Internet Happy World: Happy World Special

Hot

Showing posts with label Happy World Special. Show all posts
Showing posts with label Happy World Special. Show all posts

April 27, 2019

Kisi Bhi Banks Me Customers Ko Milte Hai 10 Rights - Pata Hai Aapko?

April 27, 2019 1
Banks Se Jude Kaam Sabhi Ke Liye Aasan Nahi Hote. Bank Ke Baare Me Jyada Jankari Na Hone Se Bank Account Khulvana, Loan Lena Jaisa Kaam Mushkil Ho Jaate Hai. Customer Ko Aksar Apne Rights (अधिकरो) Ki Puri Jankari Nahi Hoti, Jis Se Unhe In Mushkilo Ka Samna Karna Padta Hai. In मुश्किलो Se Nijat Dilane Ke Liye Reserve Bank Dvara गठित Banking Codes and Standards Board of India (BCSBI) Ne Bank Customers Ko Bahut Sare अधिकारो Diye Hai. Ham Aapko Aise Hi 10 Banking Rights Ke Baare Me Batane Jaa Rahe Hai, Jinhe Jankar Aap Iska Fayda Utha Sakte Ho.

Banks Ne Customers Ko Diye Hai Ye 10 Rights

 10 Banking Rights to customers

1. Right to Open Bank Account
Koi Bhi Bank Keval Permanent Address Proof Ke Abhav Me Country Ke Kisi Bhi Areas Me Rahne Wale Indian Citizens Ka Account Kholne Se Inkar Nahi Kar Sakta.

2. Fund Transfer Right
Koi Bhi Vykti Kisi Bhi Bank Se National Electronic Funds Transfer (NEFT) Ke Jariye 50,000 Rupye Tak रकम Kisi Other Bank Account Me Deposit Kara Sakte Hai. Iske Liye Jaruri Nahi Hai Ki Related Bank Me Us Vykti Ka Account Ho.

3. Check Collection Me देरी Par मुआवजा
Check Collection  Me Bank Ki Taraf Se निर्धारित Samay Se Jyada Vakt Lagne Par Customers Ko मुआवजा Pane Ka Rights Hai. मुआवजे Ki Rakam Simple Interest Rate (साधारण ब्याज दर) Ke Hisab Se Chukai Jayegi.

4. Right to Withdraw Security
Yadi Kisi Customer Ne Bank Se Loan Liya Hai, Jiske Liye Security Di Hai To Is Mamle Me Puri देनदारी Chukaye Jaane Ke 15 Din Ke Bhitar Security Vapas Milni Chahiye.

5. Right to Information
Bank Aur Aapke Bich Huye Agreement Me Yadi Bank Inme Koi Badlav Karta Hai, To Yuse Aisa Karne Se 30 Days Pahle Notice Bhejkar Aapko Iski Jankari Deni Hogi.

6.Unauthorized Withdrawal Ke Liye Customer दोषी Nahi.
Customer Ke Bank Account Se Hui Unauthorized Withdrawal Ke Liye Bank Customer Ko दोषी Nahi ठहरा Sakta Hai. Isko Sabit Karne Ki Jimmedari Bank Ki Hogi. 10th Pass Ke Liye Bank Me Part-time Job, Kare Online Apply

7. इनकार Ka Reason Janne Ka Adhikar
Yadi Bank Koi Facility Dene Se Inkaar Karta Hai, To Customer Ko Iski Vajah Janne Ka Pura Adhikar Hai.

8. Third Party Products
Koi Bhi Bank Kisi Bhi Customer Ko Jabran Third Party Products Nahi Bech Sakta. Third Party Products Ka Matalab Aise Products Se Hai, Jo Related Bank Ke Nahi Hote.

9. Right to Privacy
Customer Ki Private Information Ko Secret Rakhna Banks Ki अहम Jimmedari Hai. Bank Aapki Personal Information Bina सहमति Se Kisi Se Share Nahi Kar Sakta Hai. Bigger Loan Ki Musibat Se Bachne Ke 8 Asan Tarike

10. शिकायत Ko निपटाने Ka Rights
Bank Ko Customer Ko Diye Gaye Rights Ka Palan Karna Hoga. Uski Shikayat Ka Bank Ko समाधान Karna Hi Hoga.

11. Right of Appropriate Behavior
Read More

Kisi Bhi Phone Ko Apne Phone Me Access kare, Live Camera Aur All Data Ko

April 27, 2019 12

Kisi Bhi Phone Ke Live Camera, Photos, Videos, Massage, Apps, File, Contact, Music Kaise Dekhe.

mobile hacking tricks

Girlfriend Ke Phone Ke Live Recording Apne Phone Ya PC Me Kaise Dekhe.


Google Play Store Par Ak Aisa Free App Hai Jo Kisi Bhi Phone Ka Sara Data Aapko Dikha Sakta Hai. Yani Us Phone Ke Sabhi Photos, Videos, Massage, Apps, Files, Contact Number, Music Samet Kai Dusri Baate Bhi Jaan Sakte Hai. Yani Ki Aap Us Phone Ko Kahi Bhi, Kabhi Bhi Full Control Kar Sakte Ho. Jaise Ki Uske Phone Se Koi Bhi Data Delete Bhi Kar Sakte Ho, Aur Upload Bhi Kar Sakte Ho.

