Aadhar Card Ki Security Kaise Rakhe 10 Most Important Tips - Internet Happy World

Hot

April 27, 2019

Aadhar Card Ki Security Kaise Rakhe 10 Most Important Tips

Aadhar Card Ke Misuse Ko Lekar Kafi Samay Se चर्चा Chal Rahi Hai. Haal Hi Me Ak Newspaper Ne News Di Ki Aadhaar Ke Database Me Sirf 500 Rupaye Me सेंध Lag Lag Sakti Hai. Unique Identification Authority of India (UIDAI) Ne Apni Safai Me Kaha Ki Yah Sirf Aadhaar Website Me Galat Tarike Se Pahuch Banane Ki Koshish Thi. Usne  Clear Kiya Hai Ki Aadhar Se Juda Koi Data Chori Nahi Hua Hai.

How to Secure Your Data With Aadhar Card

How to Secure Your Data With Aadhar Card

UIDAI Ne Aadhar Ki Jankari Ki Security Ko Lekar Logo Ke मन Me Chal Rahi चिंता Ko Dur Karne Ki Koshish Ki Hai. UIDAI Ne Logo Ke मन Me Chal Rahe Har Sawal Ke Jawab Diye Hai. Hamne Yaha Par Aapko Aise Hi Aapke मन Me Chal Rahe Aadhaar Data Ki Security Ki Lekar Sawalo Aur Unke Jawab Dene Ki Koshish Ki Hai, To Chaliye Shuru Karte Hai...

UIDAI Ke Paas Meri Biometric Data Ke Alava Bank Account, Pan Etc. Sab-Kuchh Hai, Kya Inka Istemaal Meri Activities Par Najar Rakhne Ke Liye Kiya Jayega?

Bilkul Galat, UIDAI Ke Paas Sirf Ye Information Hai- Aapke Name, Address, Birth Date, Gender, 10 Fingerprints, पुतलियों का स्कैन, Face Photo, Mobile Number And Email Id. UIDAI Ke Paas Aapki Family, Caste, Religion, Education, Bank Account, Stock Mutual Fund, Property and Health Se Juda Koi Record Nahi Hai Aur Na Kabhi Hoga. Aadhar Act 2016 Ka Section 32(3) UIDAI Ko Kisi Vykti Ki Information Ko Jutane Ke Liye Rokta Hai.

Jab Me Apna Bank Account, Shares, Mutual Funds Aur Mobile Number Ko Aadhar Se Link Karta Hu To UIDAI Ke Paas Ye Information To Nahi Pahuch Jayegi?
Bilkul Nahi, Jab Aap Apna Aadhar Number Apne Bank Account, Mutual Funds Companies Aur Mobile Phone Companies Ko Dete Hai To Vo Sirf Aapka Aadhar Number, Biometric Aur Naam Etc Aapki Identity Verification Ke Liye UIDAI Ko Bhejte Hai. Bank Account Ya Other Details Ko UIDAI Ko Nahi Bheja Jaata Hai. Jaha Tak UIDAI Ka Sawal Hai To Yah Is Tarah Ki Verification Request Ka Jawab Yes Ya No Me Hi Deta Hai. Yadi Verification Ka Jawab Yes Hai To Aapki Basic KYC Jankari ( Name, Address, Photo, etc) Service Provider Ko Dee Jaati Hai.

Yadi Koi Mera Aadhar Number Jan Le To Iska Istemaal Mera Bank Account Ko Hack Karne Ke Liye Kar Sakta Hai?
Bilkul Nahi, Jis Tarah Keval Aapke ATM Card Ke Number Se Koi ATM Se Paise Nahi Nikal Sakta Hai Usi Tarah Keval Aapke Aadhar Number Se Koi Na To Aapke Bank Account Ko Hack Kar Sakta Hai Aur Nahi Paise Nikal Sakta Hai. Aapka Bank Account Puri Tarah Se Secure Hai, Jab Tak Aap Kisi Ko Apna Pin/OTP Kisi Ko Nahi Dete. Aap Puri Tarah Relaxed Rahe. Aadhaar Ki Vajah Se Abhi Tak Ak Bhi Aisa Koi Matter Samne Nahi Aaya Jis Se Kisi Ko Financial Loss Hua Ho.

Bank Account Ko Aadhar Se Link Karne Ko, Kyo Kaha Jaata Hai?
Security Ke Liye Yah Jaruri Hai. Sabhi Bank Account Holders Ke Liye Identity Verification Karana Jaruri Hai Aur Aadhaar Number Se Link Karne Par Yah Saaf Ho Jayega Ki Account Ka Use Koi Cheating, Criminal, Ya Money Launderers To Nahi Kar Raha Hai. Jab Har Account Verify Ho Jayega Aur Aadhar Se Link Ho Jayega Tab Yadi Koi धोखे Se Aapke Account Se Paise Nikalta Hai To उसे Pakadna Aasan Ho Jayega. Isliye Bank Account Ko Aadhar Se Jod Ne Par Yah Adhik Secure Ho Jayega.

Mobile Number Ko Aadhaar Se Link Karne Ke Liye Kyo Kaha Jaata Hai?
Aapki Aur Country Ki सुरक्षा Ke Liye Yah Jaruri Hai Ki Sabhi Mobile Use Karne Walo Ka Verification Ho Aur Aadhaar Se Link Hone Par Fraud Karne Wale, Criminal Ya Money Laundering Karne Walo Ke Number Band Ho Jayege. Yah Paya Gaya Hai Ki Mostly Criminals, Terrorist Fake Identification Ya Kisi Vykti Ki Jankari Ke Bina Uski Id Ka Istemaal Kar Sim Kharidte Hai Aur Vardaat Ko Anjaam Dete Hai. Jab Har Mobile Number Aadhaar Se Link Ho Jayega Tab Criminals, Aur Terrorists Ke Mobile Number Ki Pahchan Aur Unko Kanun Ke दायरे Me Laana Aasan Ho Jayega.

