Internet Happy World: Career World

Hot

Showing posts with label Career World. Show all posts
Showing posts with label Career World. Show all posts

March 23, 2019

Hacking Ko Apna Career Kaise Banaye, Top 5 Legally Website Se Free Me.

March 23, 2019 5

Use Kare Top 5 Website Aur Free Me Sikhe Hacking

white hat hacker kaise bane

Use Kare Top 5 Website Aur Free Me Sikhe Hacking

Hacking Ka Jaise Hi Naam Aata Hai Vaise Hi Dimag Me Sabse Pahle Kisi Crime Ke Baare Me Baat Aati Hai, Lekin Hacking Ka Use Sirf Crime Me Hi Nahi, Achhe Kaamo Me Bhi Kiya Jaa Sakta Hai. Hacking Skills Ka Bahut Bada Market Hai Lekin Ye Hamesha Kharab Kaamo Me Hi Nahi Kaam Aata Is Se Kuchh Musibat Ke Samay Par Bhi Help Lee Jaa Sakti Hai. Aisi Bahut Sari IT Companies Hoti Hai Jinhe Kai Baar Kisi Tarah Ke Technical Problem Solve Karne Ke Liye Ya Higher Level Ke Application Aur Software Banane Ke Liye Hacking Ki Jarurat Padti Hai Aur Iske Liye Vo Professional Hackers Ko ढूंढते Hai.

Hacking Ak Achha Skills Hai Aur Iski Bahut Hi Demand Hoti Hai, Best Hackers  Ko Companies Achhi Salary Bhi Deti Hai. Agar Aap Bhi Sikhna Chahte Hai Hacking Kaise Ki Jaati Hai, To Me Aapke Liye Kuchh Top 5 Website Ke Baare Me Batane Jaa Raha Hu, Jaha Se Aap Legally Hacking Sikh Sakte Hai. Aap Isme Apna Career Bhi Bana Sakte Hai, In Sites Par Hacking Se Related Har Information Mil Jaati Hai, Aage Jante Hai Kon Si Hai Ye Website...

Hacking Ko Apna Career Kaise Banaye, Free Me Hacking Kaise Sikhe

Aap Abhi Ye Post Padh Rahe Hai To Iska Matalab Hai Ki Aapko Bhi Hacking Me Interest Hai. Ya Feer Aap Ethical hacking Me Thoda Bahut Interest Rakhte Ho. Aur Aapke Paas Itana Amount Nahi Hai Jis Se Aap Paid Process Kharid Paye, Ya Youtube Par Jo Paid Process Bechte Hai Unhe Kharid Paaye. To Aaj Me Aapke Liye Top 5 Website Ke Baare Me Batane Wala Hu Jo Free To Use While Hat Ethical Hacking Sikhati Hai. Jaha Par Aap Achhi Khasi Hacking  Sikh Ke Apni Skills Ko Bade Level Par Le Jaa Sakte Ho, Is Website Par Jo Log Hote Hai Aur Article Padhte Hai Aur Vaha Par Aapko Jo मटिरियल Milta Hai Jis Se Aap Apni Skills Ko Aur Bhi Jyada Best Bana Sakte Ho.

Dusri Khas Baat Aapko Kehna Chahuga Ki Is Article Share Karne Ka Mera Maksad Sirf Aur Sirf Education Purpose Ke Liye Hai, Me Yaha Par Aapko Kisi Bhi Galat Chij Me Aapko Support Nahi Karta Hu. Aur Me Aapko Advice Bhi Duga Ki Aap Bhi In Sab Chijo Ka Use Sirf Aur Sirf Education Ko Badhane Ke Liye Kare Ya Feer Kisi Ki Help Ke Liye Kare Ya Cyber Security Ke Liye Kare, Kabhi Bhi Aap Iska Galat Istemaal Na Kare. Aur Na Hi Me Koi Hacker Hu Aur Nahi Muje Koi Certificate Mili Hai, But Maine Hacking Ki Bahut Sari Website Par 2 Years Pahle Research Ki Thi, Aur In Sites Se Maine Kafi Kuchh Sikha Hai. Aur Aaj Bhi Vo Sabhi Website Chalati Hai. Aur Ye Sites Bahut Hi Achha Kaam Kar Rahi Hai. Jaha Se Aapki Bahut Si Help Hogi.