Aur To Aur Is Aap Ki Khasiyat Ye Hai Ki Us User Ko Pata Hi Nahi Chalta Ki Unke Phone Ko Koi Aur Access Kar Raha Hai. Yani Ki Aap Jab Chahe Tab Us Phone Ka Camera ON Bhi Kar Sakte Ho Chahe Front Ho Ya Back Camera Sath Hi Us Phone Ki Flash Light Bhi On Off Kar Sakte Ho. Aur Us Phone Ka Continue ScreenShot Bhi Le Sakte Hai, Jis Se Aapko Har Haal Me Pata Chalata Rahta Hai Ki Us Phone Me Kya Ho Raha Hai. Aur Bhi Bahut Sare Best Feature Hai Jo Aage Bata Rahe Hai.

Iske Liye Sirf Is App Ko Us Phone Me Install Karna Hota Hai. Itana Hi Nahi, Is App Ko Jis Phone Me Install Kiya Jaata Hai Vo Use Uninstall Bhi Nahi Kar Sakte Hai. Aap Jis Phone Me App Install Karege Uska Data Puri Duniya Me Kahi Bhi Aap Dekh Sakte Hai.

Kisi Ka Bhi Smartphone Hack Kaise Kare.

Is App Ka Use Phone Ko HACK Karne Ke Liye Kiya Jaata Hai. Is App Ka Size Karib 57MB Hai, App Ki Help Se Us Phone Ki Sari Details Aapko Milti Rahti Hai. Aap Us Phone Ke Screenshot Bhi Le Sakte Hai. Us Phone Ke Mojud Photo Aur Video Ko Dusre Phone Ya Computer Par Save Bhi Kiya Jaa Sakta Hai. Agar Us Phone Par Koi Massage Ya Call Aata Hai To Bhi Vo Aap Aasani Se Dekh Sakte Ho, And Call Ki Sari Details Bhi Dekh Sakte Ho, Jaise Ki Incoming Calls, Outgoing Calls, Missed Calls, Sabhi Call Detail Duration Ke Sath Aapko Milti Rahti Hai, Is App Ke Jariye Aap Free Calls And Massage Bhi Kisi Ko Bhi Send Kar Sakte Ho.

App Ko Install Karne Ki Process
Is App Ko Aasani Se Koi Bhi User Install Kar Sakta Hai. Isme Koi Aisi Setting Nahi Hai Jaha Aapko Problem Face Karna Pade. Yani Aap Kisi Bhi Phone Me Is App Ko Istall Karke Aasani Se Use Hack Kar Sakte Hai.

App Ke Baare Me.
Is App Ko 5 Crore Se Jyada Baar Install Kiya Gaya Hai. Jo Users Is App Ko Use Kar Rahe Hai Unhe Ise 5 Me Se 4.5 Star Rating Di Hai. Iska Size Aur Jaruri Android Alag-Alag Device Ke Hisab Se Hota Hai. App Ki Help Se Aap Apne Phone Ko Bhi ढूंढ Sakte Hai Vo Bhi Best Feature Hai, Jiski Help Se Aapke Phone Ki Live Location Dekh Sakte Ho, Aur Vo Bhi Satellite Mode Me.

Is App Ko Kaise Use Kiya Jaata Hai.
Is App Ka Naam Hai AirDroid, Ise Install Karne Ke Baad Ye Aapse Account Banane Ke Liye Pusta Hai. Yaha Par Aapko Sign-Up Par Click Karna Hoga. Yaha Email ID Ke Sath Apna Naya Password Bana Le. Sath Hi, Koi Nic Name Bhi De Sakte Hai.
mobile-hacking-tricks

Ab Aapke Samne Jo Screen Open Hogi Usme Niche Ki Taraf Tools Ke Option Par Click Kare. Yaha Par Find Phone Par Jakar Option Ko ON Kar Le. Iski Help Se Aap Is Phone Ki Location Ko Hamesha Track Kar Sakte Hai.

Apne Smartphone Ka Live Video Recording PC Me Kaise Dekhe.

Ab Niche Ki Tataf Diye Gaye Tisre Option Me🙎 Par Jaaye. Yaha Niche Ki Taraf Settings Par Click Kare Aur Remote Transfer Me Jakar Always Allow Ko Select Kare, Sath Hi Check Update Automatically Ko Off Kare. Aur Require Confirmation Ko Bhi Off Kare.
Kisi Bhi Phone Ka Full Remote Control Aise Kare Apne Phone Se.

Ab Apne Phone Ki Setting Me Jakar Apps Me Jaaye, Yaha Par AirDroid App Ko Select Kare. Ab Isme Notification Ke Option Me Jakar Block All Ko On Kar De. Agar Aapko Ye Option Phone Ki Setting Me Apps Me Na Mile To Aap Prompt & Notification Par Click Kare Uske Baad App Notification Par Jaaye, Uske Baad Aapke Phone Ki Sabhi Apps Ki List Open Hogi Jaha Par Aapko AirDroid Par Click Kare Uske Baad Block Aur Sensitive Wale Option Ko ON Kar De, Taki Uske Phone Ki Sabhi Notification Off Ho Jaaye Aur Unko Pata Na Chale ki Aapne Uske Phone Me Hacking Wali App Ko Install Kiya Hai.
Kisi Bhi Phone Ke Live Camera Aur All Data Ko Apne Phone Me Kaise Dekhe

Ab Aap Jis Phone Ya Computer Par Us Phone Ka Sara Data Dekhna Chahte Hai Us Par Apne Browser Me Jakar Web.airdroid.com Website Open Kare. Yaha Par Aapko Login Karne Ko Kaha Jayega, Aapko Yaha Par Account Banate Time Jis Id Dali Thi Vo Email Id Dalna Hoga, Aur Password Enter Kare, Ya Feer Aapko Ak Mail Aaya Hoga Email Conformation  Par Click Karke Bhi Login Kar Sakte Ho. Uske Baad Aapko Us Phone Ka Sabhi Data Mil Jayega, Jise Aap Download Bhi Kar Sakte Ho, Aur Delete Bhi.

