Internet Happy World: Career World

Hot

Showing posts with label Career World. Show all posts
Showing posts with label Career World. Show all posts

March 28, 2019

12th Me Cum Marks Walo Ke Liye Yaha Par Hai Career Ke Kai मौके.

March 28, 2019 0
Aise Kai Students Hote Hai Jo IIT Me Pass Nahi Hote Paate Hai. 12th Me Bhi 50-60% Se Jyada Marks Nahi La Paate Hai. Lekin Iska Matalab Yah To Nahi Hai Ki 50% Wale Engineer Nahi Ban Sakte. Engineer Ban Ne Ke Liye Numbers Nahi, Skills Kaam Aati Hai Aur Yahi Skills Paida Karti Hai LPU Jo Indian Education Sector Me Badi Teji Se उभरा Hai Aur Iski मान्यता Kisi Bhi Tarah Se IIT Degree Se Cum Nahi Hai. Is Article Me Ham Baat Karne Jaa Rahe Hai LPU Engineering Ke Alava Baki Courses Ke Liye Bhi Best Choice Kyo Hai?

Cum Marks Wale Students Engineer Kaise Bane.

career-guidance-in-hindi-low-marks-students
Kaisa Hai LPU Me Placement Aur Vaha Ka Infrastructure, Sath Hi Qualities.
LPU Ka Placement:
LPU Ki Sabse Badi Taakaat Hai Unka Placements. LPU Ne Last 3 Years Se North India Me Sabse Adhik Placements Ka Record स्थापित Kiya Hai. Google, Amazon Jaisi Sabhi Badi Companies Me LPU Ke Students उच्च पदवियों Par Kaam Kar Rahe Hai. Akele Cognizant Jaisi Company, Ne Hi LPU Se 1900 Students Ko Niyukt Kiya. World Ke Har Kone Me LPU Ke Student Achhi-Acchhi Companies Me Appointed Hai. Top Companies Jaise Ki Amazon, Hindustan Lever, CapGemini, HP Jaisi 80 Aur Companies Hai Jo IIT Se Recruit Karne Ke Sath-Sath LPU Se Bhi Recruit Karti Hai.


LPU Ka Infrastructure:
600 एकड़ Se Adhik Me Faila Huya LPU Ka Campus Ak Cities Se Cum Nahi Hai. Jaha Ak Taraf LPU Me Modern Lab. India Ka Sabse Largest Auditorium Aur Library Hai, Vahi Dusri Aur Campus Me Hi Shopping Mall, Hospital, Post Office Aur Yaha Tak Ki University Ka Ak Apna Hotel Bhi Hai. Yaha Ka Hospital Students Ke Health Ki Dekhbhal Ke Liye 24 Ghante Khula Rahta Hai Aur Hospital Ke परिसर Me Hi Pharmacy Kendra Bhi Hai.

LPU Ka Research and Development:
LPU Me Research Aur Development Ki Aur Bahut Adhik Dhyan Diya Jaata Hai Aur Past Years Me Students Ne Research Ke Field Me Kai Sari उपलब्धियां Prapt Ki Hai. Is संदर्भ Me Campus Me Hi Alag Se Research And Development Ke Liye बहुमंजिला Block Fixed Hai Jaha Student Apni Specific Research Ko Positive Roop Dete Hai. Isi संदर्भ Me Campus Me Hi Largest Project Studio Bhi Hai Jaha Student Apne Projects Ko Dusre Students Ke Sath Share Bhi Karte Hai.

LPU Best Faculty:
LPU Me 3600 Se Adhik Faculty Members Dvara Padhane Ka Tarika Sabse Best Hai. Aur Dusri Sabse Achhi Baat Ye Hai Ki LPU Ak Aisi University Hai, Jha Jyadatar Teacher देश-विदेश Ke Higher Institutions Se Select Kiye Gaye Hai. Bahut Se Faculty Member IIT, NIT Aur Famous International University Jaise Ki Howard, Stanford Se Bhi Hai. LPU Ne Study Ke Liye Keval Kitabe Hi Nahi Balki Is Baat Ka Bhi Khas Dhyan Rakha Jaata Hai Ki Student Experiential Learning Se स्वयं Sikhe.

