ATM Skimming Kaise Hoti Hai Aur Unse Bachne Ke Tarike - Internet Happy World

Hot

March 23, 2019

ATM Skimming Kaise Hoti Hai Aur Unse Bachne Ke Tarike

एटीएम स्कीमिंग से बचने के तरीके / Ways to Avoid ATM Skimming

Aaj Ke Article Me Ham Aapko Batane Ja Rahe Hai ATM Card Skimming, Cloning, Fraud Kaise Hote Hai Aur Unse Kaise Bache, Agar Ham Kuchh सावधानियां बरतें To Ham In Chijo Se Bach Sakte Hai. Actually, ATM Skimming ATM Fraud Ka Ak Naya Tarika Hai, Jo Haal Hi Me Pata Chala Hai Inse Bachne Ke 6 Tarike Bata Rahe Hai Ham Aapko, Aap Last Tak Article Ko Padhe.

ATM Ke Jariye Fraud Karne Wale शातिरों Ne ठगी Ka Ak Naya Tarika Khoj Nikala Hai Jisme Aapka ATM Card Churane Ki Bhi Jarurat Nahi Hai. ठग ATM Skimming Ke Jariye Customers Ke Account Se Paise Nikal Lete Hai. Ye Sara Scams Kis Tarah Se Hota Hai Iske Baare Me Bank Officers Khud Customers Ko जागरूक Kar Rahe Hai. Aapko In Fraud Se Bachne Ke Ke Liye Kon Si सावधानियां Rakhni Chahiye Aur ATM Ka Use Kis Tarah Se Karna Chahiye, Credit Card, Debit Card Ke Fraud Hone Se Kaise Bache.  Iske Baare Me Aaj Ham Aapko Batane Jaa Rahe Hai. 🔄Aapke Sath Ho Sakta Hai ATM Fraud Jaane Kaise? 20 Safety Tips

ATM Fraud Ka Naya Tarika ATM Skimming Kya Hai

ATM Skimming Safety Tips

ATM Skimming Kya Hai?
Aapke ATM Card Ke Baare Me Information Churana ATM Skimming Kahlati Hai. Is Me ठग ATM Card Reader Ke Upar Nakali Card Reader Laga Dete Hai. Aur Keyboard Ke Upar Scanner Laga Dete Hai. Card Reader Aapke Card Me Magnetic Tape Ki Secret Information Store Kar Leta Hai Aur Scanner Keyboard Par Password Ko Record Kar Leta Hai. Aap Niche Video Me Bhi Dekh Sakte Ho, Ye Sara Fraud Kaisa Hota Hai.

Yah Scam Kaise Hota Hai?
Card Reader Ke Jariye Aapke Card Ki Magnetic Tape Ki Secret Information Aur Skimmer Se Password Churane Ke Baad शातिर ठग ATM Card Ka Clone Taiyaar Kar Lete Hai.

Skimmer Ki Pahchan Kaise Kare?
Sabse Pahle Jis ATM Me Aap Paise Nikalne Ke Liye Jaate Hai Us Machine Ko Achhi Tarah Se Dekh Le. Keyboard Ya Card Reader Me Kuchh अजीब Lage To Vo ATM Machine Use Na Kare. ठिला Card Reader Aur फिसलती Keyboard Ka Button Par Dhyan De. Khas Kar Aap Vahi ATM Machine Ka Use Kare Jo Har Baar Aap Paise Nikalne Jaate Hai, Is Me Thoda Sa Changes Hone Par Aapka Dhyan Jayega. Aur Aapko Pata Bhi Jald Lag Jayega.

ATM Skimming Se Kaise Bache?
Jab Bhi Aap ATM Me PIN Code Dalte Hai To Keyboard Ko हाथ Ya Body Ke Jariye ढंक Le. Kyo Ki Aas-Paas Camera Bhi Ho Sakte Hai. Iske Sath Hi Bank Se Daily Hone Wale Transaction Ki Information Ke Liye SMS, Email Facility Ko Activate Rakhe.

Information Chori Hone Par Kya Kare?
घटना Ke Baare Me Turant Bank Ke Customer Care Service Ko Inform Kare. Iske Baad Jis Bank Me Aapka Account Hai Us Bank Ko Bhi Inform Kare. Bank Ko Inform Karne Me Jitni देरी Karenge Utana Loss Uthana Aapko Pad Sakta Hai.

ATM Skimming Hone Par Aapko Paise Milenge Kya?
Yes, Agar Aapki Koi Galti Nahi Hai Aur Aap Real Me Scammer Ka शिकार Hua Hai To Aapke Loss Ki भरपाई Vo Bank Karega Jisme Aapka Account Hai. Halaki, Iske Liye Kai Liye Rule Law Hai.