Smartphone Aur PC Ke File Transfer Ke Liye Best Application.

Apne PC Aur Mobile Ke File Share Ya Transfer Karne Ke Liye Bhi Iska Use Kar Sakte Ho. Iske Liye Apne Mobile Me AirDroid App Ko Install Karle Aur PC Me Web.AirDroid.Com Site Open Kare. Uske Baad Aapko Login Karna Hoga, Iske Liye Aap QR Scanner Se Bhi Login Kar Sakte Hai Yaa Feer Email Id Aur Password Dalke Bhi Login Kar Sakte Hai. Uske Baad Apne Phone Me Is App Ko Open Kare Our Transfer Par Click Kare, Aur Jo Bhi File PC Me Send Karna Chahte Hai Use Select Karke Send Kar De.

Is App Me Bahut Sare Useful Tools Diye Gaye Hai Jiski Help Se Aap Bahut Sara Kaam Easily Kar Sakte Hai. Jaise Ki Aap Us Device Ka Sara Data Open Kar Sakte Hai Jisme Us Device Ki SD Card Aur Internal Memory Ko Open Kar Sakte Hai. Aur Apps, Photo, Music, Video, Docs, Large File, Download Aur Received File Ko Open Kar Sakte Hai.

Kisi Bhi Phone Ka Full Remote Control Aise Kare Apne Phone Se.

Tools Ka Second Option Hai Record Screen, Jiski Help Se Aap Us Device Ki Puri Screen Record Kar Sakte Hai. Aur Use Apne Mobile Me Dekh Bhi Sakte Ho. Ye Option Us Device Me Manu Baar Par Show Hota Hai. Aur Screen Recorder Ki Settings Bhi Aap Kar Sakte Hai.

Tools Ka Tisra Aur Chotha Option Hai Backup Aur Booster Jaha Se Aap Apne Device Ka Sara Backup Le Sakte Ho, Aur Apne Phone Ki Memory Ko Consume Bhi Kar Sakte Hai Booster Ki Help Se. Jaha Se Aapke Device Me Memory Space Milega.

Tools Ka Ye Option Sabse Useful Hai Kyu Ki Yaha Par Aapko Apne Phone Ko Kahi Gum Hone Par Live Location Milti Hai. Ise Activate Karne Ke Liye Find Phone Par Click Kare, Aur Turn ON Par Click Kare, Uske Baad Feer Se Login Kare, Uske Baad Turn On Now Par Click Kare. Feer Activate Par Click Kare. Activate Device Administration Ko Activate Karde, Aapke Phone Live Location Aap Kahi Bhi Dekh Sakte Hai Ya Feer Kisi Bhi Phone Ki Jisme Ye App install Hai. Iske Liye Internet Pe Web.AirDroid.Com Site Open Karke Apna Account Open Kare, Jaha Se Aap Find Phone Ki Help Se Us Device Ki Location Ka Pata Laga Sakte Hai.
kisi bhi phone ki live location kaise dikhe

Uske Baad Tools Ka Option Hai Tethering Jaha Se Aap WiFi Hotspot, USB, PC Connect Kar Sakte Hai. Apne Computer Aur Mobile Ko Ak Dusre Se Wifi Se Connect Kar Sakte Hai.

Tools Ka Ye Bhi Bahut Hi Useful Tools Hai, Desktop Notifications Par Click Karke Aap Apne Hisab Se Settings Kar Sakte Hai, Jaise Ki Aap Jiska Phone Hack Kiya Hai Uski Sari Notification Apne Desktop Pe Milti Rahe, Jaha Se Aap SMS, Calls Aur Bhi Bahut Kuchh, Jis Se Aapko Pata Lag Jata Hai Ki Kab Us Device Me Kisi Ka Call Aaya Ya Feer SMS Mila.

Apne Computer Ke Browser Me Web.Airdroid.com Site Open Karne Ke Baad Aapko Bahut Sare Feature Milte Hai,  Vo Kafi Useful Hai. Agar Aap Chaho To Computer Me Bhi Is App Ko Install Kar Sakte Hai. Sirf 53MB Ka Size Hai. Ise Aap Browser Ya Web Me Do Tatiko Se Login Kar Sakte Ho. Agar Aapke Paas Dusre Mobile Par Bhi Is App Ko Install Kiya Hai To QR Scanner Se Bhi Login Kar Sakte Hai Aur Email And Password Se Bhi Log In Kar Sakte Hai.

Apne Smartphone Ka Live Video Recording PC Me Kaise Dekhe.

Yaha Se Aap Us Phone Ke Contact Number Ki List Dekh Sakte Ho, Sath Hi Call Logs Bhi. Camera Wale Option Par Click Karne Se Aap Us Phone Ka Camera Bhi On Kar Sakte Hai. Vo Bhi Aap Jo Chahe Front Ya Back Camera On Kar Sakte Hai. Aur Flash Light Bhi On-Off Kar Sakte Ho. Yani Ki Aap Us User Ki Live Recording Dekh Sakte Ho Aur Sun Bhi Sakte Ho. But Ye Feature Sort Time Ke Liye Hi Available Hota Hai Uske Baad Aapko Premium Version Ko Download Karna Hoga. Us Phone Ki Battery Percentage Bhi Aap Dekh Sakte Ho. Aur Network Bhi Dekh Sakte Hai.

