अमीर Banne Ki Chahat Har Kisi Ki Hoti Hai. Har Koi Chahta Hai Ki Uske Paas ढेर Saare Paise Ho. Aur Vo Unhe Aapni मर्जी Se Kharch Kar Sake. Lekin Aksar Kai Chije Is Chahat Ke आड़े Aa Jaati Hai. Kai Baar जिम्मेदारियों Ke बोझ तले दबे इन्सान Jokhim Lene Se Darte Hai. Lekin Vo Sab To Hamari मज्बुरिया Hai, But Kai Baar Ham Anjane Me Aisi Kai Galatiya Karte Hai Jo Hamari अमीरी Ki Raah Me रोड़ा Ban Jaati Hai. Hame Pata Bhi Nahi Chalta Ki Hamari Kuchh Galat आदतें Hi Hame Ameer Ban Ne Se Rok Rahi Hai. Inc.Com Ki Ak Report Me Aisi Hi 7 Wrong Habits Ka जिक्र Kiya Gaya Hai, Jo Aapko Amir Ban Ne Se Rok Rahi Hai. Ya To Aapki अमीरी Me Rukavat Peda Karti Hai, To Chale Ham Baat Karte Hai Aisi Konsi 7 आद्ते Ham Me Hai Jo Hame Aage Jaane Se Rok Rahi Hai.
अमीर Banna Chahte Hai To Avoid Kare Ye 7 Habits
Akasar Log Mol-Tol Karne Me कच्चे Hote Hai. Ab Salary Ko Hi Le Lijiye. Kai Log Aapni Salary Ko Lekar Mol-Tol Nahi Kar Paate Hai. Jyadatar Fist Job Me Aisa Hota Hai. Pahali Job Ke Samay Log Salary Ko Lekar Bahut Jyada बहस Karne Se Bachte Hai Aur Jo Bhi Salary Offer Ki Jaati Hai, Us Par Raaji Ho Jaate Hai. Kai Log To Dusri Ya Tisri Job Ke Vakht Bhi Aisa Hi Karte Hai. Yani Vo Hamesha Jo Salary Milti Hai, Yusi Par Naukari Ke Liye Raaji Ho Jaate Hai. Yah आदत Aapke Aage Bathne Me Badi Rukavat Hai. Agar Aapko Aapni Skills Aur Experience Par Full Confidence Hai Aur Aap Jante Hai Ki Mil Rahi Salary Aapke Talent Ke Mutabik Nahi Hai To Aapko Jyada Salary Ki माँग Karni Hi Chahiye. Aur Sirf Salary Hi Nahi Aapko अन्य Jaha Kahi Bhi संभव Ho Vaha Mol-Tol Karna Aana Hi Chahiye.
2. Apne Aap Par Invest Na Kar Pana:
|
Aap Stocks, Real Estate Ya अन्य Chijo Me To Investment Karte Hi Hai Lekin Sabse Best Investment Khud Par Invest Karna Hota Hai. Khud Par Investment Ka Matalab Hai Ki Apne Aap Ko Aur Bhi Bahetar Banana. Iske Liye Aapko Aur Jyada ज्ञान, Aur Jyada Skills Hasil Karne Hoge And Apne Experience Me इजाफा Karna Hoga. Jab Aapke अंदर Ye Sare गुण Hoge To Aap Apne Employer Ke Liye Aur Jyada Valuable Ho Jayege. Skills Increase Hone Se Aapka Khud Ke ऊपर विश्वास Bathega, Jis Se Aapko मुश्किल फ़ैसला Lene Me Help Milegi.
3. Ak Hi Source of Income Par Dependent Rahna:
|
Ham Me Se Kai Log Keval Naukari Par Hi Dependent Rahte Hai. Aisa Karna Galat Nahi Hai. Lekin Agar Aap Aur Jyada Paisa Kamane Ki Chah Rahte Hai To Aapko Ak Hi Source Of Income Par निर्भर Na Rahkar Multiple Sources Ko Khojna Hoga. Iski Vajah Hai Ki Koi Nahi Janta Ki Kab Aapka Business ठप Pad Jaaye Ya Aapki Naukari Chali Jaaye. Aise Me Aapke Paas Backup Strategy Hona Bahut Jaruri Hai. Example Ke Liye Koi Side Business, Koi Rental Property Ya Feer Aisa Koi Bhi Source, Jo बुरे वख्त Ke Liye To Yah Extra Income Dega Hi.
4. Kuchh Extra Na Karna:
|
Aisa Dekha Gaya Hai Ki Career Ki SharuAat Me To Logo Me Kafi उत्साह Aur Motivation Hota Hai. Log Apni Salary, Apni Position Etc Ko Lekar आवाज़ Uthate Hai. Lekin Kuchh सालो Baad Yah उत्साह, Yah Energy Kahi Kho Jaati Hai. Log Jo Hai, Jaisa Chal Raha Hai, युसी Ke Aadi Ban Jaate Hai. Vo Na Hi Kuchh Naya Karna Ya Naya Sikhna Chahte Hai Aur Na Hi Apne Kaam Ko Lekar Bahut उत्साहित Hote Hai. Yaha Tak Ki Vo Apni Salary Ko Lekar Bhi Koi माँग Nahi Karte. Ye Chij Aapki अमीरी Me Ak Badi Rukavat Paida Karti Hai. Halat Ke Sath सम्जोता Na Karke Un Halat Ko Badlane Ki Soch Aur Kuchh Naya Shikhne Aur Vo Sab Karne Ki ललक Hi Aapko अमीर Banne Ki Aur Le Jaati Hai.