Hacking Kaise Ki Jaati Hai, Free Me Sikhe Legally Websites Se.

Friends, in Sabhi Website Ki Link Me Apne Article Me Nahi Add Kar Sakta Kyu Ki Google Ki Policy Ke Khilaf Hai Isliye Maine Sirf Link Ko Bina Live Kiye Add Kiya Hai Jaha Se Aapko Copy Karke Google Pe Search Karna Hoga. To Dosto Ab Chalte Hai Hacking Ke Baare Me Sikhane Wali Website Ke Baare Me Janne Ke Liye.

5. Hackaday.Com
ethical hacking kaise sikhe
https://hackaday.com/
Hacking Ke Baare Me Sikhane Wali Websites Me Se 5 Number Pe Aati Hai Hackaday. Basically Ye Ak Aisi Website Hai Jaha Se Aapko Ethical Hacking Ke Baare Me Bahut Sara Content Mil Jayega, Bahut Sari Jankari Mil Jaayegi. But Yaha Par Aapko Hardware Ke Upar Bahut Sari Information Milegi. Jaise Ke Hardware Hote Hai Vo Kaise Kaam Karte Hai. Jiska Kahi Na Kahi तालुकात Hota Hai Vo Hacking Ke Sath Hi Hota Hai. Aur Yaha Par Kuchh Store Bhi Hai Lekin Agar Aap Is Website Ke About Section Me Jayege To Tab Yaha Par Aap Pavoge Ki Is Website Par Aapko Kya Kya Dekhne Ko Milega Yani Ki Aapko Kon Si Chije Sikh Sakte Hai Is Website Se. Aur Yaha Par Aapko Website Ka Pura Staff Dikhaya Jayega, Jo Article Share Karte Hai Vo Jyadatar Certified Hai, Yani Ki Vo Certified Hacker Hai. Jisko Ham Real Me Hacker Kahte Hai. To Ye Bahut Hi Achhi Website Hai To Agar Aap Ethical Hacking Sikhana Chahte Ho To Sikh Sakte Ho. Khas Karke Yaha Par Aapko Hardware Ke Upar Bahut Sari Information Dekhne Ko Milegi.

3. HackThisSite.Org
cyber security tips
https://www.hackthissite.org/
Tisre Number Par Aati Hai Site Uska Naam Hai Hack This Site. Halaki Ye Website Ak Tarah Ke Form Hi Hai, But Me Aaj Tak Samaj Nahi Paya Hu Ki Ye Form Hai. Lekin Kahi Na Kahi Ye Jo Website Hai Vaha Se Aapko Hacking Ka Sabse Best Stuff Mil Jayega Hacking Skills Ko Develop Karne Ke Liye. Yaha Par Saaf Likha Hai Ki Hack This Site is A Free Yani Ni Bilkul Ye Site Free Hai. Aur Safe And Legal Training Yani Ki Aap Legally Base Se Apne Aap Ko Train Kar Sakte Ho. Aur Aapko Yaha Par Bahut Sara Material Mil Jaayega Hacking Se Related, Khaskar Yaha Par Bhi Agar Aapko Programming Ko Lekar Aapke Dimag Me Jo Bhi Question Hoge Jiska Kahi Na Kahi Talukat Hacking Se Lekar Hai To Aapko Is Website Se Mil Jayega. Aapko Yaha Par Sabse Pahle Register Karna Padega, Again Ye Website Hai Vo Bhi Bilkul Free Hai. 

