courses Kare, Jis Se Ham Apna Jyada Samay Na West Karte Huye Apni Life Ko Set Kare, Aur 12'th Ke Baad 5 Impotent Career Tips Ke Baare Me Bataya, Ye Aapko Pasand Aaya Ho To Hame Comments Me Bataye, Ya Feer Koi Aur Bhi Sawal Ho To Hame Pus Sakte Ho. Aur Aise Hi Education Ya Career, Government Jobs, सरकारी भर्ती Ke Baare Me Free Me Update Pana Chahte Ho To Subscribe Jarur Kare, Thanks And Keep Viaiting ....

इससे जुड़े कुछ और आर्टिकल पढ़े:-
Read More

Online Marriage Certificate Kaise Banaye, Registration Process Aur Fayde

March 28, 2019 2
Internet Happy World Ki Special Post Me Aaj Ham Aapko Batane Jaa Rahe Hai Online Marriage Registration Kaise Kare, Aur Online Marriage Certificate Kaise Banaye, Aur Marriage Registration, Certificate Ki Online Process Kya Hai. Aur Jante Hai Ki Marriage Registration Ke Liye Kon Se Document Chahiye? Marriage Certificate Ke Fayde Kya Hai, Ham Marriage Certificate Kyu Banaye? Marriage Certificate Ki Fees Kya Hai? Appointment Ke Samay Kya Hona Jaruri Hai? Certificate Banane Ki Process Ke Baare Me Ham Full Details Me Janege.

Abhi Haal Me Hi Law Commission of India Ne Shadi Ke Registration Ko अनिवार्य Banane Ke Liye Central Government Ko Law Banane Ki Recommendation Di Hai. Agar Government Is Recommendation Ko Manti Hai To Sabhi Religions (धर्मों) Ke Logo Ko Shadi Karne Ke 30 Day Ke Andar Marriage Ka Registration Karana Jaruri Hoga. Ab Jab India Ke Kai States Me Marriage Registration Certificate Online Ban Raha Hai. Married Couples Ko Marriage Certificate Ki Jarurat Passport Me Marital Status Ko Update Karane, Joint Home Loan Lene, Joint Bank Account Khulwane Aur Couple Visa Lene Ke Liye Jarurat Padti Hai. Aaiye Jante Hai Online Marriage Certificate Banane Ka Kya Hai Tarika....
online marriage certificate and registration process guide in hindi
Kaha Banta Hai Marriage Online Certificate:
Marriage Certificate Court Aur State Government Ki Website Par Jakar Banava Sakte Hai. Delhi, Uttarakhand, Madhya Pradesh, Uttar Pradesh, Rajasthan Jaise States Me Rajya Sarkar Ki Website Par Marriage Certificate Ka Form Bhar Sakte Hai. Sabhi States Me Marriage Certificate Banvane Ka Process Lagbhag Ek Jaisa Hi Hai.

Online Marriage Certificate Banane Ka Kya Hai Process:

Delhi Government Ka Revenue Department, e-District Nam Se Website Chalata Hai. Iske Jariye Government Logo Ko Online Service Deti Hai. Iske Liye Fist Aap Yaha Par Click Kare. e-district.delhigovt

E-district Portal Par New User Ko Pahle Register Karna Hota Hai. Uske Baad Screen Par Diye Instruction Ko Follow Kare. Aap Apne Husband Ki Details Feel Kare Aur Registration Of Marriage Certificate Par Click Kare. Form Download Ho Jayega. Aap Is Form Me Sari Details Add Kar De Aur Appointment Ki Date Select Kare. Submit Button Par Click Karke Application Form Submit Kar De. Uske Baad Aapko Ak Temporary Number Mil Jayega. Ye Temporary Number Acknowledgement Slip Par Bhi Hoga. Aap Apne Application Form Aur Acknowledgement Slip Ka Print-Out Nikalna Na Bhule. Application Form Ka Kaam Pura Ho Gaya. Ab Aage Ki Process Ke Baare Me..