Vaise To Bahut Sare Useful Tools Aur Bhi Hai But Vo Sab Aap Install Karne Ke Baad Use Karege Tab Malum Ho Jayega. Abhi Itana Kafi Hai, Dosto Kaise Laga Ye Mera Article, Comment Me Jarur Bataiye. Aur Post Ko Apne Dosto Ke Sath Share Karna Na Bhule.

Ye Bhi Padhe➦

Read More

Multiple Bank Account Hone Ke Fayde Aur Nuksan Kya Hai

April 27, 2019 6

Ak Se Jyada Bank Account होने के फायदे और नुकसान क्या है।

Aaj Ke Samay Me Jyadatar Log Aise Hai Jo Apne Naam Se Ak Se Jyada Bank Account Rakhte Hai. Kuchh Logo Ke Liye To Yah Jarurat Bhi Hai To Kuchh Log Bina Jarurat Bhi Ak Se Jyada Bank Account Khulva Lete Hai. Example Ke Liye Agar Koi Businessman Hai Aur Paiso Ka Len-Den Daily Basis Par Jyada Hai To Uski Jarurat Ban Jaati Hai Ki Vo Ak Ya Jyada Bank Account Rakhe, Lekin Bahut Se Log Salary Account Ke Alava Saving Account Khulva Lete Hai. असल Me Log Ak Se Jyada Bank Account To Khulva Lete Hai, Lekin Ise Manege Nahi Kar Paate Hai. Aur Uske Fayde (Benefit) Aur Nuksan (Loss) Ke Baare Me Nahi Sochte Hai. Alag-Alag Account Me जमा पैसों Par Aapko Bada Nuksan Uthana Pad Sakta Hai. Aise Me Agar Aapke Paas Bhi 2 Ya 2 Se Jyada Bank Account Hai To Ye Article Aapke Kaam Ke Sabit Ho Sakte Hai.

Multiple Bank Account के 6 नुकसान
/multiple-bank-account-benefits-and-loss.
Better Income Pane Se Rah Jayenge Pichhe:
Ak Se Jyada Banks Me Account Hone Se Aapko Bada Loss Ho Sakta Hai, Jiske Baare Me Aapko Pata Hi Na Ho. Actually, Aapko Apne Har Bank Account Ko Manage Karne Ke Liye Usme राशि Ka Ak तय Amount Rakhna Hi Hota Hai. Yani Ki Jyada Bank Me Account Hone Se Aapka Bada Amount To Banks Me Hi फंस Jaata Hai. Us राशि Par Aapko Jyada Se Jyada 5 Se 6% Hi Yearly Return Milta Hai. 

Vahi, Agar Jyada Saving Account Me Paise Rakhne Ki Bajaye Uuse Dusri Schemes For example, Post Office, Stock Market, Mutual Fund, Government Bond Liquidity Fund Ya Fix Deposit Me Lagaye To Aapka Yearly Return Kai Guna Badh Sakta Hai. Actually Stock Market Aur Mutual Fund To Aapke Paiso Par Saving Account Ki Tulna Me Kai Guna Jyada Return De Sakta Hai. Aur Dusri Savings Schemes Me Bhi Better Income Ho Sakti Hai.

➧1. Jyadatar Saving Account Me Bank Ki Aur Se Minimum Balance Rakhne Ka प्रावधान Hota Hai. Agar Aap Aisa Nahi Karte To Bank Aapse Penalty वसूल Karte Hai. Aapke Account Par रोक Bhi Lag Sakti Hai. Actually Kai Banks Me Minimum Balance Ki Limit Maximum 10,000 Rupye Hai. Yani Aapke Paas Ak Se Jyada Account Hai To Aapki Tension Badh Sakti Hai.

➧2. Multiple Bank Account Hone Se प्रत्येक Account Par Aapko Yearly Maintenance Fees and Service Charge Dene Hote Hai. Credit Aur Debit card, And Other Banking Facilities Ke Liye Customers Se Extra Charge वसूलते Hai. Yaha Bhi Aapko Kafi Nuksan Uthana Padta Hai, Jiska Pata Hame Nahi Chalata.

➧3. Multiple Bank Account Rakhne Ka Ak Bada Nuksan Ye Hai Ki Debit Card Ya Account Password Bhul Jaane Par Isko Recover Karna Mushkil Hota Hai.

➧4. Income Tax File Karne Me Pareshani.
Jyada Banks Me Account Hone Se Income Tax जमा Karte Samay Kafi दिक्कतों Ka Samna Karna Padta Hai. Paperwork Me Adhik माथापच्ची Karni Padti Hai. Sath Hi Income Tax File Karte Samay Sabhi Bank Account Se Judi Jankari Rakhna Aur Uske Statement Ka Record Jutana Kafi पेचीदा Kaam Ho Jaata Hai.

Multiple Bank Account Ke Fayde Kya Hai.
➧1.Bank द्वारा ATM Se Sirf 5 Transaction Aur Dusre Bank Ke ATM Se 3 Transaction Ki Limit तय Kar Dene Ke Baad Multiple Account Hone Se Jyada Free Transaction Ki Facility Mil Jaati Hai. Agar 2 Bank Me Account Hai To ATM Se 10 Baar Free Transaction Kar Sakte Hai. Kisi Ak Bank Ka Network Fail Ho To Aap Dusre Bank Ke ATM Ya Online Banking Ka Istemaal Kar Paate Hai.

➧2. Agar Koi Bank Low Interest Offer Kar Raha Hai To Aap Apne Paise Ko Dusre Bank Me Transfer Kar Adhik ब्याज Le Sakte Hai. Dusri Bank Se High Interest Ka Fayda Utha Sakte Ho.