Yaha Par Mechanical Engineering Department Ke Student Khud Car Banate Hai. Computer Science Department Me Students Ke Liye Course Ke Related Mobile App Banana Anivarya Hai. Fashion Technology Ke Student National And International Level Ke Fashion Show Tak Bhi Organised Karte Hai. Real Me Yaha Par Har Field Ke Student Ko Study Uske Program Ke Anurup Hi Practical Tarike Se Karvai Jaati Hai.


Diversity (variation)
LPU Campus Me 70 Se Jyada Countries Se Aakar Student विभिन्न संस्कृतियों, भाषाओं, पहनाओ, परंपराओं Aur रीति-रिवाजों Ke मध्य Ak Dusre Se Mil-Jul Kar Aur Bahut Kuchh Other Knowledgeable and Practical Baate Sikhte Hai.

⏩Overall Personality Development
Yaha Students Ki Overall Personality Development Par Pura Dhyan Diya Jaata Hai. LPU Students Ko Yah Sikhata Hai Ki Aaj Ke Yug Me Sirf Padhai Hi Sab Kuchh Nahi Lekin Yah Hai Ki Aap Sabke Samne Aapko Kaise Presented Karte Hai, Aur Yah Baat Aaj Ke Samay Me Bahut Importance Rakhti Hai. Isliye LPU Me English Par Pahle Deen Se Hi Jor Daala Jaata Hai. 

Yaha Par 150 Se Bhi Adhik Societies Hai Jinhe Student Apne Talent Anusar Join Kar Sakta Hai Jaise Ki Dance, Music Theater, Literary, Poems, Robotics, Yoga and Cricket, Basketball etc. Bahut Si Sports Activities Me Se Pasand Kar Sakta Hai. Overall Personality Development Ke Itane Sare Mauka Dilane Wali LPU India Ki Only Ak Hi Aisi University Hai Jisne In Societies Ke Madhyam Se Association of Indian Universities Ke National Cultural Festival Me Gold-Cup Jeeta Hai.

➧Scholarship:
Meritorious Students Ko Ak Best University Me Study Karne Ka Mauka Mil Sake Aur Ve आर्थिक कारण Se Pise Na Rah Jaaye, Isliye Yaha Par Admission Ke Samay Ak Scholarship Test 'LPU Nast Test' Bhi Liya Jaata Hai Jisme प्राप्त अंकों  Ke Aadhar Par Scholarship Di Jaati Hai Jo Ki 7.50 Lakh Rupye Tak Ak Eligible Students Ke Liye Available Hai.

YOU MAY ALSO LIKE:
Read More

India Ke 5 Best Student Scholarship Program, Kaise Uthaye Fayda

March 28, 2019 0
Hamari Country Me Bahut Sare Aise Talented Students Hai Jo आर्थिक परेशानियों Ki Vajah Se Aage Ki Study Nahi Kar Paate Hai. Aise Talented Students Ki Study Me Badha Na Aaye Iske Liye India Me Kai Tarah Ke Scholarship Program Chalaye Jaate Hai. Ham Is Article Me 5 Best Scholarship Ke Baare Me Bata Rahe Hai.

1. National Talent Search Examination (NTSE)
India Ke 5 Best Student Scholarship Program,

राष्ट्रीय प्रतिभा खोज परीक्षा NCERT Dvara आयोजित Ki Jaati Hai. Iske Tahat 11th Se Lekar Phd Tak Study Kar Rahe Students Ko Scholarship Hasil Karne Ka Mauka Milta Hai. Yah Exam State Aur National Level Par आयोजित Ki Jaati Hai.

Kitni Milti Hai Scholarship
Class 11th Aur 12th Ke Students Ke Liye Monthly 1250 Rupaye, Graduate Aur Post-Graduate Ke Liye 2000 Rupaye Monthly Milta Hai. Phd Level Ke Students Ke Liye UGC Ke मानदंडों Ke Anusar Scholarship Milti Hai.

