Internet Happy World: Happy World Special

Hot

Showing posts with label Happy World Special. Show all posts
Showing posts with label Happy World Special. Show all posts

March 23, 2019

Use Kare Top 5 High Speed Internet Browser, UC Kar Rahe Hai Data चोरी

March 23, 2019 0
Google Ne Play Store Se UC Browser Ko Delete Kar Diya Hai, Google Ka Kahna Hai Ki UC Browser Indian Users Ka Data Chori Kar Raha Hai. Itana Hi Nahi Vo Data Churake China Tak Pahuchaya Jaata Hai. Isliye Google Play Store Se 30 Days Ke Liye Hata Diya Hai. Baat Kare World Most Popular Web Browsers Ki To Google Chrome Browser Ke Baad UC Browser Ka Naam Aaata Hai. UC Browser Ko 10 Crore Se Bhi Jyada Users Use Karte The. Yah Browser Fast Speed Ki Vajah Se Kafi Famous Huya Tha. Aaj Ke Article Me Ham Baat Karne Jaa Rahe Hai UC Browser Ke Alava Aise Hi Top 5 High Speed Internet Web Browsers Ki.

5 Best High Speed Internet Browser.

Top 5 High Speed Internet Browsers

1. Opera Browser
Special Things
Excellent Turbo Mode
Integrated Ad Blocker
Fever Plug-in
Opera Ak Quality Browser Hai. Iski Launching Speed ​​Fast Hai. Iska User Interface Bhi Bahut Hi Clean Hai. Is Browser Ka Sabse Best Feature Opera Turbo Feature Hai. Ye Aapke Web Traffic Ko Compress Kar Deta Hai. Jis Se Browsing Speed Fast Ho Jaati Hai. Yah Data Use Ko Bhi Cum Kar Deta Hai. Mobile Par Use Karne Ke Liye Opera Best Browser Hai.

2. Mozilla Firefox Browser
top 5 internet browse
Mozilla Firefox Bhi Internet Browsing Ke Liye Best Hai, Aur Iski Khas Baat Iska Layout Ya Kahe Ki Design Kafi Badiya Hai. Is Me Search Aur URL Box Alag-Alag Hote Hai. Yah Browser Weekly Regular Update Hota Hai. Is Me Bahut Sare  Extension Available Hai.

3. Microsoft Internet Explorer Browser
best web browser
Microsoft Internet Explorer Ka Design Akdam Clean Hai Isko Use Karna Behad Aasan Hai. Iski Pahchan Ak Powerful, Highly Compatible Search Engine Ke Roop Me Hai. Yeh Cum Ram Wale System Me Bhi Best Work Karta Hai.

4. Microsoft Edge Browser
Windows 10 Me Microsoft Edge Browser Ka Experience Default Liya Jaa Sakta Hai. Es Ko Fast Browser Me Shamil Kiya Jaata Hai. Yah Windows Integrated Tablet Me Aasani Se Kaam Karta Hai. Isme Web Browsing Karna Ya Other Work Karne Me Aapko Pleasant Experience Deta Hai. Company Ne Dava Kiya Hai Ki Isme Security Ka Koi Breech Nahi Hai.

5. Vivaldi Browser
fast browser
Yah Browser Aapko Pleasant Aur Personal Experience Deta Hai. Isme Jald Hi New Features Join Kiye Jayege. Is Browser Ne Short Time Me Web Browser Ke Bich Apni Jagah Bana Li Hai, Vivaldi Me Unique Feature Hai. Browser Ki Duniya Me Yah Pahli Baar Hai Jab Browser Ke Jariye Home Page Ki Light Aur Color Ko Bhi Control Kar Sakte Hai. Vivaldi Ki Specialty Iski Flexibility Hai.
Google Play Store Se Delete Huya UC Browser - Data Chori Ka Hai आरोप.
Fast Web Browser UC Ki Downloading Speed Hui Slow.
Alibaba Group Ke UC Browser Ko Play Store Se Hata Diya Hai, But Ise Hamesha Ke Liye Nahi Hataya Gaya Hai. Filhal Users Is Browser Ko 30 Day Yani Ki 15 December Tak Play Store Se Install Nahi Kar Sakege. Baat Ye Hai Ki Google Ka Manna Hai Ki Indian Users Ka Personal Data China स्थित Apne Server Par Bhej Raha Hai. Sath Hi, Yadi User Is Browser Ko Phone Se Uninstall Kar Dete Hai Tab Bhi Ye Aapke Device Ko Control Kar Sakta Hai. Yani Ab Ye Browser Aapke Phone Ke Liye Third Party App Ban Chuka Hai.