➧3. Iske Alava Agar Aapke Paas Ak Se Adhik Bank Account Hai To Aap Kai Shandar Scheme Ka Fayda Utha Sakte Hai. Jinme Attractive Yearly Premium Par  Personal Accident Cover, etc., Shamil Hai. 

➧4. Multiple Account Hone Se Check Book Ki संख्‍या Badh Jaati Hai. Iske Sath Hi Bank Apne Account Holder Ko Credit Card Offer Karte Hai. Aapke Paas Ak Se Adhik Credit Card Select Karne Ka Option Hota Hai.

Multiple Bank Account Ko Kaise Manage Kare.
Agar Aapke Paas 2 Ya Jyada Bank Account Hai To Aap Unme Se Jise Use Nahi Kar Rahe Hai. Uuse Band Karva De. Multiple Bank Account Ko Sahi Tarike Se Manage Karne Ke Liye Ak Entry System Taiyar Kare. Isme Aap Sabhi Account Se Judi Jankario Ko Likh Kar Kahi Save Kare. Aap Jis Account Ka Istemaal Jis Kaam Ke Liye Karte Hai Uski Ak Category Bana Le. Sabhi Accounts Ko Kabhi Bhi Mix Na Kare. Agar Aap Aisa Karte Hai To Multiple Account Ka Fayda Utha Sakte Hai Aur Nuksan Ki गुंजाइश Bahut Cum Hogi. Expert Ka Manna Hai Ki Agar Jarurat Nahi Hai To Multiple Account Kholne Se Bachna Chahiye. Agar Job Change Katne Ke Chalte Aapka Ak Se Jyada Account Khul Bhi Jaate Hai To Aap Uuse Close Kara De.

➧ YOU MAY ALSO LIKE 
Read More

2019 में लागू होने वाले है ये 15 नियम क्या आप जानते है?

April 27, 2019 1

2019 की 15 ऐसी बाते जो आपकी लाइफ को काफी आसान बना देगी।

15 चीजें जो 2019 में आपके जीवन को आसान बना देंगी।

2019 में लागू होने वाले 15 नए नियमो के बारे में हिंदी में जानकारी।
2018 में कई बदलाव हुए। और इन बदलावो से हमें कई सारि सुविधाएँ मिली। 2019 में भी ऐसे ही कई सारे बदलाव होने वाला है। 2019 के होने वाले बदलाव की घोषणा हो चुकी है। इसमें रेल से लेकर आयकर तक के नियम शामिल हैं। आज के आर्टिकल में हम आपको बताने जा रहे है, ऐसे ही कुछ बदलावों के बारे में जो 2019 में लागू होंगे और किसी ना किसी तरह हमारी सुविधाओं में इजाफा करेंगे। तो चले अब बात करते है वो 15 चीजो के बारे मे जो 2019 में बड़े बदलाव लाने वाले है।

2019 में होने वाले बड़े बदलाव।
1). ट्रेनों में महिलाओं और बुजुर्गों के लिए कोटा में बढ़ावा होगा। :-
वरिष्ठ नागरिक, 45 वर्ष या उससे अधिक उम्र की महिलाओं और गर्भवती महिलाओं की सुविधाओं को ध्यान में रखते हुए, रेलवे ने ट्रेनों में लोअर बर्थ आरक्षण के लिए अपना कोटा बढ़ाया। अब किसी भी श्रेणी के सिंगल कोच के साथ मेल / एक्सप्रेस ट्रेन स्लीपर, एसी -3 टायर और एसी -2 टायर में उनके लिए आरक्षित लोअर बर्थ की संख्या 13 कर दी गईं है। 1 से अधिक कोच वाली ट्रेनों में बर्थ की संख्या 15 होगी। इनके अलावा राजधानी, दूरदराज और अन्य एसी ट्रेनों में उनके लिए 9 लोअर बर्थ रिजर्व होंगे।

अब तक यह नियम था: पहले इस श्रेणी के नीचे आने वाले यात्रियों के लिए राजधानी और दुरंतो के मामले में फूल AC ट्रैन में केवल 7 सीटें आरक्षित थीं। मेल, एक्सप्रेस श्रेणी वाली अन्य ट्रैन में इसकी संख्या 12 थी।
2). आप जो चैनल देखेंगे, केवल इसीकी पैसा देना होगा। :-

भारतीय दूरसंचार प्राधिकरण (TRAI) ने अपने पसंदीदा चैनल का चयन करने के लिए देश के सभी केबल टीवी और DTH उपयोगकर्ताओं को 31 जनवरी तक का समय दिया है। नई योजना के तहत, उपयोगकर्ता अपने पसंदीदा टीवी चैनल को देख सकेंगे और उन्हें केवल उन चैनलों के लिए बिल का भुगतान करना होगा।

वर्तमान में यह नियम है: वर्तमान में, केबल टीवी और डीटीएच उपयोगकर्ताओं को ओपरेटर द्वारा चयन किये गए पैकेज लेना पड़ता था, और उनके आधार पर भुगतान करना होता था।
3). पैन कार्ड को आधार से लिंक करना जरूरी होगा। :-

पैन कार्ड बैंकिंग और आयकर का एक महत्वपूर्ण दस्तावेज है। आधार कार्ड पर शीर्ष अदालत ने फैसला करते हुए पैन कार्ड के लिए आधार कार्ड का उपयोग अमान्य किया है। सुप्रीम कोर्ट के इस फैसले को ध्यान में रखते हुए, केंद्रीय प्रत्यक्ष कर बोर्ड (CBDT) ने आधार से भी पान कार्ड लिंक करने की अंतिम तिथि 31 मार्च, 2019 तय की गई है।

