Bina Ads Ke WhatsApp, Facebook Kaise Karte Hai Kamai Secret Details - Internet Happy World

Hot

March 23, 2019

Bina Ads Ke WhatsApp, Facebook Kaise Karte Hai Kamai Secret Details

Facebook Karta Hai WhatsApp Ke Jariye Kamai, Ye Hai Secret Details.

Hello Friends, Aaj Ke Article Ke Jariye Ham Janege Ki WhatsApp Bina Kisi Advertisement Ke Paisa Kaise Kamata Hai, Hamne Dekha Hoga Ki Aaj Koi Bhi Popular App Ho Ya Chahe Website Ho, Par Sab Me Ads Show Hoti Hai, Ya Feer Khud Ka Promotion Pe Chalati Ho, But Aap Sab Ne Ak Chij Mark Ki Hogi Ki WhatsApp Pe Bina Kisi विज्ञापन Aur Bina Kisi Charge Ke Free Me Chalata Hai, To Hame Sawal Ye Hota Hai Ki Aakhir Ye Kamai Kaise Karta Hai, To Chale Ham Baat Karne Jaa Rahe Hai Ki WhatsApp Kis Ke Jariye Kamai Karta Hai.

विज्ञापनों के बिना कमाई कैसे करना है WhatsApp

Aapko Yaad Dala De Ki Facebook Ne WhatsApp Ko 1182 Billion Rupees Me Kharid Liya Hai. Isliye WhatsApp Ke Jariye Ab Facebook Kamai Karta Hai. Vaise Kamai To Advertisement Ke Jariye Hi Hoti Hai. But Tarika Thoda Alag Hai. Facebook Targeted Advertisement Ke Jariye Income Karta Hai. Yani Har User Ki Timeline Par Uske Interest Se Jude Ad Dikhai Jaate Hai. Jis Companies Ke Ads Dikhaye Jaate Hai, Unse Facebook Paisa Leta Hai. 

Facebook Ko Users Interest Ka Pata Kaise Chalta Hai?

Aapke Dimag Me Sawal Ho Raha Hoga Ki Har Person Ka Kis Chij Me Interest Hai Ye Facebook Ko Kaise Pata Chalta Hai? Actually, Facebook Ke Pas Hamari Sabhi Information Hoti Hai. Aap Kya Post Kar Rahe Hai, Kaha Jaa Rahe Hai, Kab Jaa Rahe Hai, Kya Like Kar Rahe Hai, Jaisi All Details Facebook Ko Pata Hoti Hai. Location Ke Jariye Yah Bhi Pata Chal Jaata Hai Ki Aapne Kaha Visit Kiya. Jaise Aap Kisi Store Par Gaye Aur Aapke Device Ki Location Facebook Ne Access Kar Li To Yuse Pata Hoga Ki Aap Kaha Gaye The Aur Aapne Kya Dekha. Aise Me Facebook Vahi Chij Aapko Advertisement Ke Roop Me Dikhayega Jo Aap Dekhna Chahte Hai.

India Me Massaging Ke Liye, WhatsApp Logo Ki Favorite App Hai. Yahi Vajah Hai Ki September 2015 तक, WhatsApp Ke Worldwide 90 Crore User Ban Chuke Hai. Is App Ko Brian Acton Aur Jan Koum Ne Develop Kiya Tha. Media Reports Ke Mutabik WhatsApp Se Daily 25 Billion Se Bhi Jyada Massage Kiye Jaate Hai.

WhatApp Ke Jariye Facebook Hamko Kaise Karta Hai Track:
  • 👉Facebook, WhatsApp Ke Jariye User Ke Sabhi Contact Access Kar Leta Hai, Is Se Facebook Ka Database तैयार Ho Jaata Hai.
  • 👉इसी Database Ki Help Se Facebook User Se Judta Hai Aur Uski Detail Pata Kar Leta Hai.
  • 👉Yahi Kaam Facebook Instagram Ke Jariye Bhi Karta Hai. User Interest Pata Chalane Ke Baad User Ki Timeline Par Facebook Ad Show Karta Hai.
  • 👉Expert Ke Anusar Facebook Yearly Ak User Se Approx 600 Rupye Kamata Hai.

6 comments:

  1. Acchi post hai bro, thanks for sharing.

    ReplyDelete
  2. Your blog has chock-a-block of useful information. I liked your blog's content as well as its look. In my opinion, this is a perfect blog in all aspects. software whatsapp marketing

    ReplyDelete