Third Party App Made By UC Browser

Play Store Ne Jaise Hi Is Browser Ko Apni App List Se Delete Kiya, Ye Third Party App Ban Gaya. Yani User Ko Ab Ye Browser APK File Ki Help Se Apne Device Me Install Karna Hoga. Sath Hi, Apne Phone Ke Unknown Source Ko Bhi ON Karna Hoga. Android Operating System User Ko Kabhi Bhi APK File Wale Kisi Bhi App Ko Install Karne Ki Permission Nahi Deta Hai. Yani Agar Aap APK File Se Aapke Phone Ko Kisi Tarah Ka Loss Ya Phone Damage Hota Hai, To Iski Responsibility Google Ki Nahi Hogi.

UC Browser Par Kab Ho Gayi Downloading Speed Slow.
UC Browser Par Movie Aur Song Ko Aasani Se Download Kiya Jaa Sakta Hai. Yaha User Downloading Ko Pause Karne Aur Pause Se Start Karne Ki Facility Bhi Deta Hai. Yahi Vajah Hai Ki India Me Ise Use Karne Wale Users Kai Guna Badh Chuka Hai. Halaki, Jo Uset UC Web Use Kar Rahe Hai Unka Kahna Hai Ki Ab UC Browser Me Pahle Jaisi Downloading Speed Nahi Milti Hai. Khas-Kar, Night 8 Baje Ke Baad Pahle 4mbps Se 7mbps Tak Ki Downloading Speed Aati Thi, Vo घटकर Ab 1mbps Se Bhi Cum Ho Gayi Hai. Aise Me Ho Sakta Hai Ki Google Ne UC Par Data China स्थित Apne Server Par Bhej Ne Ki Jo Baat Kahi Hai Vo Sahi Ho.

Jo Users UC Browser Use Kar Rahe Hai Unka Kya?
UC Browser Use Karne Wale India Me Lakho Users Hai. Aise Me Is Browser Ka App Jiske Bhi Phone Me Hai Vo Yuse Update Nahi Kar Sakege. Itana Hi Nahi, Google Iske Liye Kisi Tarah Ki Security Nahi Degi. Matalab Ki User Apne Risk Par Is Browser Ka Istemal Kar Sakte Hai. Vaise 30 Day Ke Baad Yadi Ise Feer Se Play Store Par Add Kiya Jaata Hai Tab User Ko Is Se Jude Update Milte Rahege.




  • Ye Bhi Padhe➥
  • Read More

    Ye 5 Important Documents Har Indian Ke Pass Hona Jaruri Hai.

    March 23, 2019 2
    Har Indian Ke Pass Ab Aadhaar Card Hona Jaruri Ho Gaya Hai. Bina Aadhaar Ke Aapka Kaam Hona Mushkil Hai. Lekin Aadhaar Ke Alava Bhi Aise Documents Hai, Jo Aapke Paas Hona Hi Chahiye. In Documents Ke Na Hone Par Aap Musibat Me Pad Sakte Hai. Aaj Ke Article Me Ham Aapko Aise Hi 5 Important Documents Ke Baare Me Batane Jaa Rahe Hai Jo Har Indian Citizens Ke Paas Hona Chahiye. Sath Hi Ye Bhi Janege Ki In Documents Ko Kaha Se Banvaya Jaa Sakta Hai.
    5 Important Documents

    1. Aadhaar Card
    Aadhaar Card Banvana Ab Har Indians Ke Liye Jaruri Ho Gaya Hai. Central Government Ki Schemes Se Lekar Bank, Insurance Tak ko Aadhaar Number Se Jod Diya Gaya Hai. Aap Apne Area Ke Aadhaar Center Me Jakar Is Card Ko Banva Sakte Ho. Ya Feer Aadhaar Card Ke Liye Online Bhi Apply Kar Sakte Ho.