2. Hack In The Box
white cyber security hacker
https://www.hitb.org/
Dusre Number Par Aati Hai Hai Site Jiska Naam Hai Hackinthebox. Iska Short Name Hai HITB. Basically Ye Jo Website Hai Kuchh Time ke Liye Band Rahi Thi, Usko Dubaara Se Rewrite kiya Gaya Hai. Yaha Par Aapko More info Par Click Karna Hai Jis Se Aap Portal Pe Chale Jaoge. Basically Ye Wordpress Platform Par Site Bani Hai. Lekin Ye Wordpress Platform Par Aapko Vo Information Mil Jayegi Jo Maine Agli Site Batai Vaha Par Nhi Milegi. Ye Website Hai Uska Fayda Yahi Hai Ki Aapko Yaha Par News Bhi Milti Rahegi Aap Har Samay Updated Rahoge, Uske Sath Aapko Yaha Par Har Ak Chij Ke Upar Tutorial Mil Jayega, Jaise Ki Programming, Scitech, Security, Apple, Internet, Law, Linux Ke Upar, Yani Ki Fully Useful Aur Kafi Badiya Website Hai. Khas Kar Aapko Is Website Ka Fayda Yah Hota Hai Ki Aap Har Samay Updated Rahte Hai. Matalab Ki Kya Chal Raha Hai Hamari Hacking Community Me. Usi Ke Sath Aapko Yah Par 1000+ Tutorial Mil Jayege, Jis Se Kahi Na Kahi Aap Apni Hacking Skills Ko Aur Achhe Se Develop Kar Payege.

1. Hacking Tutorial Tips & Tricks
top 5 legally free website learn hacking
https://www.hacking-tutorial.com
Aapko Sabse Pahle Bata Du Ki Ye Website Pahle Number Par Kyu Hai? To Aapko Bata Du Ki Ye Website Aapko Upar Bataye Gaye Sabhi Websites Me Se Best Portal Hai Hacking Sikhne Ke Liye, Aur Vo Bhi Bilkul Free Me. Aur Is Site Ki Khas Baat Kare To Aapko Bata Du Ki Kisi Bhi Website Ko Hack Karne Ke Liye Sabse Pahle Unki कमिया Dekhi Jaati Hai, I Min Ki Un Website Ki Weakness Dekhi Jaati Hai. Site Hack Karne Ke Kuchh Raste Hote Hai, Kuchh Weak Point Hote Hai, Un Par Hacker Attack Karte Hai. Tab Aap Aasani Se Us Site Ke Undar Chale Jaate Ho I Min Ki Aap Un Website Ke Admin Penal Me Jaa Sakte Ho. To Ye Ak Aisi Website Hai Jo Khas Karke Software Jo Hote Hai Unki Weakness Hoti Hai Unko Kaise Find Karna Hai Uska Step-By-Step Tutorial Yaha Par Aapko Mil Jayega.

Hacking Skills Ko Develop Kaise Kare.

Aur Is Website Ki Dusri खासियत Ye Hai Ki Download Page, Jaha Par Aapko Vo Sabhi Tools Mil Jayege Bilkul Free Me Jo Ki Hacking Me Kahi Na Kahi Use Hote Hai. Yaha Par Aapko Hacking Ke Upar Bahut Sare Tutorial Mil Jayenge. Hacking Ke Upar Bahut Sari Knowledge Mil Jayegi Jaise Ki Phone Hacking News Etc. Aur Kuchh Hacking Tips And Tricks Mil Jayegi Jo Bahut Hi Badiya Hai. Aur Aapko Yaha Par Achhi English Ki Jarurat Nahi Padegi, Kyu Ki Yaha Par Jo English Likhte Hai Matalab Ki Post, Article Write Karte Hai Vo Easy To Understand Hoti Hai. Matalab Ki Padhne Me Bahut Aasan Hoti Hai. Yani Ki Aap Aasani Se Aap Ise Samaj Payenge. Aur Sabse Badi Baat Yah Hai Ki Yaha Par Aapko eBooks Mil Jayegi Free Me Jaha Se Pdf File Download Kar Sakte Hai, Kisi Bhi Tutorial Ka, Kisi Bhi Tips Tricks Ka. Jis Se Aapko Jyada Problem Nahi Hogi Jis Se Aap Kabhi Bhi Dekh Sakte Hai.

To Dosto Ye Thi Vo 5 Website Jiska Use Karke Aap Ethical Hacking Me Apni Skills Ko Develop Kar Payege, Hacking Aasani Se Sikh Payege. Again Aapko Feer Se Kahna Chahuga Ki Agar Aap Hacking Sikhte Ho To Kabhi Kisi Ka Bura Mat Karna, Kisi Ka Bhala Hi Karna Matalab Ki Achhe Kaamo Ke Liye Hacking Ka Use Karna. Matalab Ki While Hat Hacker Banna, White Hat Ethical Hacker Bane.

