Job Interview Me Fail Hone Ke 4 Most Reason
Ak Job Survey Ke Mutabik Career Ke Stating Interviews Me 70% Candidate Reject Ho Jaate Hai. Inme Se 60% Ne Iska Reason NonVerbal Skills Ki Kami Ko Maana Hai To 33% Ko Interview Ki Preparation Me Kami Iska Main Reason Bataya.
- >चेहरे Par घबराहट Dikhna,
- >बोलने Me अटकना,
- >Aankho Ka Stable Na Hona,
- >Interview Lene Wale Ke प्रà¤ाव Me Aa Jaana,
- >Kai Baar जल्दबाजी Me Sawal Ko Bina Samaje Hi Answer De Dena,
Dress-up Ki Mistake Jaisi Kai Baate Hai Jo Aapko Interview Me Reject Karva Sakti Hai. Agar Pahle Interview Me Aapke Sath Aisa Kuchh Ho To Us Se Pareshan Na Ho, Apni Galatiyo Ki Listing Kare Aur Unke Solution Par Focus Kare. Aapko Agale Interview Me Success Milane Ka Chance Badh Jayega.
Feedback Le:
Interview Hone Ke Baad Hiring Manager Ko धन्यवाद Dene Aur Feedback Lene Ke Liye Email Kare. Feedback Se Aap Jaan Payege Ki Unhe Kin Qualities Ki Talash Thi Jin Par Aap खरे Nahi Utar Paaye. Is Se Aap Apni कमियो Me Sudhar Karke Sahi Skills Ka Vikas Kar Payege.
Result Ke आंकड़ों Par नज़र:
Interview Dene Ke Baad Result Ke Numbers Par Najar Jarur Daale. Is Se Aap JaanP ayege Ki Kitne Candidates Ko Pichhe छोड़-कर Aap Face-To-Face Interview Ke Liye Select Huye. Is Se Aapko Apni Position Ka अंदाज़ा Hoga Aur Yah Bhi Jaan Payege Ki Abhi Aapko Kitani Aur Mahenat Ki Jarurat Hai.
बदलाव Laaye:
Interview Se लौट Ne Ke Baad Sabhi Sawalo Ki Ak List Banaye Aur Un Par Diye Apne Jawabo Ko Bhi Likhe. Inka आकलन Kare Ki Kis Sawal Par Aap Aur Bhi Best Performance Kar Sakte The. Aise Me Agar Aapki Taiyari Me Kami Thi To Vah Bhi Aapko Pata Chal Jayegi. Chahe To Kisi Expert Ki Help Bhi Le Sakte Hai.
Apni Strength Ko Pahchane.
Rejection Se Depress Hone Ke Bajay Un Teen Achievements (उपलब्धियों) Aur Best Skills Ki List Banaye Jab Aapne Best Performance Kiya Ho. Ye Aapko Motivation Se Bhar Degi, Sath Hi Aage Ki Strategy Banane Ke Liye प्रेरित Karti Rahegi. Agle Interview Me Inka Mention Karna Bhi Aapko Safalata Ke Karib Le Jayega.
To Dosto Ye Thi Vo 4 Mistake Jo Aapko Interviews Me Fail Hone Me Help Karti Hai, Aur Uske Reason Ke Baare Me Bhi Bataya Jo Candidate Ko Reject Kara Sakti Hai. Umid Karta Hu Ki Interview Ki Is Tips Aapko Kafi Useful Rahegi, And Aur Bhi Koi Reason Ho Jo Interview Me Fail Hone Ka To Hame Comment Me Bataye. Aise Hi Update Pane Ke Liye Hame Subscribe Kare, Thanks And Keep Visiting..
➧YOU MAY ALSO LIKE:
➧YOU MAY ALSO LIKE:
- Hotel Management Se Tourism Tak, Kare Ye Vocational Course
- Cum Samay Me Jyada Paise Kamana Chahte Hai To Try Kare Ye 5 Website
- Online Virtual Assistants Banke Har Ghante Kare 4000 Kamai 4 Website Se
- World Ki Top 5 Brilliant Jobs Work's, Kare Lakho Ki Kamai Ghar Baithe
- 12th Ke Baad Ki 5 Expert Career Tips, Aur Jaldi Kamane Ke 5 Best Jobs
- Karna Chahte Hai Part-Time-Job To Bane Yoga Instructor, Jobs Best Option
- 12th Ke Baad Disaster Management Me Apna Career Kaise Banaye
- Content Writer Me Career Kaise Banaye, Jobs Ki Hai Bhari Demand
- Study Ke Sath Good Job Karne Ke 5 Best Tarike
- 12th Me Cum Marks Walo Ke Liye Yaha Par Hai Career Ke Kai मौके
- 10th Ke Baad Job Ki Guarantee Chahiye To Kare Ye 5 Diploma Courses
- Facebook, Google Ke Interview Me Puse Gaye 10 Tricky Question
No comments:
Post a Comment