अमीरों Ki Paisa Kamane Ki 10 Solid Trick, Aap Bhi Kare Try - Internet Happy World

Hot

March 28, 2019

अमीरों Ki Paisa Kamane Ki 10 Solid Trick, Aap Bhi Kare Try

Aksar Dekha Jaata Hai Ki अमीर Aur Bhi अमीर Bante Jaate Hai, Jab ki आम Log Us Tarah Se Paisa Nahi Banaa Paate Hai. अमीर Ke Aur Bhi अमीर Banne Ke Pichhe Unka Khas Approach Kaam Karta Hai, Jab Ki Aam Logo Me इसी Khas Approach Ki Kami Hoti Hai.

BBC Capital Ki Ak Report Ke Mutabik, Aam Log Aksar Paisa Aane Ke Baad Us Se Property, Gadget Ya एश-ओ-आराम Ki Chije Kharidte Hai, Lekin अमीर Log Aisa Nahi Karte Hai. Paise Ko Lekar Unka Approach Aam Logo Se Alag Hota Hai. Paisa Unke Liye Ak Tool Ki Tarah Hota Hai, Jiski Help Se Vo Aur Paisa Kama Lete Hai. Yahi Vajah Hai Ki Vo Aur अमीर Ban Jaate Hai, Jab Ki Aam Log Jaha Hote Hai Vahi Rah Jaate Hai. Aaiye Jante Hai Aisi Hi 10 Chije Ke Baare Me, Jiske Jariye Ameer Log Paise Se Paisa Banate Hai.

10-solid-tricks-rich-to-make-money


1. Kharch Nahi, Invest Ke Liye Hai Paise: 

अमीर Log Paisa Kharch Nahi Karte Hai, Balki Vo Yuse Invest Karte Hai. Jaisa Ki Upar Bataya Hai Ki Aam Log Paise Se Luxury Chije खरिद्ते Hai, Matalab Ki Paisa Vaha Kharch Hota Hai, Jiska Koi Return Nahi Hasil Hota Hai. Vahi Ameer Paisa Invest Karte Hai, Matalab Ki Paisa Aisi Jagah Lagate Hai, Jaha Se Best Return Mile.

2. जल्‍दबाजी Nahi Karna: 

अमीर Log Paise Invest Karne Me जल्‍दबाजी Nahi Karte. Aise Kai Example Hai, Jab अमीरो Ne Pura Business Hi Bech Diya, Lekin उन्होने जल्‍दबाजी Me Paise Kharch Nahi Kiye Balki Intazar Kiya Aur Sahi Jagah Pe Money Invest Ki Aur Aaj Vo Log Behad Safal Hai.


3. Hamesha Risk Lete Hai: 

अमीर Log Apna बचा Paisa Bade Profit Wali Jagah Lagate Hai. Vo Naye Tarah Ke Business Idea Me Paisa Lagate Hai Ya Aise Business Me Jiska Feature Me Kafi Scope Ho. जानकारों Ke Mutabik, Aise Business Me Paisa Dubne Ka Bhari Risk Hota Hi Hai. Halaki Agar Business Chala To Minimum 2000% Profit Milne Ki संभावना Rahti Hai.


4. Kai जगहों Par Invest Karna: 

अमीर Log Kisi Ak Jagah Pe Paisa Nahi Lagate Hai, Unki Najar Hamesha Naye Tarah Ke Business Par Hoti Hai. Isliye Unka Paisa Bhi Alag Alag जगाहो Par Lagata Hai. Mana Jaata Hai Ki Nayi Sharu Hui 50% Companies ठप Ho Jaati Hai, Vo 50% Tak Profit De Sakti Hai. Aise Me Dusri अन्य जगहों Par Mila घाटा Bhi Yaha Ke Profit Se Pat Jaata Hai.


5. Khas Tarah Ki Property Me Invest Karna: 

अमीर Log Apna Paisa Art Work Ya Wine Ya Commercial Property Me Lagate Hai. Long Time Me In Par Unhe Best Return Milta Hai. Expert Ke Mutabik, अमीर World Ke Alag Alag हिस्सो Me 2-3 Ghar Kharidte Hai, Long Time Ke Baad Inse Achha मुनाफा Mil Jaata Hai. Aapko Pure World Me Aise Kai अरबपती Mil Jayege Jo Is Tarah Ke Invest Se Achha Paisa Bana Rahe Hai.