Appointment Me Sab Final Hone Ke Baad Jab Aapki Application Approve Ho Jayegi, To E-District Ke Portal Par Application Number Dalkar Marriage Certificate Ko Download Kar Sakte Hai.

Kitna Samay Lagta Hai Appointment Milne Me: 

Hindu Marriage Act Ke Tahat Aapko Appointment Ka Samay 15 Day Me Mil Jayega. Special Marriage Act Ke Tahat 60 Day Ka Samay Lagta Hai.

Appointment Ke Time Kya Hona Jaruri Hai

Aapko Ek Aisa Witness Lekar Aana Hoga, Jo Aapki Shadi Me Shamil Huya Hai. Witness Ke Pass Pan Card Aur Address Proof Hona Jaruri Hai. Sath Hi Sabhi Document Attested Hona Chahiye.

Online Form Upload Karte Samay In Baato Ka Rakhe Dhayan

Website Par Upload Hone Wali Files Ka Size 100 KB Se Jyada Nahi Hona Chahiye. Yadi Aape Document Attach Nahi Kiye To Aapki Application Reject Ho Sakti Hai.

Online Marriage Registration Certificate Ke Liye Kon Sa Document Chahiye: 

Marriage Application Form:

  • Address Proof - Husband Aur Wife Dono Ka
  • Date Of Birth - Driving License (Husband Aur Wife Dono Ka)
  • Husband Aur Wife Ki 2 Passport Size Photograph
  • Ak Shadi Ki Photograph
  • Aadhaar Card
  • Sabhi Document Ki Photo Copy Self Attested Honi Chahiye.
  • Online Registration Ke Liye Shadi Ka Card Bhi Chahiye

How to get Matrimonial Certificate in 24 hours

👉24 Hours Me Kaise Milega Immediate Marriage Certificate

Delhi Me Immediately Marriage Certificate Banta Hai. April 2014 Ke Baad Se Ye Service Delhi Me Shuru Hui Hai. Immediate Marriage Certificate  Me Registration Process 1 Day Me Ho Jaata Hai. Aapko Iske Jariye Marriage Certificate 24 Ghante Me Mil Jata Hai. Halaki, Immediately Marriage Certificate Banvane Ke Liye Aapko 10,000 Rupaye Fees Par Kharch Karne Hoge.

Marriage Certificate Ke Fayde Kya Hai

Shadi Ke Baad Passport Ke Liye Apply Karne Par Marriage Certificate Banvana Hoga.
Shadi Ke Baad Joint Bank Account Kholne Ke Liye Marriage Certificate Ki Jarurat Padegi.
Marriage Certificate Se Husband Aur Wife Ko Visa Aasani Se Mil Jaata Hai. Foreign Embassy Purane Ya Arya Samaj Mandir Ke Marriage Certificate Ko Nahi Mante.
Foreign Travel Kar Rahe Couples Ka Marriage Certificate Jaruri Hai. Bina Iske Spouse Visa Ka Fayda Nahi Udha Payege.

Online Marriage Registration Ki Fees Kitni Hai

Hindu Marriage Act Ke Tahat Marriage Registration Ke Liye 100 Rupye Fees Hai.
Spacial Marriage Act Ke Tahat Marriage Registration Ke Liye 150 Rupye Fees Hai.
Immediately Marriage Certificate Banvane Ke Liye 10,000 Rupye Fees Deni Hogi.

Kya Hai Marriage Certificate

Marriage Certificate Official Statement Hai, Jiske Tahat Do Log Shadi-Shudha Maane Jaate Hai. India Me Shadi Ko Hindu Marriage Act 1955 Aur Special Marriage Act 1954 Ke Tahat Register Kiya Jaata Hai. Ye Kanuni Taur Par Proof Karta Hai Ki Aap Shadi-Sudha Hai.

