महिलाओं के कानूनी अधिकार Women's Legal Rights
India Me Bhi Ab Live-In Relationship Par Khulkar Baat Hone Lagi Hai. Halaki Jo Log Live-In Me Rah Rahe Hai, Unhe Kuchh सावधानियों Ka Rakhna Bhi Jaruri Hai. Feature Me Kisi Bhi Tarah Ki Pareshani Se Bachne Ke Liye Apne Partner Ke Sath Agreement Kar Lena Chahiye.
Kaise Log Reh Sakte Hai Live-In Relationship Me Jaane - 10 Rights.
Mahila Ko Live-In Me Rahte Huye Bhi Kai Rights Milte Hai, Inki Pahle Se Jankari Honi Chahiye. Yadi Live-In Relationship Ke Bich Me Kabhi Aisi नोबत Aa Jayegi Ki Aapko Akela Rahna Pade, To Is Situation Ke Liye Bhi Pahle Se Taiyar Rahna Chahiye. Isi Tarah Kai Log Bina Divorce Ke Hi Live-In Me Aa Jaate Hai, Jab Ki Yah Puri Tarah Se illegal Hai. Yadi Koi पुरुष Aisa Karta Hai To Us Par IPC Ke Section 497 Ke Tahat Case Chal Sakta Hai.
|
शादीशुदा लोगों का किसी दूसरे के साथ लिव-इन रिलेशनशिप में रहना पूरी तरह गैरकानूनी है।
यह सामाजिक अपराध की श्रेणी में आता है। ऐसा करके महिला या पुरुष अपने जीवनसाथी को धोखा देते हैं।
ऐसे लोगों के खिलाफ क्रिमिनल केस दर्ज कर कड़ी कार्यवाई की जा सकती है।
सिर्फ कुंआरे, तलाकशुदा, विधवा या विधुर ही किसी के साथ लिव-इन रिलेशनशिप में रह सकते हैं।
Kisi Se Shadi Ke Baad Relation Banaya To Ye Live-in Relationship Nahi.
Live-in Relationship Ko Lekar Ab Bhi Bahut Sare Logo Me Kafi Confusion Hai. Kab Ki Supreme Court Ab Ise Valid Kar Chuka Hai. MP High Court Ke Advocate Sanjay Mehra Kahte Hai Ki Supreme Court Aur High Court Ke Alag-Alag केसों Me Aane Wale Directions Se Live-in Relationship Ko Lekar Kai Baate Clear Ho Rahi Hai.
Halaki, Abhi Tak Iska Koi Law Nahi Bana Hai. Feer Bhi Kuchh Baate Clear Ho Chuki Hai. Jo Live-in Me Rahte Huye Ak Couple Ko Milti Hai. Jaise Yadi Koi Vykti Shadi Ke Baad Bhi Kisi Dusri Mahila Se Relation Rakhta Hai To Ise Live-in Relationship Ki Category Me Nahi Rakha Jayega. Aaj Ham Live-in Se Jude Aise Law Bta Rahe Hai, Jinki Jankari Aapko Hona Chahiye.
लिव-इन रिलेशनशिप में रहना कोई अपराध नहीं है। भारतीय कानून के तहत लिव-इन-रिलेशनशिप वैद्य है।
लिव-इन रिलेशनशिप में रहते हुए अगर बच्चे का जन्म होता है। तो उसका माता-पिता की प्रॉपर्टी पर पूरा अधिकार होता है।
लिव-इन रिलेशनशिप में कपल कभी भी अलग हो सकते हैं। इसके लिए कोई कानूनी कार्यवाई करने की जरूरत नहीं होती।
लिव-इन रिलेशनशिप में रहने पर यदि पति की मौत हो जाती है तो महिला प्रॉपर्टी में हिस्सेदारी की मांग कर सकती है।
घरेलू हिंसा कानून लिव-इन रिलेशनशिप में भी लागू होता है। महिला गुजारा-भत्ता की मांग कर सकती है।
No comments:
Post a Comment