    2. Voter ID Card
    Voter ID Bahut Hi Important Documents Hai. Iske Bina Aap Election Me Voting Nahi Kar Sakte. Voting Ke Alava Identity Card Ke Taur Par Bhi Use Hota Hai. Voter Card Ko Election Office Me Jakar Banvaya Jaa Sakta Hai. Ya Feer Aap Election Commission Ki Website Par Jakar Bhi Online Process Complete Kar Sakte Ho. eci-citizenservices.nic.in Agar Aapko Nahi Pata Ki Online Voter Id Card Kaise Banavaya Jaata Hai To Ye Post Read Kare.

    3. Pan Card
    Pan Card Ki Jarurat Income Tax File Karte Vakht Padti Hai. Bank Se Jude Kaamo Ke Sath Hi Property Ko Kharidne-Bechne Ke Liye Bhi Is Card Ki Jarurat Hoti Hai. Aap Apne नजदीकी IT Pan Services Center Par Jakar Pan Card Banva Sakte Hai.

    4. Passport
    Passport Aapki Pahchan Ka Sabse Bada Document Hota Hai. Ise Banvate Samay Name, Surname Se Lekar Sabhi Jankariya Dene Me Kafi सतर्कता Barti Jati Hai. Passport Ke Bina Aap Visa Ke Liye Apply Nahi Kar Sakte. Passport Service Ki Website www.passportindia.gov.in Par Jakar Aap Khud Hi Apna Passport Banva Sakte Hai.

    5. Marriage Certificate
    India Me Shadi Ka Registration The Hindu Marriage Act, 1955 Ya Feer The Special Marriage Act 1954 Ke Tahat Kiya Jaata Hai. Shadi Ki कानूनी मान्यता स्थापित Karne Ke Liye Aur Surname Badalne Ke Liye Iska Istemal Kiya Jaata Hai. Registrar Office Me Jakar Aap Is Certificate Ko Banva Sakte Hai. Agar Aapko Online Marriage Certificate Kaise Banavaya Jaata Hai Nahi Pata To Ye Post Read Kare. ➦Online Marriage Certificate Kaise Banaye, Registration Process Aur Fayde

    6. Birth Certificate
    Birth Certificate Ko Municipal Corporation Aur ग्राम पंचायत Se Banvaya Jaa Sakta Hai. Yah Age Ke Pahchan Ka Sabse Bada Proof Hota Hai. बच्चे Ke जन्म Ke Baad Hospital Se Hi Iski Process Ki Jaa Sakti Hai.

    Ye Bhi Padhe➦
    Read More

    Ab Kare PM Se Direct Baat, Narendra Modi Mobile App Ke Jariye

    March 23, 2019 1

    Narendra Modi Mobile App Ke Jariye Kare Apni Problems Ka Solution.

    Hamne Pisle Article Me Baat Ki Thi अपनी शिकायत या विचार प्रधान मंत्री कैसे लिखें. Aur Prime Minister Narendra Modi Ko Complain Kaise Kare. Ab Baat Karte Hai PM Modi Se Direct Contact Kaise Kare. Hamare PM Ne Indian Citizen Ke Liye Bahut Sari Facilities Internet Par Available Kar Rakhi Hai, But Kus Logo Ko Iske Baare Me Jankari Nahi Hai, Ya To Unki Process Ke Baare Me Pata Nahi Hota, Is Vajah Se Ham Aapko Full Details Me Guide Kar Rahe Hai.

    Ab Aap PM Modi Ji Ke Sath Apne Ideas Ke Sath Apni Problems Bhi Share Kar Sakte Ho. Aapko Na Sirf Unka Jawab Milega, Balki Vo Aapko Birth Day Wish Bhi Karega Aur Suggestion Bhi Denge. Yah Startup India Event Me PM द्वारा Launch Ki Gayi "Narendra Modi" Mobile App Se Possible Huya Hai.
    how to contact narendra modi

    ➧Narendra Modi Mobile App Kya Hai?
    PM Ke App "Narendra Modi" Me Startup Apni Problems and Experiences Ko Share Kar Sakte Hai. Yaha Businessmen Ke Liye Government Schemes Ki Jankari, Latest Update Aur Sabhi  Government Departments Ke Phone Number Diye Huye Hai. Aaiye Jante Hai PM Modi Ke Mobile App Me Aur Kya Hai Spacial.

