12th Ke Baad Disaster Management Me Banaye Apna Career- Best Opportunity - Internet Happy World

Hot

March 28, 2019

12th Ke Baad Disaster Management Me Banaye Apna Career- Best Opportunity

भूकंप, समुद्री तूफान, बाढ़ Jaisi Natural Disasters Ke Chalte Last Kuchh Years Me Disaster Professional Ki Demand Pure World Me बढ़ी Hai. Yah Demand India Me Bhi Itani Hi Hai, India Me Year 2011 Me Karib 2 Lakh 50 Hajar Logo Ke Liye Disaster Management रोजगार Ka Jariya Tha Aur 2020 Tak Is Field Me Average 33 Percent सालाना Ki दर Se Jobs Ke Mauke Badhne Ki संभावना Ki Jaa Rahi Hai. Ise Dekhte Huye Ye To Conform Hai Ki 12th Ke Baad Disaster Management Ak Successful Career Ka Best Option Ban Sakta Hai. Aapko Baata Du Ki Is Field Me Jyadatar Job Government Sector Me Hi Hai. United Nation Ke Anusar Last 20 Years Me Karib 30 Lakh Log Ki Natural Disasters Ki Vajah Se Death Hui Hai. Jab Ki 80 Crore Log Inse प्रभावित Huye The. 

Center for Research on the Epidemiology of Disasters Ki Ak Report Ke Anusar अनियमित मानवीय गतिविधियों Ke Chalate Pichhle 100 Saal Ke Mukable 21v सदी Me प्राकृतिक आपदा Ki संख्या 67% Badhi Hai. Is Samay Me Economic Aur Human Loss Ka Ratio Bhi Badha Hai. Ise Dekhte Huye Kaha Jaa Sakta Hai Ki Disaster Management Aane Wale Samay Ki Sabse Badi Jarurat Hai.
CAREER GUIDE IN HINDI

Sarkari Naukari Pane Ka Sabse Bada Jariya..

Government Job Pane Ka Sabse Bada Jariya Ban Sakta Hai Disaster Management. Actually, Iska संबंध Manav Jivan Ko Nuksan Pahuchane Wali प्राकृतिक आपदाओ Se Nipatane, Unke असर Ko Cum Karne Aur Bachav Ki Strategy Taiyaar Karne Se Hai. Disaster Management Professionals Ke Yogdan Ke Importance Ko Samajte Huye Ab Sarkar Bhi In Professionals Ko Bade पैमाने Par Appoint Kar Rahi Hai. Ise Dekhte Huye Is Field Me Ak Golden Future Banaya Jaa Sakta Hai.
12th Ke Baad Disaster Management Me Kon-Kon Se Course Kar Sakte Hai.

12th Ke Baad Disaster Management Me Kar Sakte Hai UG, PG Course.
Disaster Management Me Career Banane Ke Liye 12th Ke Baad Se Hi Diploma, Certificate, UG Aur PG Level Ke Courses Aur Program Available Hai. Ye Courses India Ki Kai Reputed Institutes Se Kiye Jaa Sakte Hai. Jaha Undergraduate V Certificate Course Ke Student Ka 12th Pass Hona Jaruri Hai, Vahi Master Ya MBA Jaise Course Ke Liye Cum Se Cum 50% Marks Ke Sath Graduate Hona Jaruri Hai. Country Ke Kuchh Select Institutions Me Disaster Management Me Phd Bhi Karai Jaati Hai, Jiske Liye Master Ki Degree Jaruri Hai. Jyadatar In Institute Me Admission Ki Process New Academic Session Ke Samay March Se May Month Me Puri Hoti Hai.
Disaster Management Ki Study Ke Liye Kuchh Important Institute.

Job Aur Starting Salary
Ak Baar Disaster Management Ka Course Complete Karne Ke Baad Is Field Me अवसरो Ki Koi Kami Nahi Hai. Is Field Me Jyadatar Job Government Department Me Hi Hai. उल्लेखनीय Hai Ki Sarkari विभागो Ke Fire Department, Department of Dry Management etc Me Har Saal Professionals Ki Recruitment Ki Jaati Hai. Jab Ki India Ke Bahar Foreign Me Bhi Student Apna Career Emergency Services, Local Authority, राहत Agency, NGO, UNO, World Bank, Amnesty International, Asian Development Bank, Red Cross Aur UNESCO Jaisi International Agency Me Bana Sakte Hai. Risk Management, Construction Technology Consultancy, Documentation, Insurance, State Disaster Management Etc Field Me Bhi Job Ki Possibilities Bani Rahti Hai. Graduate Professionals Apni Consultancy Bhi स्थापित Kar Sakte Hai. Iske Alava Teaching Aur Research Bhi Unke Liye Best Option Ho Sakta Hai.

Is Field Me Stating Salary Industry Aur Job Location Ke Hisab Se Alag-Alag Hai. Yaha Milne Wali Salary Is Baat Par Depend Karti Hai Ki Aap Kis Organization Se Jude Hai Aur Work Karne Ka Kitna Experience Hai. Halaki, India Me Ak Fresher Ke Taur Par Aap 15,000 Se 20,000 Rupye Tak Mahine Aasani Se Kama Sakte Hai. Agar Aapko Yahi Job Foreign Country Me Milti Hai To Aapki Salary Is Se Kai Guna Jyada Bhi Ho Sakti Hai. Experience Ke Sath Hi Is Field Me Salary Lagatar Badhti Hi Jaati Hai.

Friends Is Article Ke Jariye Hamne Baat Ki 12th Ke Baad Disaster Management Me Apna Career Kaise Banaye India Aur Out Countries Me Bhi, Agar Aap Bhi Is Field Me Apna Career Banana Chahte Ho To Hame Comment Me Jarur Bataye, Aur Article Aapko Pasand Aaya Ho To Ise Apne Dosto Ke Sath Social Media Pe Share And Like Jarur Kare, Aur 12th Ke Baad Career Ke Baare Me Aise Hi Update Pana Chahte Ho To Hamare Blog Ko Subscribe Jarur Kare. Thanks And Keep Visiting...

 Ye Bhi Padhe 

No comments:

Post a Comment