Supreme Court Ne Marriage Certificate Ko Kiya Jaruri

Year 2006 Me Supreme Court Ne Shadi Ko Register Karna Jaruri Bana Diya Hai. Supreme Court Ne Mahila-O Ki Surksha Ke Liye Hindu Marriage Act Me Marriage Registration Jaruri Kar Diya Hai.

Court Me Kaise Banta Hai Marriage Certificate

Husband-Wife Dono Working Day Par Sub Divisional Magistrate Ke Paas Jakar Marriage Certificate Banva Sakte Ho. Sign Ke Sath Application Form Bharkar, Appointment Ke Samay Apne Sabhi Document Ke Sath Apne Local Marriage Registration Ke Office Par Chale Jaiye. Sath Me Jisne Shadi Attend Ki Ho Aisa Us Witness Lekar Jaana Hoga. Gadget Officer Ke Sath ADM Ke Workplace Jaiye. Aapko Marriage Certificate Turant Mil Jayega.

CONCLUSION:
Hello Dosto, Aaj Ke Is Article Ke Jariye Humne Jaana Ki Wedding Certificate Kaise Banate Hai, Aur Marriage Registration Kaise Karte Hai, Aur Marriage Documents Me Kya Chahiye Iske Baare Me Details Me Bataya. Feer Bhi Aapko Koi Question Ho To Hame Comment Me Bataiye. Aapko Is Article Pasand Aaya Ho To Apne Friends Ke Sath Share Jarur Kare. Is Post Ka Short Reviews.....

100 Rupye Me Banta Hai Marriage Certificate:

  • Delhi
  • Madhya Pradesh
  • Uttar Pradesh
  • Rajasthan
Marriage Registration And Certificate Online Banane Ki Full Process:

  • State Ki Website Par Jakar Link Par Click Kare.
  • New User Ko Pahle Register Karna Hoga.
  • Marriage Certificate Form Download Kare.
  • Form Submit Kare Aur Appointment Ki Date Le.
Appointment  Ke Samay Kya Hona Hai Jaruri:

  • Aapko Ak Aisa Witness (गवाह) Lekar Aana Hoga, Jo Aapki Shadi Me Shamil Huya Ho.
  • Witness Ke Paas Uska Pan Card, Address Proof Hona Jaruri Hai.
  • Sath Hi Sabhi Documents Attested Hona Chahiye.
Online Marriage Registration ke Liye Documents:
Application Form

  • Address Proof, Date Of Birth
  • 2 Passport Size Photograph
  • Ak Shadi Ki Photograph
  • Aadhaar Card, Shadi Ka Card 
  • Sabhi Document Ki Photo Copy Self Attested Honi Chahiye.
Marriage Certificate Ke Fayde:

  • Passport Ke Liye Apply Karne Ke Liye.
  • Joint Bank Account Kholne Ke Liye.
  • Spouse Visa Ke Liye.
Marriage Registration Fees:

  • Hindu Marriage Act Ke Tahat 100 Rupye Fees Hai.
  • Spacial Marriage Act Ke Tahat 150 Rupye Fees Hai.
  • Immediately Marriage Certificate Banvane Ki 10,000 Rupye Fees Hai.
Read More

Laptop Aur Smartphone Se Karein 5 Online Business - Unique Ideas

March 28, 2019 8
Study Puri Hone Ke Baad Aap Khud Ka Online Business Shuru Karna Chahte, But Business Start Karne Ke Liye Aapke Paas Paise Nahi Hai. Agar Aapke Pas Smartphone Aur Laptop Hai, To Business Shuru Karne Ka Aap Ka Sapna Pura Ho Sakta Hai. Isme Aapko Behad Low Investment Ki Jarurat Padegi. In Business Ke Jariye Kai Log 3 Se 4 Lakh Rupye Tak Mahine Kama Rahe Hai. Aap Bhi In Top 5 Business Ko Aazma Ke Har Mahine Best Income Kar Sakte Ho.