लिंक ना करने वाले लोग पे क्या होगा असर? अगर पैन कार्ड को 31 मार्च तक आधार से लिंक नहीं किया तो आयकर विभाग पैन नंबर को हटा सकता है।
4). दुर्घटना बीमा अलग-अलग से नहीं लेना होगा। :-

1  जनवरी, 2019 से, वाहनों के बीमा के साथ देश में नए नियम लागू किए जा रहे हैं। इसके तहत अगर आपके पास एक से अधिक वाहन हैं, तो आपको प्रत्येक वाहन के लिए अलग-अलग दुर्घटना बीमा नहीं लेना होगा। किसी भी एक वाहन के साथ यह कवर लेने से, यह अन्य वाहनों से अन्य वाहनों के लिए मान्य होगा। 

अब तक यह नियम था: अब तक, प्रत्येक वाहन को अलग-अलग बीमा लेना पड़ता था, जिसके परिणामस्वरूप ग्राहक पर अत्यधिक बोझ पड़ता था।
5). Magnetic Stripe वाले ATM कार्ड बंद हो जाएंगे। :-

1 जनवरी से कोई भी चुंबकीय पट्टी वाला डेबिट और क्रेडिट कार्ड काम नहीं करेगा। इसके बजाय, ग्राहकों को चिप वाले कार्ड लेने होंगे। चुंबकीय पट्टी वाला कार्ड कम सुरक्षित होता है, इसलिए कार्ड की सुरक्षा को बढ़ाने के लिए यह कदम उठाया गया है। यदि आपने अभी तक अपना कार्ड वापस नहीं किया है, तो आप बैंक से संपर्क करके इसे बदल सकते हैं। इसके लिए आपको अलग से कोई शुल्क नहीं देना होगा।

चुंबकीय पट्टी वाले कार्ड ऐसे होते हैं: चुंबकीय पट्टी वाले कार्ड में चिप नहीं होती है, और सुरक्षा के लिए पीछे की तरफ एक काली पट्टी होती है।
6). Cheque तेजी से Clear हो जाएगा। :-

1 जनवरी से नॉन-सीटीएस वाले चेक रोक दिए जाएंगे। आरबीआई के आदेश के अनुसार, यदि ग्राहक अभी भी ऐसी चेकबुक का उपयोग कर रहा है, तो उसे बैंक से चेक ट्रंकेशन सिस्टम (सीटीएस) वाली नई चेक बुक लेनी होगी। देश के सबसे बड़े बैंक, आरबीआई ने 12 दिसंबर से नॉन-सीटीएस चेक लेना बंद कर दिया है।

सीटीएस चेक क्या है ? इस चेक का Clearance के लिए फ़िजिकल चेक को एक बैंक से दूसरे बैंक के क्लियरिंग हाउस में भेजने की आवश्यकता नहीं है। पूरी प्रक्रिया चेक की इलेक्ट्रॉनिक छवि भेजकर ऑनलाइन हो जाती है। इससे जल्द ही चेक क्लियर हो जाएगा और इससे बैंकों की लागत भी कम हो जाएगी।
7). ब्याज दरों के निर्धारण की व्यवस्था बदल जाएगी। :-

1 अप्रैल, 2019 से होम लोन और ऑटो लोन पर ब्याज दरों में बदलाव होगा। रिजर्व बैंक द्वारा रेपो दर में बदलाव करने के बाद, बैंक स्वयं ब्याज दर को कम या ज्यादा करने का निर्णय लेती थी। लेकिन आरबीआई ने अप्रैल से रेपो रेट में कटौती के बाद ब्याज कम करने पर रोक लगा दी जाएगी। यही व्यवस्था छोटे व्यवसाय के मालिकों को दिए गए ऋण पर भी लागू होगी।

इसके लिए यह परिवर्तन हुआ: बैंक रेपो रेट बढ़ने पर तुरंत ब्याज दर बढ़ा देती है, लेकिन रेपो रेट घटने के बाद तुरंत लोन सस्ती करते नहीं है। इसकी वजह से लोन लेने वाले ग्राहक को नुकसान उठाना पड़ता है।
8). वाहन के साथ ही दुर्घटना बीमा लेना होगा। :-

Insurance Regulatory and Development Authority (IRDA) के नए नियमों के अनुसार, 1 जनवरी से मोटर बीमा के साथ 15 लाख रुपये का बीमा लेना अनिवार्य होगा। दुर्घटना में, वाहन के मालिक या चालक की मृत्यु या पूर्ण विभाजन होने पर उसके परिवार को यह राशि मिल जाएगी। Accidental Cover के लिए, आपको 750 रुपये का अतिरिक्त प्रीमियम देना होगा। इसके अलावा, अगर कंपनियां चाहें, तो वे वाहन मालिकों से अधिक प्रीमियम लेकर 15 लाख से अधिक का प्रीमियम दे सकेंगी।

अब तक क्या नियम था? अब तक, दोपहिया वाहनों के मालिकों को 1 लाख रुपये के दुर्घटना कवर के लिए 50 रुपये और चार पहिया वाहन के लिए 100 रुपये का भुगतान करना पड़ता था। इसके अलावा कमर्शियल वाहनों पर 2 लाख रुपये का कवर मिलता था।
9). रिटर्न नहीं भरने पर Penalty बढ़ जाएगी। :-