    ➧PM Modi Se Kijiye Apni Problem Ki Shikayat
    Yaha Aap Startup Ko Lekar Apne Ideas Direct PM Modi Ke Sath Share Kar Sakte Hai. Yaha Par Kafi Sare Startup Ne Apne Ideas Aur Experiences Ko Share Kiya Hai. Ideas Par Click Karne Par App Aapko Dusri Government Ki Website Par Le Jayega. Yaha Kafi Sare Startup Ki Story Batai Gayi Hai.. Ye Aapko Apna Business Share Karne Ko Lekar प्रेरणा Dega. Kya Pata Apne Startup Ka Idea Share Karne Par Aap Kisi Award Ke Liye Nominate Ho Jaaye.

    ➧Narendra Modi App Download Karke इनाम Kaise Jeete.
    PM Modi Ke App Me Sarkar Ki Taraf Se चलाई Jaa Rahi Alag-Alag Contest (प्रतियोगिता) Ki Jankari Milegi. Jaise Lohri Aur Makar Sankranti Ke Liye Greeting Card Banaiye, Vindhya Mahotsav Ka Logo Design Karna, Citizen Ki Duties,  Bharatvani Project Ka Logo Banana Jaise Competition Me Hissa Lijiye Aur Agar Aapki Creativity Achhi Rahi,To Aap Cash Prize Money Bhi Jeet Sakte Hai.

    ➧ PM Narendra Modi Ka Blog, Man Ki Baat, Sarkari Phone Number.
    Prime Minister Narendra Modi Kisi Bhi Khas Mauke Par Apna Blog Likhte Hai, Ye Blog 7 Languages Me Hai. Yaha Aap Unke "मन की बात" Program Ke Audio Sun Sakte Hai. Sabhi Current News Padh Sakte Hai. India Ke Tamam शहरों Ki Jankari, Digital India, Make in India, Startup India, Mudra Bank, Smart City Project Jaise Sarkar Ke Sabhi योजनाओं Ki Jankari Jaan Sakte Hai. Ye App Aapko Rajya Sabha, Lok Sabha, Rashtrapati Bhavan Ki Website Par Le Jaata Hai. Sath Hi Sabhi Sarkari केंद्रीय मंत्रालय, राज्यों Ke मंत्रालय Ke Phone Number Ki Directory Di Hui Hai.

    ➧ Prime Minister Narendra Modi Aapko भेजेंगे Birthday Card:
    Sabse अहम Aur Khas Aapke Birthday Par Pradhan-Mantri Narendra Modi Aapko Email Par Card Bhej kar Birthday Wish Karenge. Ye India Ke Kisi Bhi Prime Minister Ki Taraf Se उठाया Gaya Pahla Kadam Hai, Jab प्रधानमंत्री Aam नागरिकों Ko Wish Kar Rahe Hai. Narendra Modi Mobile App Google Play Store Se Aap Download Kar Sakte Ho.

    दोस्तों, पूरा आर्टिकल पढ़ने के लिए तहे दिल से सुक्रिया, अगर आपको हमारा ये आर्टिकल प्रधानमंत्री Narendra Modi Mobile App Ke Jariye Kare Apni Problems Ka Solution., आपको कैसा लगा, वो हमें कमेंट में जरूर बताइये। और आर्टिकल पसंद आया हो तो अपने दोस्तों के साथ सोशल मीडिया पर जरूर शेयर करे। और ऐसे ही अपडेट अपने ईमेल id पर फ्री में पाना चाहते हो तो हमें Subscribe करे। थैंक्स एंड कीप विजिटिंग।

    Ye Bhi Padhe➥
    Read More

    Bhim App Se Kaise Milega Cashback Jaane 10 Tips Se

    March 23, 2019 0
    Dosto, Aaj Ke Is Article Me Ham Aapko Batane Jaa Rahe Hai BHIM (Bharat Interface for Money) App Ke Baare Me. Digital Transaction Ko Badhava Dene Ke Liye Khas Kar Bhim App Ko Launch Kiya Gaya Hai, Ab Is App Me Cashback Bhi Mil Raha Hai, To Chaliye Baat Shuru Karte Hai.....

    GST Council Ne Saturday Ko Hui Meeting Me Digital Transaction Ko Badhava Dene Ke Liye Rupay Card Aur Bhim App Se Payment Karne Par Tax Me 20% Ki Discount Dene Ke Proposal Ko Approve Kar Diya Hai. Iske Tahat User Ko Cum Se Cum 100 Rupaye Taka Ka Cashback Diya Jayega. Is Project Ko ShuruAat Me Pilot Project Ke Taur Par Kai States Me Lagu Kiya Jayega.