Top 5 Online Business Ideas in Hindi. Without Investment Ke Fayde:

 Online Business Ideas Without Investment
Ham Aapko Aise 5 Business Ke Baare Me Bata Rahe Hai, Jinhe Aap Laptop Aur Smartphone Ki Help Chala Sakte Hai. In Business Ko Aap Ghar Baithe Bhi Shuru Kar Sakte Hai. Laptop Aur Smartphone Ke Sath Hi Aapke Pas Ek Achha Internet Connection Hona Jaruri Hai. Taki Aap Apne Business Se Jyada Profit Hasil Kar Sake. Aaiye Baat Karte Hai - Un 5 Online Business Ke Baare Me, Jinhe Aap Smartphone Aur Laptop Ki Help Se Shuru Kar Sakte Hai Aur Har Mahine Best Income Pa Sakte Ho.

Aise 5 Business Jinhe Laptop Aur Smartphone Se Chala Sakte Hai.

1.Travel  Host Agency
Aap Agar Travel Agency Me Apna Khud Ka Business Shuru Karna Chahte Hai, To Aap Home Based Travel Agency Shuru Kar Sakte Ho. Travel Agency Cox and King Ke Spokespersons Ne Bataya Ki Agar Koi Vykti Kisi Travel Company Ke Liye Ghar Se Kaam Karna Chahte Hai To Vo Ak Tarah Se Host Agency Ke Sath Jud Jaata Hai.

Yah Business Uska Khud Ka Hoga. iske Liye Sirf Ak Laptop Aur Internet Connection Ki Jarurat Hai. Is Business Ke tahat Holiday Package Aur Ticket Booking Karne Ke Liye Commission Bhi Milti Hai.

Yatra.com Jaisi Companies Sales Adviser Ke Taur Par Bhi Kaam Karne Ka Mouka Deti Hai. Yatra Ki Website Ke Mutabik Aapke Pas Sirf Ak Laptop Aur Smartphone Hona Chahiye. And Aap Ghar Baithe Holiday Package Bechkar Ak Best Earning Kar Sakte Ho.

2.Give Online Tuition :
Aap Laptop Ki Help Se Online Tuition Sharu Kar Sakte Ho. Kai Aisi Website Mojud Hai, Jo Aapko Online Tutorship Ka Mouka Deti Hai. India Ka Online Tutor Platform Vedantu Bhi Aisa Hi ak Platform Hai, Jaha Par Aap Tuition Dekar Har Mahine 25,000 Rupye Tak Kama Sakte Ho. Vedantu Ke Co-Founder Vamsi Krishna Batate Hai Ki Aane Vala Samay Online Education Ka Hai. Isliye Ham Un Sabhi Logo Ko Mouka De Rahe Hai, Jo Online Tuition De Kar Earning Karna Chahte Hai.

3. YouTube Entertainer:
Agar Aapki Acting Me Ruchi Hai Ya Feer Aap Kuch Alag Karna Jante Hai, To Aap YouTube Entertainer Ban Sakte Hai. Apne Unique Ideas Ke Video Banakar Aap YouTube Ke Jariye Earning Kar Sakte Ho. Iske Liye Aap Apne Laptop Aur Smartphone Dono Ka Use Kar Sakte Ho. YouTube Par Channel Banakar Aur Uske Liye Brand Deals Kar Har Mahine Lakho Rupaye Ki Income Kar Sakte Ho. RealShit Name Ka  YouTube Channel Chalane Wale Shubham, Piyush, Aur Deepak Batate Hai Ki Unique Idea Ho To YouTube, Earning Ka Achha Jariya Hai. YouTube Par Sirf Acting Ke Jariye Hi Nahi, Balki Aap Educational Videos Dalkar Bhi Best Income kar Sakte Hai Aur ise Full Time Career Bhi Bana Sakte Hai.

