Technology Ke Bare Me Ye 7 Myths, Jin Par Hum Karte Hai Full Trust - Internet Happy World

Hot

April 27, 2019

Technology Ke Bare Me Ye 7 Myths, Jin Par Hum Karte Hai Full Trust

Technology Ke Baare Me Hame Bahut Sare Myths (भ्रम) Hai. But Sachai Kuchh Our Hi Hoti Hai. Aise Myths Ko Ham Aankhe Band Karke Bharosa Karte Hai. Aur to Aur Ham Inke Baare Me Sachai Janne ki Koshish Bhi Nahi karte hai. Isliye  Dosto aaj aapke liye Ak Aisa Article Lekar Aaya Hu Jo Aapke In Myths Ko Dur Kar Denge. And Unke Pichhe Ki Sachai Kya Hai Unse Puri Tarah Se Aapko वाकेफ Kiya Jayega.


टेक्नोलॉजी के बारे में हमें हैं 7 गलतफहमी, क्या आप जानना चाहेगे?

7-myths-about-technology

Indian Market Me Lagatar Aa Rahe Gadgets Our Increasing Technology Ko Lekar Logo Me Kai Tarah Myth Bane Huye Hai. Ye Myths Mobile Ki Battery Ka Ho Ya Smartphone Ke Camera Ka Ho, Laptop Ka Ho Ya Television Ka Ho. Ya Kisi Mobile Apps Ke Baare Me Ho. Isi Tarah Kai Sari Chije Ke Sath भ्रम Jude Hai. But Real Me Aisa Kuch Bhi Nahi Hota. Yaha Aapko Tech Se Jude Kuchh Aise Myths Aur Unse Judi Reality Ke Baare Me Hamne Batane Ki Koshish Ki Hai Jo Aapko Jarur Pasand Aayegi. ise Pura Read Kare..

1- Myth:
Battery Full Discharge Hone Par Hi Charge Karna.

Smartphone Ki Battery Ke Baare Me Aksar Logo Ka Kehna Hai Ki Use Tab Tak Charge Nahi Kiya Jana Chahiye, Jab Tak Vo Full Discharge Nahi Ho Jaati. Aisa Karne Se Battery Ki Life Bani Rahti Hai. Battery Se Judi Yah Baat Puri Tarah Se Galat Hai. Actually, Smartphone Ki Battery Ko Hamesha 90% Se 100% Ke Bich Me Hi Charge Karna Chahiye. Mobile Phone Ki Battery 10% Bachi Ho Tab Charge Par Laga Dena Sahi Hoga. Battery Agar Puri Tarah Discharge Ho Jayegi To Uski Life Par Impact Padta Hai.

2- Myth:
Cum Megapixel Hai To Photo Ki Clarity Achi Nahi Aayegi.

Aapke Smartphone Ke Megapixel Cum Hai To Photos Achi Nahi Aayegi, Aisa Bahut Sare Logo Ka Manna Hai. But Reality Kuchh Alag Hai. Actually, Megapixel Ka Kaam Photo Ke Resolution Ko Big Karna Hai. Isme Uski Quality Par Jyada Impact Nahi Padta. Aapne Kahi Baar Notice Bhi Kiya Hoga Ki Kisi Phone Me 2 Megapixel Camera Se Kisi Dusre Phone Ke 8 Megapixel Camera Se Better Quality Ka Photo Capture Hota Hai. Iska Sabse Bada Example Aapko Du To Vo Hai iPhone. Jiske 8 Megapixel Ki Photo Kai China Ke Smartphone Ke 16 Megapixel Se Bhi Jyada Better Aati Hai.

3- Myth:
Laptop (बांझपन) Sterile Bana Deta Hai.

Bahut Sare Research Me Laptop, Mobile Aur Wi-Fi Ko Infertility Se Jodne Ki Koshish Ki Gayi Hai. Jabki, Basic Science Ki Mane To Laptop Nahi Balki Us Se Nikal Ne Wali Heat Infertility Problem Ka Main Reason Hai. Isliye Bahetar Hoga Ki Aap Laptop Ko गोद Me Lekar Na Baithe. Unse Achha Hai Ki Aap Use Table Ya Desk Par Rakh Kar Hi Use Kare.

4- Myth:
LCD TV Se LED Better Hai.

LCD And LED Television Ke Kisi Bhi Parts Se Koi Relation Nahi Hai. LCD Television Ko Referee Karta Hai. Jisme Plasma Aur OLED (Organic Light Emitting Diode) Ke Sath Aane Wali Technology Bhi Shamil Hoti Hai. Dusri Taraf, LED Ka Matlab Light Emitting Diode Se Hota Hai. Jo Images Ki Light Ko Bahetar Karne Ka Kaam Karti Hai.

5- Myth:
Smartphone Apps Phone Ka Power Save Karti Hai.

Sabhi Smartphone Ke Operating System Ak Jaisi Nahi Hoti Hai Android, Window, iOS Dono Operating System Me Background Apps Lagb-hag Ak Hi Tarike Se Work Karte Hai. Isliye Kisi Bhi Application Aapke Phone Ki Battery Nahi Bacha Sakti, Jab Tak Ki Aap Phone Ka Limited Use Na Kare. Vaise Bhi Smartphone Ki Battery Saving Ke Bahut Sare Ways Hai Jaise Ki Ram Ko Clean Rakhna, Bina Vajah Ki Apps Ko Remove Karna. Bina Kaam Ke Wi-Fi Ya GPS, Bluetooth, Data Ko Off Rakhna, And Bina Kaam Ki File Ko File Manager Se Regular Remove Karte Rahena Etc. Aur Janne Ke Liye Ye Post Padhe.. 11 Tips Se Badhaye Phone Ki Battery Life Nahi Karna Hoga Baar- Baar Charge

6- Myth:
New Technology Se Quality Badhti Hai.

MP3 Player And iPod Ke Aa Jaane Se Logo Ko Music Sun ne Ki Bhut Jyada Facility Mil Gayi Hai. But, Aapko Ak Baat Batana Chuhuga Ki MP3 Aur CD Ki Sound Ki Quality Me Kafi अंतर Hai. MP3 Ke Mukable CD Ki Sound Quality  Bahetar Huya Karti Thi.

7- Myth:
Mac Par Virus Attack Nahi Hota.

Log Mac Operating System Ke Baare Me Aisa Mante Hai Ki Is Par Virus Ka Attack Nahi Hota, Lekin Ye Baat Puri Tarah Galat Hai. Actually, Mac Windows Ki Tarah Hi Ak Operating System Hai. Ha Ak Baat Jarur Hai ki Isme Virus Aane Ka Chances Cum Hote Hai. But Kai Aise Bhi Virus Mojud Hai Jinhe Mac Ke Liye Specially Design Kiya Gaya Hai.

Dosto, Article Pasand Aaya Ho To Share Jarur Kare, Ya Post Se Related Koi Sawal Ho To Comment me Pus Sakte Ho. मुलाकात बदल धन्यवाद ।।

No comments:

Post a Comment