वित्तीय वर्ष 2017-18 का रिटर्न 31 जुलाई तक बिना Penalty भुगतान किया जा सकता था। इसके बाद, जो लोग 1 अगस्त से 31 दिसंबर तक 5 लाख से अधिक वार्षिक आय अर्जित करने वाले, वे केवल 5 हजार रुपये की Penalty के बाद रिटर्न भरने का अधिकार था। अगर आप अब भी नहीं रिटर्न भरे, तो यह जुर्माना 1 जनवरी से 10 हजार रुपये हो जाएगा। इस दंड को भरने से करदाता 31 मार्च, 2019 तक रिटर्न दाखिल कर सकेगा।

5 लाख रुपये से कम आय वाले लोगों के लिए, यह था नियम।
5 लाख रुपये से कम आय वाले करदाताओं के लिए, ईस पेनल्टी 31 जुलाई के बाद ITR का भुगतान करने पर जुर्माना 1 हजार रुपये था। 31 मार्च 2019 तक यही रहेगा।
10). वाहन को High Security Plate से सुरक्षित किया जाएगा। :-

नए साल में सभी वाहनों के लिए हाई सिक्योरिटी रजिस्ट्रेशन प्लेट (HSRP) लगाना अनिवार्य होगा। इस तिथि के बाद बाजार में सभी वाहनों में पहले से ही एक सुरक्षा प्लेट लगी होगी। इस व्यवस्था के कारण, ग्राहकों को उच्च सुरक्षा प्लेट प्राप्त करने के लिए RTO में इंतजार नहीं करना पड़ेगा।

हाई सिक्योरिटी प्लेट से क्या फायदे होंगे?
यह रजिस्ट्रेशन प्लेट में Hologram लगा होगा, और गाड़ी का नंबर लेजर मार्क से लिखा जाएगा। इसके साथ छेड़खानी करने पर यह टूट जाएगा। इसके कारण वाहन चोरी और धोखाधड़ी से राहत मिल सकती है। इस हाई सिक्योरिटी रजिस्ट्रेशन प्लेट के लिए ग्राहकों को अलग से भुगतान नहीं करना होगा।
11). पूरे देश में ड्राइविंग लाइसेंस और आरसी बुक एक जैसे ही होंगे। :-

1 जुलाई, 2019 से देश भर में एक जैसे ही ड्राइविंग लाइसेंस और वाहनों के रजिस्ट्रेशन कार्ड मिलेगा। दोनों कार्ड में QR कोड के साथ एक चिप भी होगी। कार्ड पर प्रिंट जानकारी के अलावा, चिप में ड्राइवर और वाहन की सभी जानकारी शामिल होगी। नए कार्ड में वाहन की सीटिंग, स्टैंडिंग और स्लीपर क्षमता भी लिखी होगी।

अब तक यह नियम है: अब तक अलग-अलग राज्यों में अलग-अलग लाइसेंस और आरसी बुक थे। चिप में सारी जानकारी होने की वजह से इसे एक क्लिक में सारि जानकारी हासिल की जा सकती है।
12). उड़ान इंटरनेशनल योजना से विदेशी यात्रा सस्ती होगी। :-

2019 में, देश भर के हवाई यात्रियों के लिए डीजी ट्रैवल सिस्टम लागू हो जाएगा। हवाई अड्डे पर जांच के लिए आईडी रखने की आवश्यकता कम हो जाएगी। एयरपोर्ट पर प्रवेश करने के लिए फेस स्केनिंग द्वारा पहचान संभव होगी। हैदराबाद और बैंगलोर हवाई अड्डों से शुरू होने वाली यह प्रणाली धीरे-धीरे अन्य हवाई अड्डों पर लागू होगी। इसके अलावा, हवाई जहाज में वाई-फाई कनेक्टिविटी शुरू हो सकती है।.

50% तक सस्ती होगी विदेश यात्रा:
इसके साथ ही उड़ान इंटरनेशनल योजना भी शुरू की जा सकती हैं। ऐसा होने पर, पड़ोसी देशों जैसे दुबई, सिंगापुर, चीन, मलेशिया और श्रीलंका के लिए 50% सीटें सस्ती हो सकती हैं।
13). चलती ट्रेन में कन्फर्म टिकट मिलेगा। :-

यदि किसी यात्री ने ट्रेन चलने के बाद टिकट रद्द कर दिया है, तो टीटीई को थोड़े समय के बाद जानकारी मिलती है। इस कारण ट्रेनों में वेटिंग लिस्ट में नाम वाले लोगों की पुष्टि नहीं की जा सकती है। अब टीटीई के पास एक हैंड-हेल्ड टर्मिनल होगा जिसके साथ डेटा को चलती ट्रेन में अपडेट किया जाएगा और वेटिंग लिस्ट में नाम वाले व्यक्ति को सीट मिल सकती है। शताब्दी, राजधानी और दुरंतो के 500 टीटीई को हैंड-हेल्ड टर्मिनल दिए जाएंगे।

इस तरह से होगा टिकट कन्फर्म:
टीटीई को मिलने वाला यह डिवाइस रेलवे सर्वर से जुड़ा होगा। इसके जरिए टिकट कैंसिलेशन का हर अपडेट टीटीई को मिलेगा। इस तरह, टिकट के रद्द होने पर टीटीई वेटिंग लिंस्ट के अनुसार  टिकट को बर्थ देगा।
14). 25 जनवरी तक वाटर लिस्ट में शामिल होने की संभावना। :-

लोकसभा चुनाव के लिए नए मतदाताओं का नाम वाटर लिस्ट में जोड़ा जाने लगा है। 1 जनवरी 2019 को 18 साल के हो चुके लोग इस सूची में अपना नाम शामिल कर सकते हैं। ऐसा करने की अंतिम तिथि 25 जनवरी है। जिन लोगों के नाम किसी भी कारण से काटे गए हैं, वे भी इस सूची में दर्ज कर सकते हैं।