4. Start website / Blog: 
Aapne Hamesha Suna Hoga Ki Online Earning Ka Ak Behtarin Jariya Blogging Hai. India Me Bahut Sare Log ise Full Time Career Bana Chuke Hai, Aur Har Mahine Lakho Rupye Kama Rahe Hai. Iska Main Reason Ghar Baithe Bina Investment Ke Free Me Business Karna Aur Vo Bhi Bina Risk Ke. Aur Dusra Reason Hai India Me Sabse Jyada Internet Use Karna, World Ki Baat Kare To Puri Duniya Me Hindi Bhasha Ko Google Par Sabse Jyada Search Kiye Jata Hai.

Aap Bhi Website Ya Blog Sharu Kar Sakte Hai, Yaha Jaruri Nahi Ki Lambe-Lambe Articles Likhne Hoge. Aap Apne Blog Par Dusro Ko Skill Bhi Sikha Sakte Ho. Isme Aap Recipes, Travel and Tutors Blog Sharu Kar Earning Kar Sakte Ho. Website Par Google Dvara Diye Gaye Ads Se Aapki Income Hoti Hai.

Shoutmeloud Ke Founder Aur Blogger Harsh Agrawal Har Mahine Blogging Ke Jariye 14 Se 15 Lakh Rupye Kamate Hai. Aap Bhi Blogging Ko Full Time Career Bana Kar Achi Earning Kar Sakte Hai.

5. Ghar Par Product Taiyar Kar Online Beche:
Aap Handicraft Me Mahir Hai Ya Feer Achi Panting Kar Lete Hai Aur Is Se Juda Business Hi Sharu Karna Chahte Hai, To Aap Ghar Par Hi Product Taiyar Kar Online Sell Kar Sakte Hai. Online Retailer Amazon Aur Flipkart Aur Ebay Samet Kai Aise Platform Hai, Jaha Par Aap Apne Product Sell Kar Sakte Hai, Iske Alava Aap Website Taiyar Kar Khud Hi bikri Kar Sakte Hai. Shopify and ebay Aise Open Platform Hai, Jaha Par Aap Apna Online Business Shuru Kar Sakte Hai. Aur Profit Kama Sakte Hai.

CONCLUSION:
Friends, Aap Kisi Bhi Field Me Career Banaye Ya Feer Online Job Kare, Aapko Kahi Bhi 1 Ya 2 Month Me Success Nahi Mil Jaati. Aur Nahi Online Business Se Best Income Mil Pati Hai. Iske Liye Aapko Apni Skills, Talent Ko Pehchan Na Hoga. Agar Aapko Pata Hai Ki Aap Kis Field Me Except Hai To Aapko Success Milne Me Jyada Time Nahi Lagega. And Best Earnings Ki Baat Kare To Jab Bhi Koi Jobs Ya Business Start Kare To Sirf Paise Ke Baare Me Soch Kar Start Kiya Ho To Aap Aasani Se Paise Nahi Kama Payege. But Aapni Hobby Ko Ak Professional Business me Tabdil Kar Dege To Paise Apne Aap Aapke Paas Chala Aayega. Main Point Ki Baat Kare To Aap Ko Jis Bhi Field Me Ruchi Ho Usme Hi Kaam Kare Aapko Kaam Karne Me Aasani Hogi Aur Popular Bhi Ban Pavoge. Thanks And Keep Visiting.

ALSO-READ:









Read More

Bank of Baroda Me Nikali 590 Posts Par Vacancy; Kab Take Kare Apply

March 28, 2019 0

Union Public Service Commission (UPSC) Aur Bank of Baroda Me Vacancy.

UPSC Aur Bank of Baroda Me Vacancy.

Union Public Service Commission (UPSC) Ne 454 Posts Par Vacancy Nikali Hai. In Me Assistant Divisional Medical Officer (Railway) Ke 300 Post, Assistant Medical Officer (Indian Ordnance Factories Health Service) Ke 16 Post Aur Junior Scale Posts (Central Health Service) Ke 138 Post Shamil Hai.