2. Kishore Vaigyanik Protsahan Yojana (KVPY)

Yah Scholarship Sabhi Talented Students Ko Science Stream Me Research Career Banane Ke Liye Motivate Karne Ke Vaste Di Jaati Hai. Iski Exam National Level Par Hoti Hai. Jise Bangalore स्थित Indian Science Institute Organized Karvata Hai.

Conditions for Participating in Exams:

3.Science Olympiad Foundation Scholarship Exam (SOF EXAM)

Science Olympiad Foundation Class-1 Se Class-12 Tak Ke Students Ke Liye Scholarship Exam आयोजित Karvata Hai. SOF Eligible Aur Talented Students Ko Alag-Alag Level Par Cash, Trophies Aur Medal Provide Karvata Hai. 

SOF Dvara Ye Exam Organize Ki Jaati Hai.
  • National Science Olympiad
  • International Mathematical Olympiad
  • International English Olympiad
  • National Cyber ​​Olympiad
  • International General Knowledge Olympiad

4. MOMA Pre-Matric Scholarship Scheme:

Ministry of Minority Affairs (MOMA) Minority Communities (अल्पसंख्यक समुदायों) Jaise Muslims, Christians, Sikhs, Jains, Buddhists Aur Parsis Ke 10th Tak Ke Children Ke Liye Yah Scholarship Ki Yojna Chalata Hai. Last Class Me 50% Ya Jyada Number Pane Wale Students, Jinke Parents Ki Yearly Income 1 Lakh Rupaye Se Jyada Na Ho, Unhe Yah Scholarship Milti Hai. Is Baare Me Jyada Jankari Ke Liye momascholarship.gov.in Site Ki Visit Kar Sakte Ho.

5. National Board of Higher Mathematics Scheme:

Central Government Ka National Board of Higher Mathematics, गणित Me Post Graduation Karne Ke Interested Students Ko Yah Scholarship Milta Hai. Jin Students Ne Maths Me BA/BSc Me Cum-Se-Cum 60 Percent Ya BA/BSc (Hons) Me Cum-Se-Cum 50 Percent Marks Ke Sath Graduation Kiya Ho Ya Final Year Me Ho, Vo Students Is Scholarship Ke Liye Apply Kar Sakte Hai. Maths Se MSC Kar Rahe Students Bhi Apply Kar Sakte Hai. Selected Students Ko Ak Saal Tak Monthly 6000 Rupye Scholarship Ke Roop Me Diye Jaate Hai.

YOU MAY ALSO LIKE:

Read More

Karna Chahte Hai Part-Time-Job To Bane Yoga Instructor, Jobs Ke Hai Best Option

March 28, 2019 0

Yoga Teacher Banke Apna Part Time Career Kaise Banaye.

Career Desk Me Feer Se Aapka Swagat Hai, Aaj Ke Article Ke Jariye InternetHappyWorld Aapko Batane Jaa Raha Hai Part Time Job Ke Best Option Yoga Instructor Ke Baare Me. Pure World Me 21 June Ko International Yoga Day Manaya Jaata Hai, Aur Yoga Me Career Ke Bahut Sare Mauke Bhi Hai, Aaj Ham International Yoga Day Par Baat Karege, Yoga Me Apana Career Kaise Banaye.

Yadi Aapke Paas Thoda Sa Bhi Free Time Hai Aur Uska Use Aap Khud Ko Healthy Banane Ke Sath Sath Thodi Si Earning Ke Roop Me Karna Chahte Hai, To Aapke Liye Ak Bahut Hi Achha Option Hai, Yoga Instructor. Iske Liye Aapko Internet Ke Sath Sath Kuchh Skills Ki Jarurat Hogi, But Ye Skills Aap Sirf 1 Month Me Develop Kar Sakte Hai. Paramanand Institute of Yoga Sciences & Research Ke Director Do Omanand Bata Rahe Hai Ki Yoga Ki Field Me Kaise Part Time Career Banaya Jaa Sakta Hai.

Yoga Field Me Part Time Career Kaise Banaye.
Yoga Me Apna Career Kaise Banaye
Yoga Field Me Career Banane Ke Liye Kya Jaruri Hai.