Dosto Agar Mera Ye Article Aapko Pasand Aaya Ho Ya Help Mili Ho To Apne Dosto Ke Sath Social Media Pe Share Jarur Karna And Koi Bhi Sawal Ho Aapke Dimag Me To Comment Me Bataye, Thanks And Keep Visiting...

YOU MAY ALSO LIKE:
Read More

Jyada Paisa Kamana Chahte Hai To Avoid Kare Ye 7 Baate

March 23, 2019 0
अमीर Banne Ki Chahat Har Kisi Ki Hoti Hai. Har Koi Chahta Hai Ki Uske Paas ढेर Saare Paise Ho. Aur Vo Unhe Aapni मर्जी Se Kharch Kar Sake. Lekin Aksar Kai Chije Is Chahat Ke आड़े Aa Jaati Hai. Kai Baar जिम्‍मेदारियों Ke बोझ तले दबे इन्सान Jokhim Lene Se Darte Hai. Lekin Vo Sab To Hamari मज्बुरिया Hai, But Kai Baar Ham Anjane Me Aisi Kai Galatiya Karte Hai Jo Hamari अमीरी Ki Raah Me रोड़ा Ban Jaati Hai. Hame Pata Bhi Nahi Chalta Ki Hamari Kuchh Galat आदतें Hi Hame Ameer Ban Ne Se Rok Rahi Hai. Inc.Com Ki Ak Report Me Aisi Hi 7 Wrong Habits Ka जिक्र Kiya Gaya Hai, Jo Aapko Amir Ban Ne Se Rok Rahi Hai. Ya To Aapki अमीरी Me Rukavat Peda Karti Hai, To Chale Ham Baat Karte Hai Aisi Konsi 7 आद्ते Ham Me Hai Jo Hame Aage Jaane Se Rok Rahi Hai.

अमीर Banna Chahte Hai To Avoid Kare Ye 7 Habits

How To Make More Money

1. मोल-तोल Na Kar Pana: 

Akasar Log Mol-Tol Karne Me कच्‍चे Hote Hai. Ab Salary Ko Hi Le Lijiye. Kai Log Aapni Salary Ko Lekar Mol-Tol Nahi Kar Paate Hai. Jyadatar Fist Job Me Aisa Hota Hai. Pahali Job Ke Samay Log Salary Ko Lekar Bahut Jyada बहस Karne Se Bachte Hai Aur Jo Bhi Salary Offer Ki Jaati Hai, Us Par Raaji Ho Jaate Hai. Kai Log To Dusri Ya Tisri Job Ke Vakht Bhi Aisa Hi Karte Hai. Yani Vo Hamesha Jo Salary Milti Hai, Yusi Par Naukari Ke Liye Raaji Ho Jaate Hai. Yah आदत Aapke Aage Bathne Me Badi Rukavat Hai. Agar Aapko Aapni Skills Aur Experience Par Full Confidence Hai Aur Aap Jante Hai Ki Mil Rahi Salary Aapke Talent Ke Mutabik Nahi Hai To Aapko Jyada Salary Ki माँग Karni Hi Chahiye. Aur Sirf Salary Hi Nahi Aapko अन्य Jaha Kahi Bhi संभव Ho Vaha Mol-Tol Karna Aana Hi Chahiye.


2. Apne Aap Par Invest Na Kar Pana: 

Aap Stocks, Real Estate Ya अन्य Chijo Me To Investment Karte Hi Hai Lekin Sabse Best Investment Khud Par Invest Karna Hota Hai. Khud Par Investment Ka Matalab Hai Ki Apne Aap Ko Aur Bhi Bahetar Banana. Iske Liye Aapko Aur Jyada ज्ञान, Aur Jyada Skills Hasil Karne Hoge And Apne Experience Me इजाफा Karna Hoga. Jab Aapke अंदर Ye Sare गुण Hoge To Aap Apne Employer Ke Liye Aur Jyada Valuable Ho Jayege. Skills Increase Hone Se Aapka Khud Ke ऊपर विश्वास Bathega, Jis Se Aapko मुश्किल फ़ैसला Lene Me Help Milegi.