⏩Apply Karne Ki Last Date;
25 May Tak Candidates Apply Kar Sakte Hai. MBBS Kar Chuke Candidates Iske Liye Apply Kar Sakte Hai. Selection Computer Based Examination and Personality Test Ke Aadhar Par Hoga. Maximum Age 32 Saal Se Jyada Nahi Hona Chahiye. Candidates UPSC Ki Website upsconline.nic.in Par Jakar Apply Kar Sakte Hai. 22 July Ko Exam Hogi.

Vacancy in Bank of Baroda Sales Executives
Bank of Baroda Financial Solutions Limited (BFSL) Ne Sales Executives Ke 590 Posts Par Vacancy Nikali Hai. Isme Area Sales Manager, Team Leaders,  Assistant Managers Jaise Posts Par Recruitment Ki Jayegi. Apply Karne Ki Last Date 25 May Hai.

Kon Kar Sakta Hai Apply
Graduate Ya Post Graduate Candidate Isme Apply Kar Sakte Hai. Sales Executive Ke Liye Age 21 Se 25 Saal, Area Sales Manager, Team Leaders Ke Liye 30 Se 40 Saal निर्धारित Hai. Written Examination, Group Discussion and Personal Interview Ke Aadhar Par Selection Kiya Jayega. Bank Ki Website bobfinancial.com Ke Jariye Apply Kiya Jaa Sakta Hai. Isme Apply Karne Ki Koi Fees Nahi Hai.

Read More

12th Me Cum Marks Walo Ke Liye Yaha Par Hai Career Ke Kai मौके.

March 28, 2019 0
Aise Kai Students Hote Hai Jo IIT Me Pass Nahi Hote Paate Hai. 12th Me Bhi 50-60% Se Jyada Marks Nahi La Paate Hai. Lekin Iska Matalab Yah To Nahi Hai Ki 50% Wale Engineer Nahi Ban Sakte. Engineer Ban Ne Ke Liye Numbers Nahi, Skills Kaam Aati Hai Aur Yahi Skills Paida Karti Hai LPU Jo Indian Education Sector Me Badi Teji Se उभरा Hai Aur Iski मान्यता Kisi Bhi Tarah Se IIT Degree Se Cum Nahi Hai. Is Article Me Ham Baat Karne Jaa Rahe Hai LPU Engineering Ke Alava Baki Courses Ke Liye Bhi Best Choice Kyo Hai?

Cum Marks Wale Students Engineer Kaise Bane.

career-guidance-in-hindi-low-marks-students
Kaisa Hai LPU Me Placement Aur Vaha Ka Infrastructure, Sath Hi Qualities.
LPU Ka Placement:
LPU Ki Sabse Badi Taakaat Hai Unka Placements. LPU Ne Last 3 Years Se North India Me Sabse Adhik Placements Ka Record स्थापित Kiya Hai. Google, Amazon Jaisi Sabhi Badi Companies Me LPU Ke Students उच्च पदवियों Par Kaam Kar Rahe Hai. Akele Cognizant Jaisi Company, Ne Hi LPU Se 1900 Students Ko Niyukt Kiya. World Ke Har Kone Me LPU Ke Student Achhi-Acchhi Companies Me Appointed Hai. Top Companies Jaise Ki Amazon, Hindustan Lever, CapGemini, HP Jaisi 80 Aur Companies Hai Jo IIT Se Recruit Karne Ke Sath-Sath LPU Se Bhi Recruit Karti Hai.


LPU Ka Infrastructure:
600 एकड़ Se Adhik Me Faila Huya LPU Ka Campus Ak Cities Se Cum Nahi Hai. Jaha Ak Taraf LPU Me Modern Lab. India Ka Sabse Largest Auditorium Aur Library Hai, Vahi Dusri Aur Campus Me Hi Shopping Mall, Hospital, Post Office Aur Yaha Tak Ki University Ka Ak Apna Hotel Bhi Hai. Yaha Ka Hospital Students Ke Health Ki Dekhbhal Ke Liye 24 Ghante Khula Rahta Hai Aur Hospital Ke परिसर Me Hi Pharmacy Kendra Bhi Hai.