Yoga Me Career Banane Ke Liye Sabse Pahli Jaruri Baat Ye Hai Ki Aap Physically and Mentally Healthy Hona Chahiye. Dusri Sabse Khas Baat Ye Hai Ki Aap Yoga Ki बारीकियां Achhi Tarah Se Jante Ho. Aapke Paas Yoga Course Ka Certificate, Diploma Ya Degree Ho.

Yoga Me Career Banane Ke Liye Skills Ko Kaise Develop Kare.

Yoga Field Me Career Banane Ke Liye Aap Kisi Yoga Institute Me Expert Ke Under Me Training Le Sakte Hai. Internet Youtube Par Available Yoga Video Se Khud Ka Knowledge Badha Sakte Ho. Course Karke Yoga Ki बारीकियां Jaan Sakte Hai. Self Practice Se Perfection La Sakte Hai.

Yoga Field Me Kaha Milegi Part Time Job

Private Schools Me Yoga Class Hoti Hai. Kai Schools Aise Hote Hai Jaha Morning Me Part Time Job Mil Sakti Hai. Hotel, Resort, Club House, Jim, Health Club Me Yoga Instructor Bankar Part Time Job Kar Sakte Hai. Corporate Companies Me Bhi Yoga Expert Ki Demand Hai. Yaha Special Section Lene Ke Liye Instructors Ko Bulaya Jaata Hai. Private Instructor Ke Taur Par Aap Apna Kaam Bhi Sharu Kar Sakte Hai.

Yoga Field Me Kitni Hoti Hai Income

Yoga Instructor Ke Taur Par Yadi Aap Kahi Join Hote Hai To Starting 10,000 Rupye Monthly Aasani Se Kamai Hoti Hai. Experience Hone Ke Baad Badi Cities Me Personal Instructor Mahine Ke 40 Se 50,000 Rupye Tak Bhi Yoga Class Se Kama Rahe Hai. Jin Logo Ki English Achhi Hai, Vo Foreigners Ko Bhi Online Training De Sakte Hai. Iske Liye Youtube Par Apne Videos Upload Karke Kamai Ki Jaa Sakti Hai.

Yoga Field Me Kon Se Course Hai Available.
  • Certificate Course in Yoga (30 Se 45 Days)
  • Advanced Yoga Teachers Training Course in Yoga (30 Days)
  • UG Diploma in Yoga Education (1 Year)
  • PG Diploma in Yoga Therapy
  • Master of Arts in Yoga.

Yoga Course Ke Liye Kon Se Institute

Friends Aapko Ye Article Yoga Teacher Kaise Bane, Yoga Instructor Kaise Bane, Yoga Me Apna Career Kaise Banaye, Yoga Me Part Time Job Kaise Kare Pasand Aaya Ho To Apne Dosto Ke Sath Share Jarur Kare, And Like, Comment Karna Na bhule, Aur Aise Hi Jobs Ke Baare Me Update Pana Chahte Ho To Hame Subscribe Kare Thanks And Keep Visiting...

ALSO READ:
Read More

Skill Development Training Center Kholke Bane Training Provider (PMKVY scheme)

March 28, 2019 7

Pradhan Mantri Kaushal Vikas Yojana (प्रधानमंत्री कौशल विकास योजना क्या है?)

India Me Day-By-Day बेरोजगारी Badhati Hi Jaa Rahi Hai, Aise Me P.M. Ki Taraf Se Ise Dur Karne Ki Koshish Me Lagatar प्रयास Ho Raha Hai Ki India Me Koi Bhi Person Berojgar Na Ho. Isliye Prime Minister Narendra Modi Ne बेरोजगारी Ki Problem Ko Dur Karne Ke Liye Ak Aur Bahetarin Scheme Launch Ki Hai, Jiska Name Hai Pradhan Mantri Kaushal Vikas Yojana (PMKVY). Is Scheme Ka Maksad industry Ki Demand Ke Mutabik युवाओं Ka Skill Develop Karna Hai. युवाओं Ko Aisi Training Di Jati Hai, Jis Se Unhe Jald Se Jald Job Mil Jaye.