3. Ak Hi Source of Income Par Dependent Rahna: 

Ham Me Se Kai Log Keval Naukari Par Hi Dependent Rahte Hai. Aisa Karna Galat Nahi Hai. Lekin Agar Aap Aur Jyada Paisa Kamane Ki Chah Rahte Hai To Aapko Ak Hi Source Of Income Par निर्भर Na Rahkar Multiple Sources Ko Khojna Hoga. Iski Vajah Hai Ki Koi Nahi Janta Ki Kab Aapka Business ठप Pad Jaaye Ya Aapki Naukari Chali Jaaye. Aise Me Aapke Paas Backup Strategy Hona Bahut Jaruri Hai. Example Ke Liye Koi Side Business, Koi Rental Property Ya Feer Aisa Koi Bhi Source, Jo बुरे वख्त Ke Liye To Yah Extra Income Dega Hi.


4. Kuchh Extra Na Karna: 

Aisa Dekha Gaya Hai Ki Career Ki SharuAat Me To Logo Me Kafi उत्‍साह Aur Motivation Hota Hai. Log Apni Salary, Apni Position Etc Ko Lekar आवाज़ Uthate Hai. Lekin Kuchh सालो  Baad Yah उत्साह, Yah Energy Kahi Kho Jaati Hai. Log Jo Hai, Jaisa Chal Raha Hai, युसी Ke Aadi Ban Jaate Hai. Vo Na Hi Kuchh Naya Karna Ya Naya Sikhna Chahte Hai Aur Na Hi Apne Kaam Ko Lekar Bahut उत्साहित Hote Hai. Yaha Tak Ki Vo Apni Salary Ko Lekar Bhi Koi माँग Nahi Karte. Ye Chij Aapki अमीरी Me Ak Badi Rukavat Paida Karti Hai. Halat Ke Sath सम्जोता Na Karke Un Halat Ko Badlane Ki Soch Aur Kuchh Naya Shikhne Aur Vo Sab Karne Ki ललक Hi Aapko अमीर Banne Ki Aur Le Jaati Hai.


5. लक्ष्‍य Hasil Hone Ke Baad Ruk Jaana: 

Life Me Ak लक्ष्‍य Hona Jaruri Hai Aur Yuse Pane Ke Liye Koshish Karte Rahna Bhi Itna Hi Jaruri Hai. Aksar Log Apne लक्ष्‍य Ko Hasil Karne Ke Baad Yah Soch-kar Aage Bathne Se Ruk Jaate Hai Ki Ab To लक्ष्‍य Hasil Ho Gaya Hai. Ab Kya Karna, Ya Ab Kya Karne Ki Jarurat Hai. But Ye Soch Bhi Galat Hai, Kyu Ki Ye Soch Hi Hame तरक्की Karne Se Rokti Hai. Agar Aapko Life Me Lagatar तरक्की Karte Rahna Hai To Aapko Apne लक्ष्‍यों Par Hi Na Ruk-Kar Unse Bhi Aage Jaane Ki Koshish Karni Hogi.


6. Had Se Jyada वफादारी भी अछी नही. 

Kai Baar Aisa Hota Hai Ki Ham Kisi Ak Organization Ke Liye Had Se Jyada वफादार Ho Jaate Hai Aur Vahi Par Kaam Karte Rahna Chahte Hai. Us वफादारी Ke Chalte Ham Kisi Aur Jagah Move Karne Ke Baare Me Sochna Ya To Band Kar Dete Hai Ya Feer मौका Milne Par Bhi नज़र अंदाज़ Kar Dete Hai. Hame Pata Hota Hai Ki Ab Yah Naukari Hame Kuchh Nahi De Payegi Lekin Uske बावजूद Bhi Ham Apne Employer Ke Parti Vafadari Se बँधे Rahte Hai. Halaki Vafadar Hona Buri Baat Nahi Hai But Agar Ye वफादारी Aapke लक्ष्‍यों Ko Hasil Karne Me रोड़ा Banne Lage To Aapko Is Baare Me Sochna Hoga.