LPU Ka Research and Development:
LPU Me Research Aur Development Ki Aur Bahut Adhik Dhyan Diya Jaata Hai Aur Past Years Me Students Ne Research Ke Field Me Kai Sari उपलब्धियां Prapt Ki Hai. Is संदर्भ Me Campus Me Hi Alag Se Research And Development Ke Liye बहुमंजिला Block Fixed Hai Jaha Student Apni Specific Research Ko Positive Roop Dete Hai. Isi संदर्भ Me Campus Me Hi Largest Project Studio Bhi Hai Jaha Student Apne Projects Ko Dusre Students Ke Sath Share Bhi Karte Hai.

LPU Best Faculty:
LPU Me 3600 Se Adhik Faculty Members Dvara Padhane Ka Tarika Sabse Best Hai. Aur Dusri Sabse Achhi Baat Ye Hai Ki LPU Ak Aisi University Hai, Jha Jyadatar Teacher देश-विदेश Ke Higher Institutions Se Select Kiye Gaye Hai. Bahut Se Faculty Member IIT, NIT Aur Famous International University Jaise Ki Howard, Stanford Se Bhi Hai. LPU Ne Study Ke Liye Keval Kitabe Hi Nahi Balki Is Baat Ka Bhi Khas Dhyan Rakha Jaata Hai Ki Student Experiential Learning Se स्वयं Sikhe.

Yaha Par Mechanical Engineering Department Ke Student Khud Car Banate Hai. Computer Science Department Me Students Ke Liye Course Ke Related Mobile App Banana Anivarya Hai. Fashion Technology Ke Student National And International Level Ke Fashion Show Tak Bhi Organised Karte Hai. Real Me Yaha Par Har Field Ke Student Ko Study Uske Program Ke Anurup Hi Practical Tarike Se Karvai Jaati Hai.


Diversity (variation)
LPU Campus Me 70 Se Jyada Countries Se Aakar Student विभिन्न संस्कृतियों, भाषाओं, पहनाओ, परंपराओं Aur रीति-रिवाजों Ke मध्य Ak Dusre Se Mil-Jul Kar Aur Bahut Kuchh Other Knowledgeable and Practical Baate Sikhte Hai.

⏩Overall Personality Development
Yaha Students Ki Overall Personality Development Par Pura Dhyan Diya Jaata Hai. LPU Students Ko Yah Sikhata Hai Ki Aaj Ke Yug Me Sirf Padhai Hi Sab Kuchh Nahi Lekin Yah Hai Ki Aap Sabke Samne Aapko Kaise Presented Karte Hai, Aur Yah Baat Aaj Ke Samay Me Bahut Importance Rakhti Hai. Isliye LPU Me English Par Pahle Deen Se Hi Jor Daala Jaata Hai. 

Yaha Par 150 Se Bhi Adhik Societies Hai Jinhe Student Apne Talent Anusar Join Kar Sakta Hai Jaise Ki Dance, Music Theater, Literary, Poems, Robotics, Yoga and Cricket, Basketball etc. Bahut Si Sports Activities Me Se Pasand Kar Sakta Hai. Overall Personality Development Ke Itane Sare Mauka Dilane Wali LPU India Ki Only Ak Hi Aisi University Hai Jisne In Societies Ke Madhyam Se Association of Indian Universities Ke National Cultural Festival Me Gold-Cup Jeeta Hai.

➧Scholarship:
Meritorious Students Ko Ak Best University Me Study Karne Ka Mauka Mil Sake Aur Ve आर्थिक कारण Se Pise Na Rah Jaaye, Isliye Yaha Par Admission Ke Samay Ak Scholarship Test 'LPU Nast Test' Bhi Liya Jaata Hai Jisme प्राप्त अंकों  Ke Aadhar Par Scholarship Di Jaati Hai Jo Ki 7.50 Lakh Rupye Tak Ak Eligible Students Ke Liye Available Hai.

YOU MAY ALSO LIKE:
Read More