Life Hamesha Aapko अमीर Banne Ka मौका Deti Hai:

अमीर Banna Hamesha Se Hi Luck Se Jyada Strategy Ka Kaam Raha Hai. Management Aur Career Se Judi दुनियभर Ke Jyadatar Expert Hamesha Yahi Mante Hai. Unke Mutabik, अमीर Banna Ya Nahi Banna Actually Aap Khud तय Karte Hai. Aapki Soch, बर्ताव, नजरिया Aur आद्ते Is Baat Ka इशारा Karti Hai Ki Aap Ameer Banege Ya Nahi. Entrepreneur.com Ki Ak Report Ke Mutabik, Life Hamesha Aapko अमीर Banne Ka Mauka Deti Hai. Yah Aap Par Depend Karta Hai Ki Aap Is मौके Ko भूना Pate Hai Ya Nahi. To Chale Baat Karte Hai Kuchh Aise मौके Ke Baare Me, Jinhe Agar Aap Nahi गवाते Hai To Aapke Amir Banne Ka Chance Badh Jayega.


6. Chance of Earning At an Early Age: 

Yani Ki Kum उम्र Me Kamai Ka मौका. Report Ke Mutabik, Agar Aap अमीर Banna Chahte Hai To Kum उम्र Me Kamai Ke मौके Ko Kabhi Nahi Chhode. Kum उम्र Me Kamaye Gaye Paiso Se Kal Badi रकम Banne Ka Potential Hota Hai. Agar Cum उम्र Me Kamai Gayi पूंजी Ko Aap Sirf Financial Market Me Invest Bhi Karege To Bhi Aap 40 Ke Paas Pahuchte Pahuchte Crores Rupye Ka Fund Bana Sakte Hai. Aapko Aise Kai Example Milege Jinhone Studies Ki Jagah Cum उम्र Me Paise Kamane Ka मौका भुनाना  Jyada मुनासिब Samaja Aur Vo Log Aaj World Ke Sabse अमीर Log Hai. Bill Gates, Mark Zuckerberg and Warren Buffett Ka Naam Aise Logo Me Liya Jaa Sakta Hai.


7. Kisi New Business Me Hath आजमाने Ka Chance: 

BBC Capital Ki Ak Report Ke Mitabik, Naye Tarah Ka Business Hamesha Aapko अमीर Banne Ka Chance मुहैया Karta Hai. Kyu Ki Aise Business Me Hamesha Growth Ke Chance 2000% Se Jyada Hote Hai. Halaki, Aise Business  Ke डूबने Ka Risk Bhi Utana Hi Hota Hai. Lekin Risk Ke डर Se Chance Ko Miss Karna Koi बुद्धिमानी Nahi Hai. 
  

8. Chance of Innovation: 

रातोंरात अमीर Banna परियो Ki कथा Lagti Hai, Lekin Innovation Yah Kar Sakta Hai. America Samet Pure World Me एकाएक Ya Kuchh Samay Ke भीतर अमीर Banne Wale Jyadatar Logo Ko Innovation Ne Hi Ameer Banaya Hai. Facebook, Google, Apple Ke Sath India Me Paytm, Flipkart, Ola and Pectro Jaisi Companies मामूली पूंजी Aur Chhoti See Jagah Se Start Hui Thi. Innovation Ke Chalte Inke Founders Kuchh Year Ke Bhitar World Aur India Ke Sabse Ameer Logo Me Shamil Ho Gaye. Inke Teji Se Safal Hone Aur Inke Founders Ke Teji Se Ameer Banne Ke Pichhe Innovation Ka Hi Hath Tha, Kyo Ki Ye Companies Naye Ideas Par Sharu Hui Thi.


9. Feature Me Paisa Lagane Ka Mauka: 

BBC Capital Ki Report Ke Mutabik, अमीर Isliye Jyada Ameer Bante Hai, Kyu Ki, Vo Aise Business Me Paisa Lagate Hai, Jiska Feature Me Scope Hota Hai. Iske Mutabik, Aise Business Starting Me Low Capital Ke Sath Sharu Hote Hai. Halaki Badlate Vakht Ke Sath Inka आकार Aur Profit बढ Jata Hai.


10. Khas Tarah Ki Property Me Invest: 

Entrepreneur India Ki Report Ke Mutabik, Khas Chije Jaise Artwork, Wine Ya Commercial Property Kharid Ne Ka Agar Aapko मौका Mile To Aap Kharid Ne Se Pichhe Nahi Hate. Uska Bada Reason Ye Hai Ki In Chijo Par Feature Me Achha Paisa Milata Hai. Khas Baat Yah Hai Ki Is Tarah Ke Investment Me Kisi Tarah Ka Operational ख़र्च Nahi Hai. Na To Aapko Koi Company Chalani Hai Na Hi Show Room Maintenance Karna Hai.

2 comments:

  1. vodafone number details

    ReplyDelete
  2. Hi Sanju Keep up the good work. Esi Hi badhiya post share karte raho...

    Tapan

    Techhindipost.com

    ReplyDelete