Aadhaar Card Ko, Pan Card Se Aise Kare Link - Online Easy Process - Internet Happy World

Hot

March 28, 2019

Aadhaar Card Ko, Pan Card Se Aise Kare Link - Online Easy Process

Pan Card Ko Aadhar Card Se Kaise Link Kare

pan card link with aadhar card online
Supreme court Ne Kaha Ki Tax File Karne Ke Liye July Se Pan Card Ke Sath Aadhaar Number Link Karna Compulsory Hoga. Agar Aap Ise Link Karvane Ka Tarike Search Kar Rahe Hai To Ye Articles Read Karke Aap Khud Bhi Pan Card Ko Aadhaar Card Se Easily Online Link Kar sakte hai. Iski Online Process Bahut Aasan Hai Sirf 2 Step Me Aap Apna Pan Card Link Kar Sakte Hai. Aadhaar Number Ko Pan Card Se Jodne Ke Liye Aapko e-Filing Ki Website incometaxindiaefiling Ki Visit Karni Hogi. Iske Liye Link Ko Click Kare.

Pan Card ko Aadhaar Card se kaise jode
Aapko Bata Du Ki Yah Tarika Tab Hi Work karega Jab Pan Card and Aadhaar Card Dono Me Same Details Ho. Jin Logo Ke Dono Card Ki Details Puri Tarah Se Mach Nahi Karti, Unke Liye Government Ne is Process Ko Easy Banane Ke Liye Full Koshish Ki hai. Iske Liye Apne Pan Card Ki Ak Scan Copy Deni Hogi, Aur OTP Ke Thru Register Karna Hoga. OTP Link Number Par Aayega.

Aadhaar Card Aur Pan Card Ko Link Karne Ki Full Process:
Step 1:
incometaxindiaefiling Ki Website Par Jaye, Yaha Par Left Side Me "Link Aadhaar" Ka Option Dikhai Dega. Is Par Click Kare, Yaha Par Apna "PAN number, Aadhaar number, Apna Name, (Jo Aadhaar Card Par Liha Ho) Captcha Code Fill Kare. Sab Jankari Ak Baar Check Karke "Link Aadhaar" Par Click Kare.
link Aadhaar card to pan card online
Step 2:
adhaar- Pan Linking is Completed Successfully KA Massage Aa Jayega. But Agar Aapki Fill Ki Hui Details Mach Nahi Ho Rahi Hai To Process fail ho Jayegi. Iske baad aapko feer se apni details fill karni hogi. Iske baad Request OTP ke samne vale box me tik mark karna hoga. Iske baad apna mobile number add karne ko kaha jayega.  Mobile Number add karne ke baad Aapke Number pe OTP Code Milega Use Add Karke Link Aadhar Par Click Kare.
 e filing portal of income tax
Ye Bhi Padhe➥

दोस्तों, आर्टिकल पढ़ने के लिए तहे दिल से सुक्रिया, अगर आपको हमारा ये आर्टिकल➧ Aadhaar Card Ko, Pan Card Se Kaise Kare Link - Online Easy Process Ke  Baare Me.. कैसा लगा, वो हमें कमेंट में जरूर बताइये। और आर्टिकल पसंद आया हो तो अपने दोस्तों के साथ सोशल मीडिया पर जरूर शेयर करे। और ऐसे ही अपडेट अपने ईमेल id पर फ्री में पाना चाहते हो तो हमें Subscribe करे। थैंक्स एंड कीप विजिटिंग।.

2 comments:

  1. aapne bahut hi achhi jankari share ki hai sir yah post mere liye bahut hi helpful rha

    ReplyDelete