5. लक्ष्य Hasil Hone Ke Baad Ruk Jaana:
|
Life Me Ak लक्ष्य Hona Jaruri Hai Aur Yuse Pane Ke Liye Koshish Karte Rahna Bhi Itna Hi Jaruri Hai. Aksar Log Apne लक्ष्य Ko Hasil Karne Ke Baad Yah Soch-kar Aage Bathne Se Ruk Jaate Hai Ki Ab To लक्ष्य Hasil Ho Gaya Hai. Ab Kya Karna, Ya Ab Kya Karne Ki Jarurat Hai. But Ye Soch Bhi Galat Hai, Kyu Ki Ye Soch Hi Hame तरक्की Karne Se Rokti Hai. Agar Aapko Life Me Lagatar तरक्की Karte Rahna Hai To Aapko Apne लक्ष्यों Par Hi Na Ruk-Kar Unse Bhi Aage Jaane Ki Koshish Karni Hogi.
6. Had Se Jyada वफादारी भी अछी नही.
|
Kai Baar Aisa Hota Hai Ki Ham Kisi Ak Organization Ke Liye Had Se Jyada वफादार Ho Jaate Hai Aur Vahi Par Kaam Karte Rahna Chahte Hai. Us वफादारी Ke Chalte Ham Kisi Aur Jagah Move Karne Ke Baare Me Sochna Ya To Band Kar Dete Hai Ya Feer मौका Milne Par Bhi नज़र अंदाज़ Kar Dete Hai. Hame Pata Hota Hai Ki Ab Yah Naukari Hame Kuchh Nahi De Payegi Lekin Uske बावजूद Bhi Ham Apne Employer Ke Parti Vafadari Se बँधे Rahte Hai. Halaki Vafadar Hona Buri Baat Nahi Hai But Agar Ye वफादारी Aapke लक्ष्यों Ko Hasil Karne Me रोड़ा Banne Lage To Aapko Is Baare Me Sochna Hoga.
7. Apne Paiso Ka Kuchh Na Karna:
|
Kai Lo Apni Serving Ko You Hi Bank Me Hi Pada Rahne Dete Hai. Vo Yuse Kahi Bhi Invest Karne Ka Jokhim Nahi Lena Chahte. Bahetar Hoga Ki Aap Apni Finance (पूंजी) Ko You Hi Bank Me Na छोड़कर Yuse Apne Kaam Me Laaye. Kaam Me Laane Se Matlab Hai Ki Un Paiso Se Profit Kamane Ki Koshish Kare.. Iske Liye Aap Un Paise Ko Stocks, Bonds Ya Mutual Funds etc. Me Invest Kar Sakte Hai Aur Yuse Extra Income Ka Jariya Bana Sakte Hai. Iske Alava Bhi Option Hai Aap In Paiso Ko Khud Ki बेहतरी Ke Liye Bhi Istemal Kar Sakte Hai, Jaise Education Par Ya Feer Skills Me इजाफा Karne Par.
CONCLUSION:
Friends, Hamne Is Article Ke Jariye How To Make Money Fast, How To Earn Extra Money, Ways To Make Money, How To Make More Money Pe Baat Ki, Is Article ko Aapke Sath Share Karne Ka Mera उदेश Yahi Hai Ki Agar Aapke अंदर Bhi Jyada Paise Kamane Ki Chah Hai Ya अमीर Banna Chahte Hai, But Aage Jaane Me निराशा Hath Lagti Hai To Jarur Aapke अंदर Bhi Ye 7 Me Se Koi आदत Hogi, Isliye Aage Bathte Rahiye, लक्ष्य Pura Hone Par Bhi Pise Mud Ke Na Dekhe.
Kyu Ki जिंदगी Kabhi Rukti Nahi, Aur Nahi Samay Hamare Liye Rukne Wala Hai, Is Article Ka Short Me सारांश..
1.Aapko Apne Talent Ke Hisab Se Paisa Milna Chahiye, Agar Aapko Pura Confidence Hai Ki Aap Jo Kaam Kar Rahe Hai Us Kaam Me Aapki Talent Ke Hisab Se Salary Cum Mil Rahi Hai To Aapko Ak Baar Is Baare Me Jarur Sochna Chahiye.
2. Aap Apne Paiso Ka Kahi Bhi Invest Kare, But Sabse Best Investment Khud Par Invest Karna Hota Hai.
3. Aapke Paas Backup Strategy Hona Bahut Jaruri Hai. Kyu Ki Bure वख्त Me Extra Income Ka Jariya Ban Sake.
4. Halat Ke Sath सम्जोता Na Karke Un Halat Ko बदलने Ki Soch Aur Kuchh Naya Shikhne Ka होसला, Vo Sab Karne Ki ललक Hi Aapko अमीर Banne Ki Aur Le Jaati Hai.
5. Agar Aapko Life Me Lagatar तरक्की Karte Rahna Hai To Aapko Apne लक्ष्यों Par Hi Na Ruk-Kar Unse Bhi Aage Jaane Ki Koshish Karni Hogi.
6. वफादार Hona Bhi Buri Baat Nahi Hai But Agar Ye वफादारी Aapke लक्ष्यों Ko Hasil Karne Me रोड़ा Banne Lage To Aapko Is Baare Me Sochna Chahiye.
7. Aap Apni पूंजी Ko You Hi Bank Me Na छोड़कर Yuse Apne Kaam Me Laaye. Yani Ki Un Paiso Se Profit Kamane Ki Koshish Kare..Friends Aapko Ye Article Kaisa Laga, Iske Baare Me Comment Me Apni Raay Jarur Likhi, And Aapko Pasand Aaya Ho To Is Post Ko Social Media Par Share Jarur Kare, Aur Aisa Hi Internet World Ki Har New Update Pana Chahte Ho To Hame Subscribe Kare, Thanks And Keep Visiting.................
Ye Bhi Padhe
No comments:
Post a Comment