    Bhim App Se Har Deen Paise Kaise Kamaye

    Bhim App Ka Istemaal Kaise Kare
    Bhim App Ke Baare Me Har Jankari Hindi Me
    Financial Year 2016-17 Ke Mukable 2017-18 Me Rupay Card Ke Jariye Transaction Me 135% Ki Growth दर्ज Ki Gai. 2018 Me 46 Crores Logo Ne POS (Point Of Scale) Machines Me Rupay Cards Ka Istemaal Kiya Tha. Jab Ki 2016-17 Me Ye आंकड़ा 19.5 Crore Tha. नोटबंदी (Demonetisation) Ke Baad Digital Transaction Ko Badhava Dene Ke Liye 30 December 2016 Ko Bhim App Ko Launch Kiya Gaya Tha. 1 January 2018 Tak 2.26 Crore Logo Ne Bhim App Download Kiya. Isliye Aaj Ham Bhim App Se Judi Har Vo Baat Batane Jaa Rahe Hai, Jise Janna Bahut Jaruri Hai.

    Bhim App Ka Istemaal Kaise Kare Jaane 7 Step Me..
    Google Play Store Ya Apple App Store Se Bhim App Download Karke Ise Install Kar Le. Uske Baad Language Select Kare, Feer Apne Registered Mobile Number Se Bank Select Kare. Uske Bad 4 Digit Ka Application Password Set Kare. Feer Apne Bank Account Ko Bhim App Se Link Kare, Aur Last Me 6 Digit Ka UPI Pin Set Kare, Inhe Kahi Note Kare Ya Feer Yaad Rakhle, Kyu Ki Ye Pin Bahut Jaruri Hai, Jab Bhi Aap Koi Transaction Karte Hai Ya Feer Apne Bank Account Ki Balance Check Karte Hai To Aapko UPI Pin Ki Jarurat Padegi, Abhi Aapka Kaam Pura Ho Gaya Ab Aap Kisi Bhi Bank Me Transaction Kar Sakte Hai, Kisi Ko Paise Bhej Sakte Hai Aur Receive Bhi Kar Payege.

    Bhim App Kya Hai?
    Bhim App Ka Full Form Bharat Interface for Money Hai, Jiska Name Doctor Bhim Rao Ambedkar Ke Name Par Rakha Gaya Hai. Bhim App Android Aur IOS Dono Hi Users Ke Liye Available Hai. Is Mobile App Ko National Payments Corporation of India (NPCI) Ne Develope Kiya Hai. Jo Unified Payment Interface (UPI) Par Work Karta Hai. Aur UPI IMPS (Immediate Payment Service) Infrastructure Ke Upar Work Karta Hai Aur Iske Jariye Ak Bank Se Dusre Bank Tak Smartphone Se Hi Paiso Ko Transfer Kiya Jaa Sakta Hai.

    Bhim App Se Transaction Par Koi Charge Lagta Hai.
    Ji Nahi, Is App Ke Jariye Transaction Karne Ki Koi Fees Nahi Lagti, Lekin Ho Sakta Hai Ki Bank Iske Liye Charge Vasule. Feer Bhi Debit Card Ke Transaction Se Jyada Secure Aur Bahut Hi Aasan Hai, And Jyadatar Bank UPI Transaction Par Koi Charge Nahi वसुल्ती, Agar Charge Leti Bhi Hai To Vo Bahut Hi Normal Hota Hai.

    Bhim App Ke Istemaal Ke Liye Internet Banking Hona Karuri Hai Kya?
    Bilkul Nahi, Ise Use Karne Ke Liye Net Banking Hona Jaruri Nahi Hai. Lekin Jis Number Ke Jariye Is Me Log-in Karenge, Vo Number Bank Account Me Register Hona Chahiye. 

    Bhim App Se Kya Fayda Hoga?
    Is App Ka Bahut Sare Fayde Hai, Jaise Ki Aap Is App Ke Jariye Na Sirf Transaction Kar Sakte Hai, Balki Apne Bank Account Ka Balance Bhi Check Kar Sakte Hai. Iske Sath Hi Transaction Details Bhi Iske Jariye Pata Kar Sakte Hai. Aur Paytm Ya Feer Kisi Bhi Mobile Wallet Me Apni Bank Details Add Nahi Karni Padegi, Aap Direct UPI Ke Jariye Mobile Bill, Recharge, Electricity Bill Ka Payment Wallet Ke Jariye Kar Sakte Hai, Aapko Sirf UPI Number Dalna Hoga Uske Baad Bhim App Me Aapko Request Aayegi Usko Accept Karna Hoga, Aapka Payment Successfully Ho Jayega, Me Bhi Aise Hi Sab Online Payment Karta Hu, Aur Kafi Secure Bhi Hai.

