India Ke 5 Best Student Scholarship Program, Kaise Uthaye Fayda - Internet Happy World

Hot

March 28, 2019

India Ke 5 Best Student Scholarship Program, Kaise Uthaye Fayda

Hamari Country Me Bahut Sare Aise Talented Students Hai Jo आर्थिक परेशानियों Ki Vajah Se Aage Ki Study Nahi Kar Paate Hai. Aise Talented Students Ki Study Me Badha Na Aaye Iske Liye India Me Kai Tarah Ke Scholarship Program Chalaye Jaate Hai. Ham Is Article Me 5 Best Scholarship Ke Baare Me Bata Rahe Hai.

1. National Talent Search Examination (NTSE)
India Ke 5 Best Student Scholarship Program,

राष्ट्रीय प्रतिभा खोज परीक्षा NCERT Dvara आयोजित Ki Jaati Hai. Iske Tahat 11th Se Lekar Phd Tak Study Kar Rahe Students Ko Scholarship Hasil Karne Ka Mauka Milta Hai. Yah Exam State Aur National Level Par आयोजित Ki Jaati Hai.

Kitni Milti Hai Scholarship
Class 11th Aur 12th Ke Students Ke Liye Monthly 1250 Rupaye, Graduate Aur Post-Graduate Ke Liye 2000 Rupaye Monthly Milta Hai. Phd Level Ke Students Ke Liye UGC Ke मानदंडों Ke Anusar Scholarship Milti Hai.

2. Kishore Vaigyanik Protsahan Yojana (KVPY)

Yah Scholarship Sabhi Talented Students Ko Science Stream Me Research Career Banane Ke Liye Motivate Karne Ke Vaste Di Jaati Hai. Iski Exam National Level Par Hoti Hai. Jise Bangalore स्थित Indian Science Institute Organized Karvata Hai.

Conditions for Participating in Exams:

3.Science Olympiad Foundation Scholarship Exam (SOF EXAM)

Science Olympiad Foundation Class-1 Se Class-12 Tak Ke Students Ke Liye Scholarship Exam आयोजित Karvata Hai. SOF Eligible Aur Talented Students Ko Alag-Alag Level Par Cash, Trophies Aur Medal Provide Karvata Hai. 

SOF Dvara Ye Exam Organize Ki Jaati Hai.
  • National Science Olympiad
  • International Mathematical Olympiad
  • International English Olympiad
  • National Cyber ​​Olympiad
  • International General Knowledge Olympiad

4. MOMA Pre-Matric Scholarship Scheme:

Ministry of Minority Affairs (MOMA) Minority Communities (अल्पसंख्यक समुदायों) Jaise Muslims, Christians, Sikhs, Jains, Buddhists Aur Parsis Ke 10th Tak Ke Children Ke Liye Yah Scholarship Ki Yojna Chalata Hai. Last Class Me 50% Ya Jyada Number Pane Wale Students, Jinke Parents Ki Yearly Income 1 Lakh Rupaye Se Jyada Na Ho, Unhe Yah Scholarship Milti Hai. Is Baare Me Jyada Jankari Ke Liye momascholarship.gov.in Site Ki Visit Kar Sakte Ho.

5. National Board of Higher Mathematics Scheme:

Central Government Ka National Board of Higher Mathematics, गणित Me Post Graduation Karne Ke Interested Students Ko Yah Scholarship Milta Hai. Jin Students Ne Maths Me BA/BSc Me Cum-Se-Cum 60 Percent Ya BA/BSc (Hons) Me Cum-Se-Cum 50 Percent Marks Ke Sath Graduation Kiya Ho Ya Final Year Me Ho, Vo Students Is Scholarship Ke Liye Apply Kar Sakte Hai. Maths Se MSC Kar Rahe Students Bhi Apply Kar Sakte Hai. Selected Students Ko Ak Saal Tak Monthly 6000 Rupye Scholarship Ke Roop Me Diye Jaate Hai.

YOU MAY ALSO LIKE:

No comments:

Post a Comment