Lekin Sawal Ye Hota Hai Ki Kya Government Ke Paas Itana Infrastructure Hai? Jo Lakho Ki Sankha Me Logo Ko skill development training De Sake. Isliye Prime Minister Ne Pure India Me Training Provider Banane Ka Decision Liya Hai. I Mean Ki Puri Country Me Skill Development Training Center Open Karne Ka Mouka De Rahi Hai. Government Kisi Individual, NGO, Agency Ya Company Ko Training Ke Liye Authorized Karti Hai. Iska Full Process Bahut Hi Aasan Hai, Ab Thoda Deep Me Jaake Baat Karte Hai Kya Hai Skills Training Center Kholne Ki Process Aur Kaise Bane Skill Training Provider And Kaise Training Provider Ke Liye Online Apply Kaise Kare. Aur PMKVY Courses Ke Baare Me Jo Aap Janna Chahte Hai.

Training Provider Kaise Bane Government Dege Training Center Kholne Ka Mouka

Skill Development Training Center-pmkvy-scheme
PMKVY Scheme Courses Aur Details:-
Pradhan Mantri Kaushal Vikas Yojana (PMKVY) Ke Tahat Government Alag-Alag Training Module Par Work Kar Rahi Hai. Vocational Training Dene Ke Liye National Skill Development Corporation (NSDC) Ke Jariye Country Ke Har District Me Model Training Center Khola Jayega, Jise Pradhan Mantri Kaushal Kendra Kaha Jata Hai. Iske Alava NSDC Dvara Sector-Wise Skills Council Banai Hai. Ye Council Bhi Training Provider Appointed Karti Hai.
Government Aapko Funding Bhi Karegi:-
Agar Aap PMKVY Training Partner Ban Kar PMKVY Training Center Kholna Chahte Hai, But Money Problem Hai To NSDC Dvara Total Project Cost Ka Lagbhag 75 Percent Fund Loan Ke Roop Me Muhaiya Karaya Jaata Hai.Jab Ki Non-profit Center Ko 85 Percent Tak Loan Diya Jaata Hai.
What Are The Conditions For Starting Training Center:-
Training Center Sharu Karne Ke Liye Ye Hai Kuchh शर्तों:
Agar Aap skill development training center Sharu Karna Chahte Hai To Aapko Government Dvara Nirdharit Ki Gayi शर्तों Ka Palan Karna Hoga. Aapko Training Lene Wale Students Ke Hisab Se Class Room Ka Intajam Karna Hoga. Ak Student Ke Liye Minimum 10 Square Foot Ke Space Ka Intajam Karna Hoga. Job Roll Wise Classroom & Lab Ke Liye Kitni Space Chahiye Iski Jyada Jankari Ke Liye Upar Link Par Click Kare.


  • Skill Development Training Provider Ke Liye Kaise Kare Online Apply:
  • Skill Development Training Center Kholne Ke Liye Online Apply Kaise Kare:

Agar Aap Training Provider Banana Chahte Hai Ya Aap Training Center Kholana Chahte Hai To Aapko Pradhan Mantri Kaushal Vikas Yojana (PMKVY) Ke Smart Portal Par Apna Online Registration Karna Hoga.👉 SMART - Skill Management & Accreditation of Training Centre

Training Provider Ko Registration Ke Time 10,000 Rupye Jama Karane Hoge. Jabki Training Center Ke Liye Aapko. 12,000 Rupye Aur 1000 Rupye Par/Job Roll Fees Deni Hogi Iski Full Details Ke Liye Yaha Click Kare.👉 PMKVY Training Partner Registration. 👉NSDC Training Partner Registration Process

Friends, Aapko Hamara Article Pasand Aaya Ho To Social Media Pe Share Jarur Kare. and Koi Bhi Sawal Ho To Hame Comment Me Pus Sakte Ho, Hamari Har New Article Ke Update Apne Email Id Par Free Me Pana Chahte Ho To Subscribe Bhi Kar Sakte Ho. Thanks And Keep Visiting.