    Bhim App Ke Jariye Recharge, Bill Payment, etc Kar Sakte Hai?
    Vaise To Aap Direct Payment Nahi Kar Sakte But UPI Number Ke Jariye Aasani Se Kar Sakte Hai, Jab Aap UPI Pin Set Karte Hai Tabhi Aapko Apne Mobile Number Ke Hisab Se UPI Number Milta Hai, Jaise Ki 9909988088@upi Agar Aap Mobile Wallet Use Karte Hai Jaise Ki Paytm To Aapko Apna Number Recharge Karna Hai Ya Feer Kisi Ka Bill Pay Karna Hai To Aap Paytm Ya Kisi Bhi App Me Jakar Payment Ke Option Ke Baad Aapko Pusa Jayega Ki Aap Kis Tarike Se Pay Karna Chahte Hai Jaise Debit Card, Credit Card, Ya UPI, Abhi Aap UPI Option Select Karege Uske Baad Apna UPI Number Dalna Hoga Uske Baad Bhim App Me Ak Request Aayegi Use Accept Karna Hoga. Aapka Kaam Ho Gaya, Aapko Kisi Bhi Debit Card Ya Kisi Aur Card Ki Detail Fill Nahi Karni Padegi, To Ye Sabse Best Option Hai Secure Payment Ka.

    Bhim App Ke Jariye Ak Deen Me Kitni Transaction Kar Sakte Hai?
    Is App Ke Jariye Aap Ak Deen Me Sirf 20 Bank Tak Transaction Kar Sakte Hai. Iske Sath Hi Ak Deen Me Sirf 20,000 Rupaye Tak Ka Hi Transaction Kar Sakte Hai. Agar Ak Hi Account Me 20,000 Rupaye Aapne Bheje Hai, To Feer Dusre Account Me Transaction Nahi Kar Sakte.

    Kya Iske Liye Koi Cashback Offer Bhi Milta Hai?
    Ha, Iske Liye Bhim Cashback Scheme Shuru Ki Gai Hai. Jiske Tahat Agar Koi User Pahli Baar App Ke Jariye Transaction Karta Hai, To Use 150 Rupaye Tak Ka Cashback Milta Hai. Iske Sath Hi Agar 10 Alag-Alag Account Me Cum Se Cum 50 Rupaye Ka Transaction Hota Hai To Bhi Aapko Cashback Milta Hai.

    Iska Istemaal Karne Ke Liye Kya Karna Hoga?
    Sabse Pahle Bhim App Ko Download Kare Aur Feer Apne Registered Mobile Number Se Apna Bank Select Kare. Bank Select Hone Ke Baad Apna UPI Pin Set Kare. Itana Karne Ke Baad Home Page Par Jakar Transaction Kar Sakte Hai. Is App Ke Jariye Kisi Dusre Bank Account Me Paise Aasani Se Transfer Kar Sakte Ho, Multiple Bank Account Walo Ko Is App Ka Sabse Bada Fayda Ye Hoga Ki Aap Apne Kisi Bhi Dusre Account Ke Paise अन्य Bank Account Me Transfer Kar Sakte Hai.

    Bank Account Na Hone Par Is App Ka Use Kar Sakte Hai.
    Nahi, Agar Aapke Paas Koi Bank Account Nahi Hai To Bhim App Ka Use Aap Nahi Kar Sakte.

    Kisi Bhi Bank Me Account Hone Par Istemaal Kar Sakte Hai?
    Ha, Agar Aapke Paas Kisi Bhi Bank Me Account Hai To Iska Use Kar Sakte Hai, Bhim App Me 93 Bank Registered Hai. 