7. Apne Paiso Ka Kuchh Na Karna: 

Kai Lo Apni Serving Ko You Hi Bank Me Hi Pada Rahne Dete Hai. Vo Yuse Kahi Bhi Invest Karne Ka Jokhim Nahi Lena Chahte. Bahetar Hoga Ki Aap Apni Finance (पूंजी) Ko You Hi Bank Me Na छोड़कर Yuse Apne Kaam Me Laaye. Kaam Me Laane Se Matlab Hai Ki Un Paiso Se Profit Kamane Ki Koshish Kare.. Iske Liye Aap Un Paise Ko Stocks, Bonds Ya Mutual Funds etc. Me Invest Kar Sakte Hai Aur Yuse Extra Income Ka Jariya Bana Sakte Hai. Iske Alava Bhi Option Hai Aap In Paiso Ko Khud Ki बेहतरी Ke Liye Bhi Istemal Kar Sakte Hai, Jaise Education Par Ya Feer Skills Me इजाफा Karne Par.

 CONCLUSION:
Friends, Hamne Is Article Ke Jariye How To Make Money Fast, How To Earn Extra Money, Ways To Make Money, How To Make More Money Pe Baat Ki, Is Article ko Aapke Sath Share Karne Ka Mera उदेश Yahi Hai Ki Agar Aapke अंदर Bhi Jyada Paise Kamane Ki Chah Hai Ya अमीर Banna Chahte Hai, But Aage Jaane Me निराशा Hath Lagti Hai To Jarur Aapke अंदर Bhi Ye 7 Me Se Koi आदत Hogi, Isliye Aage Bathte Rahiye, लक्ष्य Pura Hone Par Bhi Pise Mud Ke Na Dekhe.

Kyu Ki जिंदगी Kabhi Rukti Nahi, Aur Nahi Samay Hamare Liye Rukne Wala Hai, Is Article Ka Short Me सारांश..
1.Aapko Apne Talent Ke Hisab Se Paisa Milna Chahiye, Agar Aapko Pura Confidence Hai Ki Aap Jo Kaam Kar Rahe Hai Us Kaam Me Aapki Talent Ke Hisab Se Salary Cum Mil Rahi Hai To Aapko Ak Baar Is Baare Me Jarur Sochna Chahiye.
2. Aap Apne Paiso Ka Kahi Bhi Invest Kare, But Sabse Best Investment Khud Par Invest Karna Hota Hai.
3. Aapke Paas Backup Strategy Hona Bahut Jaruri Hai. Kyu Ki Bure वख्त Me Extra Income Ka Jariya Ban Sake.
4. Halat Ke Sath सम्जोता Na Karke Un Halat Ko बदलने Ki Soch Aur Kuchh Naya Shikhne Ka होसला, Vo Sab Karne Ki ललक Hi Aapko अमीर Banne Ki Aur Le Jaati Hai.
5. Agar Aapko Life Me Lagatar तरक्की Karte Rahna Hai To Aapko Apne लक्ष्‍यों Par Hi Na Ruk-Kar Unse Bhi Aage Jaane Ki Koshish Karni Hogi.
6. वफादार Hona Bhi Buri Baat Nahi Hai But Agar Ye वफादारी Aapke लक्ष्‍यों Ko Hasil Karne Me रोड़ा Banne Lage To Aapko Is Baare Me Sochna Chahiye.
7. Aap Apni पूंजी Ko You Hi Bank Me Na छोड़कर Yuse Apne Kaam Me Laaye. Yani Ki Un Paiso Se Profit Kamane Ki Koshish Kare..
Friends Aapko Ye Article Kaisa Laga, Iske Baare Me Comment Me Apni Raay Jarur Likhi, And Aapko Pasand Aaya Ho To Is Post Ko Social Media Par Share Jarur Kare, Aur Aisa Hi Internet World Ki Har New Update Pana Chahte Ho To Hame Subscribe Kare, Thanks And Keep Visiting.................
Read More