Rail Exam Ki Preparation Ke Liye GK Ko Increase Kaise Kare 4 Tips - Internet Happy World

Hot

March 23, 2019

Rail Exam Ki Preparation Ke Liye GK Ko Increase Kaise Kare 4 Tips

Rail Exam Ke Liye Kaise Badhaye General Knowledge, Amazing 4 Tips
Railway Me Sabse Badi Exam Hone Jaa Rahi Hai, 90,000 Se Bhi Jyada Post Par Recruitment Ki Jayegi Jinke Liye India Se Karib 275 Crore Candidates Ne Apply Kiya Hai. Ye Exam Pure Desh Me Hindi Aur English Samet 15 Languages Me Hogi. Railway Ki Yah Exam May Month Ki Last Week Me Hone Ki Umid Hai Jiske Liye Candidates Ne Preparation Sharu Kar Di Hai.

General Knowledge Increase Karne Ki 4 Easy Tips.
How To Increase General Knowledge-Rail Exam 2018

General Knowledge Is Very Important:
Is Exam Me Group-D Aur Group-C Do-No Ke Liye Alag-Alag Paper Hoge, But Dono Hi Exam Me General Knowledge Aur Current Affairs Se Related Question Bhi Kafi संखा Me Aayenge. Railway Ke Syllabus Ke Anusar Lag-bhag 25% Question General Knowledge Aur Current Affairs Se Related Hoge, Isliye Usko Neglect Nahi Kar Sakte. Yaha Par Ham Aapko Bata Rahe Hai General Knowledge Bathane Ki 4 Amazing Tips.

🔀Rail Exam 2018 How To Increase General Knowledge

1. General Knowledge Ki Books Padhe:
General Knowledge Badhane Ke Liye Yah Basic Jarurat Hai. Railway Ki Exam Se Related Aisi Bahut Sari Books Market Me Aur Online Available Hai Jinke Jariye Aapko Na Keval GK Ke Level Ke Baare Me Pata Chal Sakega, Balki Apne General Knowledge Ko Bhi Improve Kar Sakege.

2. Cum Se Cum 2 News Paper Padhe Hi:
Railway Ki Is Exam Samet Lagbhag Sabhi Competitive Exam Me Current Affairs Se Related Bhi Kafi Sawal Hote Hai. Current Affairs Yani Ki Mojuda Samay Me Kya घटित Ho Raha Hai, Ya Abhi Haal Me Trending Kya Hai. Iski Jankari Aapko Daily News Paper Padhne Se Ho Sakti Hai. Aapko Cum Se Cum 2 News Paper Lene Chahiye Taki Country Ya World Me Kya Ho Raha Hai, Usme Se Kuchh Bhi Aapki Najaro Se Chhute Nahi. Agar Aap Technology Friendly Hai To Mobile Par News Site Se Bhi Connect Rah Sakte Hai.

3. Social Group Me Discussion Kare:
General Knowledge Badhane Ka Yah Ak Bahut Hi Effective Tarika Hai. Pahle To Aapko Aise Social Group Identify Karne Hoge Jinme Aap Mojuda Ya Important Issues Par Discussion Kar Sake. In Group Me Alag-Alag मुद्दों Par चर्चा Kar Aap Sirf Apne GK Ko Hi Nahi, Balki Sochne Aur Communicate Karne Ki Skills Ko Bhi Increase Kar Sakte Hai.

4. Online Games Se Khud Ko De challenge
Internet World Me Aise Kai Games Available Hai Jo General Knowledge Par Based Hote Hai. In Games Ke Jariye Khud Ke General Knowledge Ko Challenge Kare. Aisa Daily Cum Se Cum Ak Online Games Khele. Is Se Aap Bahut Teji Se Apne GK Ko Improve Kar Payenge.

No comments:

Post a Comment