ALSO READ: 

Read More

High Salary Job Ke Liye 12th Ke Baad Chune Is Subject Ke 11 Courses

March 28, 2019 0
12th Ke Baad Aksar Students Apne Feature Ke Baare Me Soch Kar Aage Ki Padhai Karte Hai. Unke Liye Har Subject Me Itane Sare Courses Hai Ki Unhe Kai Baar Confusion Ho Jaata Hai Ki Kon Sa Course Kare. Har Subject Me Aise Kai Courses Hai Jinke Baare Me Sabko Pata Nahi Hota, Ya Ise Karne Se Kya Fayda Hoga Iske Baare Me Bhi Jyada Jankari Nahi Hoti.

India Me Bhi Kafi Sari High Salary Jobs Hai Jo Beginners Ko Bhi Best Salary Dete Hai. Iske Liye CEDP Skill Institute Ki Guideline Ke Anusar Yaha Bata Rahe Hai Ki 12th Ke Baad Kon Sa Course Kare Ki Aapko Bhi Ye Job Mil Sake. Aaj Ke Is Article Me Ham Aapko Batane Jaa Rahe Hai Ye 11 Courses Jo Engineering Aur Technology Ke Students Ke Best Options Hai. Inme Se Koi Bhi Course Kare Jis Me Aapko Aage Chal-Kar Ak Best Job Milne Ka Chance Badh Jaata Hai. Jobs And Education Ki Is Series Me Ham Aapko Har Subject Ke Best Courses Ki Jankari Provide Karte Rahege.

Engineering And Technology Ke Students Ke Best Options Hai Ye 11 Courses

after-12th-high-salary-jobs

1. Textile Engineering
Course Urination:- 4 years
Fresher Ki Salary:- 4 Se 6 Lakhs Yearly

2. Food Technology
Course Urination:- 4 years
Fresher Ki Salary:- 4 Se 7 Lakhs Yearly

3. Petroleum Engineering
Course Urination:- 4 years
Fresher Ki Salary:- 4 Se 7 Lakhs Yearly

4. Agriculture Engineering
Course Urination:- 4 years
Fresher Ki Salary:- 4 Se 7 Lakhs Yearly

5. Aeronautics Engineering
Course Urination:- 4 years
Fresher Ki Salary:- 4 Se 7 Lakhs Yearly

6. Bio Technology
Course Urination:- 4 years
Fresher Ki Salary:- 4 Se 6 Lakhs Yearly

7. Chemical Engineering
Course Urination:- 4 years
Fresher Ki Salary:- 4 Se 6 Lakhs Yearly

8. Electronic And Communication Engineering
Course Urination:- 4 years
Fresher Ki Salary:- 4 Se 6 Lakhs Yearly

9. Computer Science And Engineering
Course Urination:- 4 years
Fresher Ki Salary:- 3 Se 5 Lakhs Yearly

10. Mechanical Engineering
Course Urination:- 4 years
Fresher Ki Salary:- 4 Se 7 Lakhs Yearly

11. Civil Engineering
Course Urination:- 4 years
Fresher Ki Salary:- 3 Se 5 Lakhs Yearly

Friends, Hamara Ye Article After 12th High Salary Job Ke Liye Kon Sa Course Chune, Ya 12th Ke Baad Kon Sa Course Chune Jo Hame Aage Jaake High Salary And Best Job Dilane Me Help Kare. Ye Post Kaisi Lagi? Aapko Pasand Aayi Ho To Hame Like, Comment And Share Jarur Kare, Aur Aisi Hi Update Free Me Pana Chahte Ho To Hamare Blog Ko Subscribe Kare. Thanks And Keep Visiting.

YOU MAY ALSO LIKE:
Read More

Content Writer Me Career Kaise Banaye, Jobs Ki Hai Bhari Demand

March 28, 2019 0
Aaj Ke Samay Me Best Job Ko Lekar Mara-Mari Hai, Aaj Ham Aapko Ak Aise Rojagaar Ke Baare Me Bata Rahe Hai, Jisme Aap Ghar Baithe Achhe Paise Kama Sakte Hai. Agar Aapko Likhne Ka शोक Hai To Is Me Aap Career Bhi Bana Sakte Hai. Aap Copy WriterContent WriterWeb Writer etc Bankar Apna Feature Better Bana Sakte Hai. Pahle Ki Tulna Me Aise Writers Ki Mang Teji Se Badh Rahi Hai.