    Kitne Bank Account Ko Isme Join Kiya Jaa Sakta Hai?
    Bhim App Me Abhi Sirf Ak Hi Bank Account Ko Link Kiya Sakta Hai, Agar Aapke Paas Ak Se Jyada Bank Account Link Hai, To Unme Sirf Paise Bhej Sakte Hai Lekin Agar Paisa Aata Hai To Vo Sirf Default Bank Account Me Hi Save Hoga. Feer Bhi Agar Aake Paas Ak Hi Mobiles Number Se Link Dusre Bank Account Hai To Aap Ak Se Jyada Bank Account Use Kar Sakte Hai, Kyu Ki Aapne Jis Account Ko Bhim Me Link Kiya Hai Unko Log-Out Karde, Feer Apne Dusre Account Ki Bank Select Kare, Aur Register Karle, Vaise Hi Sab Account Join Kar Sakte Hai Me Bhi Apne Alag-Alag Bank Ke 3 Account Ko Aise Hi Manage Karta Hu, But Sabhi Bank Me Ak Hi Mobile Number Register Hona Chahiye Varna Aap Aisa Nahi Kar Sakte.

    To Dosto Hamara Ye Article Bhim App Ke Baare Me Kaisa Laga, Aapko Kuchh New Jankari Mili Ho Ya Helpful Lagi Ho To Apne Social Media Account Pe Share Karna Na Bhule. Aur Bhim App Ke Baare Me Koi Bhi Sawal Ho To Hame Comment Me Bataiye, Aapki Puri Help Ki Jayegi. Aur Aise Hi Jankari Apne Mobile Pe Pana Chahte Ho To Hame Subscribe Kare, Thanks And Keep Visiting.....

    Ye Bhi Padhe➦
    Read More

    अमीर बनने के लिए क्या खास Qualities होनी चाहिये? 5 Tips Se Kare Pata

    March 23, 2019 3

    Ham Amir Ban Sakte Hai Ya Nahi In 5 Tariko Se Kare Pata?

    Pure World Me Kiye Gaye Studies Ki Maane To Amir Banna क़िस्मत Se Jyada महेनत Aur Strategy Ka Ak खेल Hai. Success and Human Behavior Par Blog Likhne Wale Dan Schawbel Ke Mutabik, अमीर Aur सफल Logo Me Kuchh Khas आद्ते Hoti Hai. Yah Baat America Me Karaye Gaye Ak Survey Me Sabit Hui Hai. Survey Ke Mutabik, Badi अमीरी Kabhi Bhi पैत्रिक Nahi Hoti Hai. America Me अमीर Bane Karib 77% Log Aise The, Jinka Relation Middle Class Se The. Jab Ki 19% Ne गरीबी Me Apna बचपन Gujara Tha. Yani Ki Jyadatar Logo Ko अमीरी विरासत Me Nahi Mili, Balki Kisi Na Kisi Khas Qualities Ke Jariye Unhe Is मुकाम Ko Hasil Kiya Hai.

    अमीर Logo Ki Spacial Qualities Kya Hoti Hai?

    how to get rich quick

    Dan Schawbel Ke Mutabik, अमीरों Me Kuchh Khas आद्ते Hoti Hai. उन्होने Is Baare Me Ak Blog Bhi Likha Hai. Is Blog Me उन्होने Bataya Hai Ki अमीरों Ke अंदर Kuchh Khas आद्ते Hoti Hai. Schawbel Ne Pure World Ke Karib 1200 SEO, Author, Celebrity, Politician and Entrepreneurial Study Karne Ke Baad Yah निष्‍कर्ष Nikala Hai. Schawbel Ke Mutabik, उन्होने Har Amir Aur Successful Person Me Kuchh Khas Baate Notice Ki Hai.

    Kaise Jaane अमीर Banne Ki Qualities Ham Me Hai Ya Nahi?


    Friend, Is Article Ke Jariye Ham Aapko Batane Jaa Rahe Hai Kuchh Spacial Qualities In Human Ke Baare Me. Aap Bhi Is Post Ko Read Karke Jaan Sakte Hai Ki Amir Banne ki Qualities Aap Me Hai Ya Nahi. Agar Aap Me Ye Qualities Hai To Aapke Bhi Amir Ban Ne Ke Full Chance Hai. Bhale Hi Aap Kisi Bhi Halat Me Pal Ya Badh Rahe Ho. Kyu Ki अमीरी पैत्रिक Nahi Hoti Hai.

    Amir आदमी Ki Fist Qualities Kya Hai?