ATM Skimming Se Bachne Ke 6 Tarike:

  • Jis ATM Me Guard तैनात Na Ho Vaha Se Customers Paisa Na Nikale.
  • Customer Apna ATM Card Kisi Aur Ke Hath Me Istemaal Ke Liye Na De.
  • ATM Cabin Me Agar Koi Aur Hai To Uske Bahar Nikalne Par Hi Machine Ka Use Kare.
  • ATM Me Jaha Par Card Dala Jaata Hai Ise Thoda Khich-Kar Dekhe. Agar Cloning Machine Fit Ki Gai Hogi To Pata Lag Jayega.
  • ATM Ka Use Karte Samay Jaha Par ATM Card Lagaya Jaata Hai Vaha Green Light जलने Lagegi. Yah Light Tab Tak Nahi Rukegi Jab Tak Customer Withdrawal Kar Card Vapis Nikal-Kar Aage Ki Transaction Ke Liye Cancel Nahi Kar Deta.
  • Green Light Nahi जलती Hai To Matalab Hai Ki Machine Ke Sath Kisi Ne छेड़छाड़ Kar Ise Hang Kiya Hai. Aise Me Us Machine Ka Use Na Karne Me Hi Aapki Bhalai Hai.

To दोस्तो, अब आपको पता चल ही गया होगा की एटीएम स्कीमिंग से बचने के तरीके क्या है / Ways to Avoid ATM Skimming, और ATM Ka Use Kis Tarah Se Karna Chahiye, Credit Card, Debit Card Ke Fraud Hone Se Kaise Bache

Hame Umid Hai Ki Aapko Hamara Ye Article Jarur Pasand Aaya Hoga Aur Helpful Bhi Hua Hoga, Agar Aap In Baato Ka Dhyan Rakhege To Kabhi Aapke Sath ATM Fraud Nahi Hoga. Feer Bhi Aapko Koi Doubt Ho To Hame Comment Me Bataye Aur Aapke Sath Bhi Aisa Hua To Hamare Sath Apni राई Share Kar Sakte Ho. Aur Aise Hi Helpful Article Aapke Mobile Me Pana Chahte Ho To Hame Subscribe Kare, Like Kare, Share Kare, Thanks And Keep Visiting.... Have A Good Day!!!!!!!!


ATM Skimming Ke Baare Me Extra Details:
ATM Use Sab Karte Hai, Lekin Bachav Ka Tarika Kisi Ko Nahi Pata Hai Isliye To Nikal Jaate Hai Paise.

Aaj ATM Ka Use Har Aadmi Karta Hai, Lekin Iske Use Karte Vakht लापरवाही Bhi Jyada Karte Hai. Iska Fayda उठाकर Hi Cyber Criminal Card Ka Clone Bana Lete Hai Aur Users Ke Account Se Paise Nikal Lete Hai, Isliye To Pure World Sabse Jyada India Me Hi ATM Fraud Hota Hai. Bhopal Cyber Crime Police Ki Arrest Me Aaye SKIMMER Me Is Baat Ka खुलासा Kiya Hai.

ATM Users Jab Bhi ATM Booth Ka Istemal Karte Hai To Unko जांच Lena Chahiye Ki Booth Ke Andar Koi संदेहास्पद Device To Nahi Lagi Hai. Agar Aapko Koi संदेहास्पद Device Najar Aati Hai To Andar Hi Likhe Toll Free Number Par Call Karna Chahiye. Iske Sath Hi Us ATM Se Paise Nahi Nikalna Chahiye.

Card Ka Clone Kaise Ban Jaata Hai?
Card Ko Clone Banane Wale ATM Machine Me Ak Card Skimmer Laga Dete Hai. Yah Card Skimmer Ko Machine Me Insert Karne Wali Jagah Par Lagaya Jata Hai. Jaise Hi Aap ATM Card Ko Machine Me Dalte Hai Card Skimmer Aapke Card Ko Scan Kar Leta Hai. Paise Lekar Aapke Jaane Ke Baad Criminal Us Card Skimmer Ko Nikal Leta Hai Aur Uska Istemaal Karte Huye Aapke Card Ki Ak Duplicate Copy Bana Leta Hai.

Feer Password Kaise Chori Hota Hai?
Password Churane Ke Liye Criminals Ke Paas 2 Tarike Hote Hai. Jis Me Pahla Tarika Hota Hai Ki Vah ATM Machine Ke Keypad Ko Fake Keypad Se Badal Dete Hai. Vahi Dusre Tarike Me Criminal Machine Ke Aas-Paas Hidden Camera Lagate Hai Aur Isi Ke Jariye Aapke Password Ko Chura Le Jaate Hai. Agar Aapko Kahi Koi Camera Jaisi Chij Dikhe To Alert Rahe.

Cloning Se Bachne Ka Tarika Kya Hai?

  • Sabse Pahle Dekh Le Ki Booth Ke Andar Koi संदेहास्पद Device To Nahi Lagi Hai.
  • ATM Me Agar Aapko Card Dalne Wala Slot ढीला-ढाला Lagta Hai To ATM Card Isme Na Dale.
  • Is Slot Par Right SIDE Me Ak Chhoti Si Light Lagi Hoti Hai. Agar Yah Light Nahi Lagi Ho Ya Feer जल Na Rahi Ho To Bhi Card Enter Na Kare.
  • Password Enter Karte Samay Keypad Ko Apne हाथ Se ढ़ंक Le. Taki Koi Hidden Camera Aapka Password Na Dekh Sake.
  • Agar Aapko Keypad ढीला-ढाला Lag Raha Ho To Bhi ATM Ka Use Na Kare.
Ye Bhi Padhe➥

No comments:

Post a Comment