Google Se Online Earning Karne Ke Sabse Aasan Tarika, 1 Survey/70Rs. - Internet Happy World

Hot

March 23, 2019

Google Se Online Earning Karne Ke Sabse Aasan Tarika, 1 Survey/70Rs.

Google Se Online Paise Kamane Ki Great Opportunity offer. 1$/Survey

how to earn money online with google
Friends Ye Mera Pahla Article Hai "Internet Happy World" Par, Me "Hindi Love Tips" Ka Founder Hu. Mera Name Sanju Dangar Hai, Is Blog Ke Jariye Aapko Internet World Ki Har Update Aapke Sath Share Ki Jayegi, Site Aapko Pasand Aaye To Bookmark Jarur Kare Our Apne Friends Ke Sath Share Bhi Kare. Ab Post Ke Maine Topic Pe Aate Hai, Aaj Ki Post Me Aapko Google Earn Money Online Ke Baare Me Batane Jaa Raha Hu. Jo Google Ki Ak Great Opportunity Offer Hai, Isme Koi Fraud Hone Ka khatara Bhi Nahi Hai, Vaise Bhi Is Blog Par Aisi Koi Post Share Nahi Ki Jayegi Jisme Fraud Hone Ka Chance Ho. Puri Tarah Se Trusted Article Share Kiya Jayega.

Aaj Har Koi eMail Ka Istemal Karta Hai Isme Bhi Sabse Jyada Secure Our Trustful Gmail Hai Our Popular Bhi Itana Hi Hai. Google Aise Users Ko Online Earning Ka Best Option De Rahi Hai Jo Gmail Ka Use Karte Hai. Google Gmail Ka Use Karne Walo ko Ghar Baithe Paisa Kamane Ka Moka De Rahi Hai. Google Ne Apni "Google Opinion Rewards" Application India Me Lunch Kar Di Hai, Ye Click Survey Application Hai. Jaha Par Aapko Survey Ke Right Answer Dekar Users Dollars ($) Me Kamai Kar Sakta Hai. Survey Ka Answer Aapko Smartphone Par Hi Dena Hai, Ye Application India Ko Chhodkar Kuchh Selected Countries Me Hi Available Tha. But Ab India Ke Sath Singapore and Turkey Me Bhi Is App ko Lunch Kiya Gaya Hai.

Google Opinion Rewards Application Ke Jariye Paise Kamane Ki Full Process.

Google Opinion Rewards Application Ka Use Karna Bahut Hi Aasan Hai, Google Play Store Se Ese Free Me Install Kiya Jaa Sakta Hai. Iske Baad User Ko Pusi Jaane Wali Details Deni Hogi. Yaha Par User Ki Age And Earning Ke Baare Me Bhi Puchha Jaata Hai.

Ak Survey Ka Kitna Milta Hai Paisa?

Ak Survey Ka Aapko 1$ (67.77) Milata Hai.
Google Har Week User Ko Ak Survey Karayegi. But Inki Limit Kabhi Cum Ya Jyada Bhi Ho Sakti Hai. User Se Survey Karane Se Pahle Ak Notification Di Jaati Hai. Survey Ko Complete Karne Ke Baad Agar Aapka Answer Right Hoge To Aapko 1$ Diya Jayega.

Google Opinion Rewards App Ke Baare Me Full Jankari.

Google Ke Is App Ko Ab Tak 5 Crore Baar Install Kiya Jaa Chuke Hai. Is App Ka Android Version 4.1 Jelly Bean Ke Sath Update Version Par Install Kiya Jaa Sakta Hai. Is App Ka Size 11MB Ke karib Hai. But, Device Ke Hisab Se Alag Space Lega.

Google Opinion Rewards APP Ko Install Karne Ke Liye Upar Click Kare.

Step 1:
App Ko Open Karne Ke Baad Kus Massage Aate Hai. jisme Google Play Balance Ke Credit Hone Ka Jikra Hote Hai.

Step 2:
Aage Badhne Par Users Se Full Name Ke Sath Postcode Pusa Jaata Hai. Ye Aap Area ke Code Hota Hai [ex. 555544]

Step 3:
Ab User Ko Apna Gender Batana Hoga, Sath Me Apni Age Ke Baare Me Bhi Batana Hoga.

Step 4:
Aap Jis Language Me Bahetar Bol Sakte Ho Yuse Select Kare, Sath Hi Apni Earnings ke baare me bataye.

Step 5:
App Me Oper Ki Taraf Survey Hota Hai, Yuse Select karke Play Kare. History Me Jakar Earnings Bhi Dekh Sakte Ho.
Friends aapko ye post pasand aayi ho to apne facebook,whatsapp, google pluse ke friend ke sath jarur share kare, our koi problem ho to muje comment ke jariye bata sakte ho, internet happy world ki visit ke liye thanks.
ALSO READ:

2 comments:

  1. Replies
    1. thank you sagar raghvani, Withdrawal karne ke liye aapko apne google account ko bank account se link karna hoga, jab aapki limit complete ho jaati hai to aapko payment direct bank account me bhej di jaati hai.

      Delete