Top 10 Tech Skills By Which You Can Get Better Salary
Freelancers Ke Sath Employers Ko Jodne Wali Global Website Upwork Ne Kuchh Samay Pahle Teji Se Badh Rahi 20 Skills Ki Ak List Taiyaar Ki Jinki Online मांग Me Bada इजाफा Dekha Gaya.
Isme Sabse Upar Natural Language Processing Hai. Apple Ki Siri Aur Amazon Ke Echo Jaise Voice Activated Virtual Assistant Tools Natural Language Processing Ki Vajah Se Hi Taiyar Hui Hai.
Top 10 Of Tech Skill You Can Earn Huge Salary From Instagram
List Me Second Number Par Programming Language Swift Hai, Jiska Use Apple Device Ke App Banane Ke Liye Kiya Jaata Hai. India Sahit World Ke Kai Countries Me In Profiles Ke Logo Ki Demand Hai. India Me Hi 5 Se 20 Lakh Rupye Yearly Ke Package Inke Liye Mil Rahe Hai.
Top 10 Tech Skills Jinki जबरदस्त Hai Demand.
1. Swift
Yah Apple Ki Ak Programming Language Hai Jise IOS, MacOS, WatchOS and TVOS Ke App Banane Ke Liye Use Kiya Jaata Hai. 3.50 Lakh Se 8 Lakh Yearly Package Milta Hai.
2. Social Media Management
Yaha Aapko Kisi Brand, Product, व्यक्ति Ya Corporation Ki Social Media Progress Ko Apna Guidance Dena Hoga Ya Filtration Aur मेजरिंग Karni Hogi. 3 Se 6 Lakh Rupye Yearly Salary.
3. Amazon Marketplace Web Services
Yah Amazo Par Sellers Ko Listings, Order, Payment, Aur Reports Related Data Ko Exchange Karne Me Help Karti Hai. 4 Se 10 Lakh Yearly Salary.
4. Natural Language Processing.
Computer Science, Artificial Intelligence and Computational Linguistics Se Judi Is Field Ka संबंध Computers Me Human Languages Processing (मानवीय भाषाओं की प्रोसेसिंग ) Se Hai. 6 Se 20 Lakh Yearly Salary.
5. Instagram Marketing
Yah Platform Business Aur व्यक्तियों Ko Apne Products Aur Services Ki Marketing Ki बेहतरीन सेवाएं Available Karvata Hai. 4 Se 6 Lakh Yearly Salary Milti Hai. Ye Kaam Aap Freelance Bhi Kar Sakte Hai. Isme Aapko Assignment Ke Hisab Se 10 Se 200 Dollar Par Customer Bhi Mil Sakta Hai.
6. Unbounce
Landing Page Ko Professional Use Me Lane Se Pahle Unbounce Ke Sath Yuse Published Karke Test Kar Sakte Hai. Salary 6 Se 8 Lakh Yearly.
7. Angular JS
HTML Ko Apni Template Language Banane Aur HTML Syntax Ko Application Ke Elements Ko Samjane Ki Suvidha Deta Hai. Salary 4 Se 6 Lakh Yearly
8. ताबल्यू
Iska Use Dashboards, Reports, Data Discovery Aur Visualization Ke Liye Kiya Jaata Hai. Ye Data Analysis Ki Advance Technology Hai. Salary 5 Se 7 Lakh Yearly.
Iske माध्यम Se विभिन्न Web-Based Software Applications Banai Jaati Hai. US Sahit Kai Countries Me Is Language Ke Programmers Ki Bhari Demand Hai. Salary 8 Se 10 Lakh Yearly Tak.
- 13 Top Tech Skills In High Demand For 2018
- Instagram Se Paise Kaise Kamaye
- Sikhe Paise Kamane Ka Talent In 5 Movies Se
- Sabse Jyada Salary Dene Wali India Ki Top 10 Highest Paying Jobs
- Hindi Me Hai Expert To Aapke Liye Hai 7 Best Hindi Jobs
- Jyada Paisa Kamana Chahte Hai To Avoid Kare Ye 7 Baate
- World Ki Top 5 Brilliant Jobs (Work's) Kare Lakho Ki Kamai
- Top 5 Expert Tips Jo Karege Aapki Life Ke Sapne Sakar
- Cum Paise Me Kare Ye Top 5 Online Business Hogi 20 Se 30 Hajar income
No comments:
Post a Comment