    1. चांद-तारे Todne Wale Sapne Nahi Dekhna:
    अमीर Sapne Dekhte Hai Lekin हवा Me Nahi. Unke Sapne चांद-तारे Todne Wale Nahi Hote Hai, Balki हकिकत Ke Karib Hote Hai. Unka Goal Fixed Hota Hai. Vo Log रोज सुबह Uthte Hai Aur Pure Deen Ka Unke Paas Pahle Se Hi Plan Hota Hai. Vo Plan Unke Pahle Se Hi Fix Goal Ko Pura Karne Ka Hota Hai.

    2. Failure (असफलता) Se Nahi डरना:
    Amir Banne Ka Pahla लक्षण Yah Hota Hai...Amir Aur Safal Logo Ko Yah Pata Hota Hai Ki असफलता Actually निराशा Me Nahi Dubati, Balki Aapko सफलता Ki Raah Sikhati Hai. असफलता Se Aapko Sahi Raaste Ka Pata Chalta Hai. Aap Jaan Chuke Hote Hai Ki Jis Raaste Par दरअसल Aap The Vo Sahi Nahi Tha. Is Se Aapko Bahetar फ़ैसले Lene Me Takat Milti Hai.

    3. क़िस्मत Se Jyada Aapne Aap Par Bharosa:
    Successfull Logo Ka Ye Sabse Bada Dusra लक्ष्‍ाण Hai. Unhe Pata Hota Hai Ki Vo Apni क़िस्मत Khud Likhege, Kisi Ke Bharose Jeevan Ki Raah Nahi Niklegi. Yah Sab Sirf कड़ी Mahenat Ke Bute Hi Sambhav Ho Sakta Hai. Vo Apne Aap Ko Kal Se Aage Rakhne Ke Liye Roj Kuchh Na Kuchh Naya Try Karte Hai.

    4. Khud Ke Liye जवाबदेह:
    Amir Banne Walo Me Ak Aur Khas Baat Yah Hoti Hai Ki Vo Khud Ke Liye जवाबदेह Hote Hai. Kisi Dusre Ki Bajay Aapne Aap Par Jyada Bharosa Karte Hai. Kisi मुश्किल Ka Khud हल Nikalte Hai. Agar Koi Galati Karte Hai To Vo Uski जिम्मेदारी Lete Hai. Sath Hi Is Baare Me Bhi Sochna Sharu Kar Dete Hai Ki Aage Kaise Badhna Hai.

    5- Aapni Baat Ko Rakhne Ka Skill:
    Amir Banne Walo Me Yah Sabse Badi Qualities Hoti Hai Ki Unhe Aapni Baat Kahne Aati Hai. Aise Log Hamesha Best Communicator Hote Hai. Unhe Pata Hota Hai Ki Aap Kisi Baat Par नाराज Honge Aur Kis Baat Par Khush. Vo Aapke Hisab Se Baat Karte Hai. Yahi Karan Hai Ki Vo Aapne पेशे Me सफलता Ki सीढ़ी Teji Ke Sath चठ्ते Hai.

    Dosto, Is Article Ke Jariye Ham Ne Jaana Ki Amir Logo Ke 5 Spacial Qualities Ke Baare Me, Jis Se Ham Ye Jan Sakta Hai Ki Kya Ham Bhi Amir Ban Sakte Hai Ya Nahi, Mins Ki Hamare Andar Ye Spacial Qualities Hai Ya Nahi. Aapko Ye Article Pasand Aaya Ho To Aapne Friends Ke Sath Jarur Share Kare, Thanks And Keep Visiting...

    ALSO READ:
    👉Hindi e-Books Ka Khajana, Free Me Download Karne Ki Top 15 Website
    👉Sikhna Chahte Hai Hindi Typing To Follow Kare 5 Excellent Tips
    👉Kisi Bhi Banks Me Customers Ko Milte Hai 10 Rights - Pata Hai Aapko?
    👉Online Marriage Certificate Kaise Banaye, Registration Process Aur Fayde
    👉Top 5 Expert Tips Jo Karege Aapki Life Ke Sapne Sakar
    👉Facebook, Google Ke Interview Me Puse Gaye 10 Tricky Question
    👉Bigger Loan Ki Musibat Se Bachne Ke 8 Asan Tarike
    👉Technology Ke Bare Me Ye 7 Myths, Jin Par Hum Karte Hai Full Trust
    Read More