12th Me Cum Marks Walo Ke Liye Yaha Par Hai Career Ke Kai मौके. - Internet Happy World

Hot

March 28, 2019

12th Me Cum Marks Walo Ke Liye Yaha Par Hai Career Ke Kai मौके.

Aise Kai Students Hote Hai Jo IIT Me Pass Nahi Hote Paate Hai. 12th Me Bhi 50-60% Se Jyada Marks Nahi La Paate Hai. Lekin Iska Matalab Yah To Nahi Hai Ki 50% Wale Engineer Nahi Ban Sakte. Engineer Ban Ne Ke Liye Numbers Nahi, Skills Kaam Aati Hai Aur Yahi Skills Paida Karti Hai LPU Jo Indian Education Sector Me Badi Teji Se उभरा Hai Aur Iski मान्यता Kisi Bhi Tarah Se IIT Degree Se Cum Nahi Hai. Is Article Me Ham Baat Karne Jaa Rahe Hai LPU Engineering Ke Alava Baki Courses Ke Liye Bhi Best Choice Kyo Hai?

Cum Marks Wale Students Engineer Kaise Bane.

career-guidance-in-hindi-low-marks-students
Kaisa Hai LPU Me Placement Aur Vaha Ka Infrastructure, Sath Hi Qualities.
LPU Ka Placement:
LPU Ki Sabse Badi Taakaat Hai Unka Placements. LPU Ne Last 3 Years Se North India Me Sabse Adhik Placements Ka Record स्थापित Kiya Hai. Google, Amazon Jaisi Sabhi Badi Companies Me LPU Ke Students उच्च पदवियों Par Kaam Kar Rahe Hai. Akele Cognizant Jaisi Company, Ne Hi LPU Se 1900 Students Ko Niyukt Kiya. World Ke Har Kone Me LPU Ke Student Achhi-Acchhi Companies Me Appointed Hai. Top Companies Jaise Ki Amazon, Hindustan Lever, CapGemini, HP Jaisi 80 Aur Companies Hai Jo IIT Se Recruit Karne Ke Sath-Sath LPU Se Bhi Recruit Karti Hai.


LPU Ka Infrastructure:
600 एकड़ Se Adhik Me Faila Huya LPU Ka Campus Ak Cities Se Cum Nahi Hai. Jaha Ak Taraf LPU Me Modern Lab. India Ka Sabse Largest Auditorium Aur Library Hai, Vahi Dusri Aur Campus Me Hi Shopping Mall, Hospital, Post Office Aur Yaha Tak Ki University Ka Ak Apna Hotel Bhi Hai. Yaha Ka Hospital Students Ke Health Ki Dekhbhal Ke Liye 24 Ghante Khula Rahta Hai Aur Hospital Ke परिसर Me Hi Pharmacy Kendra Bhi Hai.

LPU Ka Research and Development:
LPU Me Research Aur Development Ki Aur Bahut Adhik Dhyan Diya Jaata Hai Aur Past Years Me Students Ne Research Ke Field Me Kai Sari उपलब्धियां Prapt Ki Hai. Is संदर्भ Me Campus Me Hi Alag Se Research And Development Ke Liye बहुमंजिला Block Fixed Hai Jaha Student Apni Specific Research Ko Positive Roop Dete Hai. Isi संदर्भ Me Campus Me Hi Largest Project Studio Bhi Hai Jaha Student Apne Projects Ko Dusre Students Ke Sath Share Bhi Karte Hai.

LPU Best Faculty:
LPU Me 3600 Se Adhik Faculty Members Dvara Padhane Ka Tarika Sabse Best Hai. Aur Dusri Sabse Achhi Baat Ye Hai Ki LPU Ak Aisi University Hai, Jha Jyadatar Teacher देश-विदेश Ke Higher Institutions Se Select Kiye Gaye Hai. Bahut Se Faculty Member IIT, NIT Aur Famous International University Jaise Ki Howard, Stanford Se Bhi Hai. LPU Ne Study Ke Liye Keval Kitabe Hi Nahi Balki Is Baat Ka Bhi Khas Dhyan Rakha Jaata Hai Ki Student Experiential Learning Se स्वयं Sikhe.

Yaha Par Mechanical Engineering Department Ke Student Khud Car Banate Hai. Computer Science Department Me Students Ke Liye Course Ke Related Mobile App Banana Anivarya Hai. Fashion Technology Ke Student National And International Level Ke Fashion Show Tak Bhi Organised Karte Hai. Real Me Yaha Par Har Field Ke Student Ko Study Uske Program Ke Anurup Hi Practical Tarike Se Karvai Jaati Hai.


Diversity (variation)
LPU Campus Me 70 Se Jyada Countries Se Aakar Student विभिन्न संस्कृतियों, भाषाओं, पहनाओ, परंपराओं Aur रीति-रिवाजों Ke मध्य Ak Dusre Se Mil-Jul Kar Aur Bahut Kuchh Other Knowledgeable and Practical Baate Sikhte Hai.

⏩Overall Personality Development
Yaha Students Ki Overall Personality Development Par Pura Dhyan Diya Jaata Hai. LPU Students Ko Yah Sikhata Hai Ki Aaj Ke Yug Me Sirf Padhai Hi Sab Kuchh Nahi Lekin Yah Hai Ki Aap Sabke Samne Aapko Kaise Presented Karte Hai, Aur Yah Baat Aaj Ke Samay Me Bahut Importance Rakhti Hai. Isliye LPU Me English Par Pahle Deen Se Hi Jor Daala Jaata Hai. 

Yaha Par 150 Se Bhi Adhik Societies Hai Jinhe Student Apne Talent Anusar Join Kar Sakta Hai Jaise Ki Dance, Music Theater, Literary, Poems, Robotics, Yoga and Cricket, Basketball etc. Bahut Si Sports Activities Me Se Pasand Kar Sakta Hai. Overall Personality Development Ke Itane Sare Mauka Dilane Wali LPU India Ki Only Ak Hi Aisi University Hai Jisne In Societies Ke Madhyam Se Association of Indian Universities Ke National Cultural Festival Me Gold-Cup Jeeta Hai.

➧Scholarship:
Meritorious Students Ko Ak Best University Me Study Karne Ka Mauka Mil Sake Aur Ve आर्थिक कारण Se Pise Na Rah Jaaye, Isliye Yaha Par Admission Ke Samay Ak Scholarship Test 'LPU Nast Test' Bhi Liya Jaata Hai Jisme प्राप्त अंकों  Ke Aadhar Par Scholarship Di Jaati Hai Jo Ki 7.50 Lakh Rupye Tak Ak Eligible Students Ke Liye Available Hai.

YOU MAY ALSO LIKE:

No comments:

Post a Comment