Ajkal Jyada-tar Multinational Companies Aise Writers Ko Higher Krana Pasand Karti Hai Jo Products Aur Services Ke Baare Me Attractive Aur Best Tarike Se Likhane Ki कला Ka Gyan Rakhte Hai. Eske Liye Nizi Aur Government Colleges Se  Lekhan Me Bachelor's Aur Masters Degree Prapt Kar Sakte Hai. Aaj Hum Apko Bataa Rahe Hai Ki Kaise Aap Is Field  Me Career Bana Sakte Hai.
how-to-create-careers-in-content-writer

Content Writing Me Apna Career Kaise Banaye, Jobs Ke Hai Kai Mauke.


Compulsory Qualification  :
Is Tarah Ki Jobs Ke Liye Public Relation Se Jude Degree Ya Diploma Course Wale Ko Is Field Me Priority Di Jaati Hai. Iske Alava Yadi Aap English Par Achhi Pakad Rakhte Hai To Isme Jyada Kamai Kar Sakte Hai. Subject Based Issues Par Likhne Ke Liye Aapko Related Topics Ka Basic Knowledge Ke Alava समसामयिक घटनाओं Ki Jankari Bhi Honi Chahiye.

Web Content Writer :
Techno Friendly Hone Ke Chalte Aaj-Kal Log Jankari Ke Liye News, Magazine Aur Website Ki Help Jyada Lete Hai. Aise Me Content Writing Ki Demand Teji Se Badhi Hai. Pahle Sirf Bade शहरों Me Iske Writer Ki Demand Thi, Lekin Ab Chhote शहरों Me Bhi Demand Hai. Isme Kai Badi Companies Apne Products Ke Liye Achha Aur Bahetar Content Likhne Wale Ko Priority Deti Hai.

Resume Writer :
Kisi Institute Ya Company Me Job Ke Liye Apply Karte Samay Attractive Resume Hona Chahiye. Aise Me Candidate Aksar Resume Writer Ki Help Lete Hai. Resume Writer Candidate Ki Eligibility Aur Skills Ko Dhyan Me Rakhte Huye Unke Resume Is Tarah Se Taiyar Karte Hai Ki Interview Lene Wala Use Padhate Hi प्रभावित Ho Jaaye. Job Milne Me Acche Resume Se Bhi Help Milti Hai.

 Science Writer :
Science Aur Technology  Ke Is Samay Science Writer Ki Demand Bhi Teji Se Badh Rahi Hai. Medical, Science, Technology Aadi Se Jude Topics Par Likhne Wale Ko Science Writer Ya Science Presenter Kahte Hai. Isme विज्ञान Ya Search Aadharit आंकड़ों Ke Anusar Report Taiyar Karni Hoti Hai. Inse Sabse Adhik Help Scientist Aur Doctor Lete Hai. Is Tarah Ke Liye Lekhan Karte Samay Science Par Achhi Pakad Honi Bahut Jaruri Hai.

Host Writer :
Famous Aur नामी लोग Bhi Aise Writers Ko Higher Karte Hai. Aise Writer Unki Baato Ko Simple Aur Attractive Tarike Se कागज़ Par Utar Sake. Inhe Host Writer Kahte Hai. Host Writer Un Logo Ki Batai Jankari Aur विचारों Ko Ak Kitab Ke Roop Me Taiyar Karte Hai Jise Biography Ka Naam Diya Jaata Hai. Inhe Memory Aur Autobiography Likhne Ke Liye Bhi Log Higher Karte Hai.

Starting Salary And Packages :
Isme Full Time Job Ke Alava Freelancing Bhi Kar Sakte Hai. Starting Me Is Tarah Ke Jobs Me 15 Se 20,000 Rupye Par Month Salary Milti Hai Jab Ki Experience Badhne Par Salary Bhi Badhti Hai. Agar Aap Freelancer Hai To Par Article 1000 Se 5000 Rupye Tak Kama Sakte Hai. Is Field Me Work Experience Kafi Mayne Rakhta Hai.

YOU MAY ALSO LIKE:
Read More