Kya Mobile Opretor Company Sim Verification Ke Samay Liye Gaye Biometric Details Ko Store Kar Leti Hai Aur Baad Me Iska Istemaal Dusre उद्देश्यों Ke Liye Kiya Jaa Sakta Hai?
Nahi, Aisa Nahi Ho Sakta Hai. Mobile Companies Aadhaar Verification Ya Linking Ke Samay Liye Gaye Biometric Details Ko Store Nahi Kar Sakti Hai. Biometric Data Encrypted Hota Hai, Jaise Hi Aap Apni उंगली, Fingerprint Sensor Par Rakhte Hai Yah Encrypted Data Verification Ke Liye UIDAI Ko Bhej Diya Jaata Hai. Aadhaar (Authentication) Regulation 2016 Ke Anusar Bank, Mobile Companies Etc. Ko Kisi Bhi Reason Se Kisi व्यक्ति Ka Fingerprint Store Ya Kisi Dusre Ke Sath Share Nahi Kar Sakti Hai, Is नियम Ka उल्लंघन दंडनीय अपराध Hai.

Banking, Mobile, Pan and Other Services Ke Liye NRI Ko Aadhaar Ki Jarurat Hai?
Aadhaar Card Sirf Indian Citizens Ke Liye Hai. NRI (Non Resident Indian) Aadhaar Card Nahi प्राप्त Kar Sakte. NRI Ke Liye Bank Ya Mobile Companies Ko Aadhaar Dene Ki Jarurat Nahi Hai. Unhe Keval Bank Ya Other Service Provider Ko Sirf Jankari Deni Hoti Hai Ki Ve NRI Hai.

Aadhaar Ke Liye गरीबों Ko Pension Aur Ration Jaisi Jaruri Suvidhaओ Se वंचित Nahi Kiya Jaa Raha Hai?
Nahi. Section 7 Me Yah Saaf Kiya Gaya Hai Ki Jab Tak Kisi Vykti Ko Aadhaar Ka Number Nahi Mil Jaata Tab Kisi Ko Ration, Pension Aur अन्य Jaruri सुविधाओ Se वंचित Nahi Kiya Jaa Sakta, Aur Aise Logo Ki Pahachan, Related Department Se Dusre Identity Papers Ke Jariye Kar Sakta Hai. Yadi Kisi Department Me Aapka Aadhaar Ki Kami Ki Vajah Se Kisi सेवा Se वंचित Kiya Jaa Raha Hai To Aap Iski Complaint, Related Senior Officials Se Kar Sakte Hai.

Kuchh Agencies E-Aadhaar स्वीकार Nahi Kar Rahi Hai. Vo Original Aadhar Par Kyo जोर De Rahi Hai?
UIDAI Ki Website Se Download e-Aadhar Original Aadhar Ke Barabar Hi Valide Hai. Yadi Koi Ise Lene Se इनकार Kar Raha Hai To Related Senior Officer Ya Department Me Iski Complain Ki Jaani Chahiye.

Aadhaar Se आम आदमी Ko Kaise लाभ Mila Hai?
Aadhar Ne पुख्ता पहचान Ke Sath 119 Million Indians Ko सशक्त Kiya Hai. Reality To Yah Hai Ki Aaj Aadhaar India Me Kisi Other Identity Card Ke मुकाबले Sabse Jyada विश्वसनीय Hai. Example Ke Taur Par Aap Ak Employer (Company) Hai To Aap Kisi कर्मचारी Ke Identity Card Ko Priority Denge? Ya Feer Apne घरेलू सहायक, Driver, झुग्गी-झोपड़ी Me Rahne Wale गरीबों Aur ग्रामीणों Se पुछिये Ki नौकरी Paane, Bank Account Kholne, Train Ticket Book Karane Ya Feer Other Government Schemes Ka Fayda Uthane Ke Liye Ve Kis Tarah Aadhaar Ka Identity Ke Roop Me Istemaal Kar Rahe Hai. Aap Unse Puchhe To Ve Batayenge Ki Kis Tarah Aadhar Ne Unhe सशक्त Kiya Hai.

Ham Media Me Yah Baat Sunte Hai Ki Aadhaar Data Me सेंध Lag Gai, Kya Yah Sach Hai?
Jab Se Aadhaar Banne Ki Stating Hui Hai Yani 7 Years Me Aadhaar Database Me Kabhi सेंध Nahi Lagi Hai. Sabhi Aadhaar Ka Data Secure Hai. Aadhar Data सेंध Ki Jyadatar News Me Galat Jankari Dee Gai. UIDAI Aapke Data Ko Secure Rakhne Ke Liye Advance Security Technology Ka Use Karta Hai.

दोस्तों, आर्टिकल पढ़ने के लिए तहे-दिल से सुक्रिया, अगर आपको हमारा ये आर्टिकल➧ Aadhar Card Ki Security Kaise Rakhe 10 Most Important Tips Ke Baare Me Jankari Kaisi Lagi, वो हमें कमेंट में जरूर बताइये। और आर्टिकल पसंद आया हो तो अपने दोस्तों के साथ सोशल मीडिया पर जरूर शेयर करे। और ऐसे ही अपडेट अपने ईमेल id पर फ्री में पाना चाहते हो तो हमें Subscribe करे। थैंक्स एंड कीप विजिटिंग।.
Ye Bhi Padhe➥

No comments:

Post a Comment