नाम इस तरह पंजीकृत करें:
सभी मतदाताओं को वाटर लिस्ट में पंजीकरण के लिए BLO को मिलकर फार्म 6 भरना होगा। मतदाता इसके लिए चुनाव आयोग की वेबसाइट पर जाकर आवेदन कर सकते हैं।
15). मिक्स-फ्यूल वाली कारों से 20% की बचत होगी। :-

2019 में डीजल, पेट्रोल के साथ CNG (कंप्रेस्ड नेचुरल गैस), Biofuel और LNG (Liquified Natural Gas) का मिक्स-फ्यूल से चलने वाली कारों बाजार में आएगी। इसके कारण से डीजल पे चलने वाली कारों से ढ़ाई लाख लोगों को फायदा होगा।

ऐसी होगी बचत: मिक्स फ्यूल के इस्तेमाल से फ्यूल की लागत कम होगी। इस ईंधन के उपयोग से लागत में 20% तक की कमी आएगी।

फ्रेंड्स आज के आर्टिकल में हमने बात की 15 चीजें जो 2019 में आपके जीवन को काफी आसान बना देंगी। 2019 में लागू होने वाले 15 नियम के बारे में। 2019 Ki 15 Aisi Baate Jo Aapki Life Ko Kafi Aasan Bana Degi. 2019 के नए बदलाव की, 2019 में नियम की जो हर किसी के जीवन में बहुत बड़ा बदलाव लाने वाला होगा, हमे यही देखना होगा कि ये बदलाव हमारे जीवन मे कितना फायदेमंद साबित होगा। अगर आपको ये आर्टिकल पसंद आया हो तो लाइक शेयर कमेंट जरूर करे। और ऐसे ही फ्री में अपडेट पाना चाहते हो तो हमारे ब्लॉग को subscribe करे। थैंक्स एंड कीप विजिटिंग.....

इससे जुड़े कुछ और आर्टिकल पढ़े:-

Read More

Technology Ke Bare Me Ye 7 Myths, Jin Par Hum Karte Hai Full Trust

April 27, 2019 0
Technology Ke Baare Me Hame Bahut Sare Myths (भ्रम) Hai. But Sachai Kuchh Our Hi Hoti Hai. Aise Myths Ko Ham Aankhe Band Karke Bharosa Karte Hai. Aur to Aur Ham Inke Baare Me Sachai Janne ki Koshish Bhi Nahi karte hai. Isliye  Dosto aaj aapke liye Ak Aisa Article Lekar Aaya Hu Jo Aapke In Myths Ko Dur Kar Denge. And Unke Pichhe Ki Sachai Kya Hai Unse Puri Tarah Se Aapko वाकेफ Kiya Jayega.


टेक्नोलॉजी के बारे में हमें हैं 7 गलतफहमी, क्या आप जानना चाहेगे?

7-myths-about-technology

Indian Market Me Lagatar Aa Rahe Gadgets Our Increasing Technology Ko Lekar Logo Me Kai Tarah Myth Bane Huye Hai. Ye Myths Mobile Ki Battery Ka Ho Ya Smartphone Ke Camera Ka Ho, Laptop Ka Ho Ya Television Ka Ho. Ya Kisi Mobile Apps Ke Baare Me Ho. Isi Tarah Kai Sari Chije Ke Sath भ्रम Jude Hai. But Real Me Aisa Kuch Bhi Nahi Hota. Yaha Aapko Tech Se Jude Kuchh Aise Myths Aur Unse Judi Reality Ke Baare Me Hamne Batane Ki Koshish Ki Hai Jo Aapko Jarur Pasand Aayegi. ise Pura Read Kare..

1- Myth:
Battery Full Discharge Hone Par Hi Charge Karna.

Smartphone Ki Battery Ke Baare Me Aksar Logo Ka Kehna Hai Ki Use Tab Tak Charge Nahi Kiya Jana Chahiye, Jab Tak Vo Full Discharge Nahi Ho Jaati. Aisa Karne Se Battery Ki Life Bani Rahti Hai. Battery Se Judi Yah Baat Puri Tarah Se Galat Hai. Actually, Smartphone Ki Battery Ko Hamesha 90% Se 100% Ke Bich Me Hi Charge Karna Chahiye. Mobile Phone Ki Battery 10% Bachi Ho Tab Charge Par Laga Dena Sahi Hoga. Battery Agar Puri Tarah Discharge Ho Jayegi To Uski Life Par Impact Padta Hai.

2- Myth:
Cum Megapixel Hai To Photo Ki Clarity Achi Nahi Aayegi.

Aapke Smartphone Ke Megapixel Cum Hai To Photos Achi Nahi Aayegi, Aisa Bahut Sare Logo Ka Manna Hai. But Reality Kuchh Alag Hai. Actually, Megapixel Ka Kaam Photo Ke Resolution Ko Big Karna Hai. Isme Uski Quality Par Jyada Impact Nahi Padta. Aapne Kahi Baar Notice Bhi Kiya Hoga Ki Kisi Phone Me 2 Megapixel Camera Se Kisi Dusre Phone Ke 8 Megapixel Camera Se Better Quality Ka Photo Capture Hota Hai. Iska Sabse Bada Example Aapko Du To Vo Hai iPhone. Jiske 8 Megapixel Ki Photo Kai China Ke Smartphone Ke 16 Megapixel Se Bhi Jyada Better Aati Hai.

3- Myth:
Laptop (बांझपन) Sterile Bana Deta Hai.

Bahut Sare Research Me Laptop, Mobile Aur Wi-Fi Ko Infertility Se Jodne Ki Koshish Ki Gayi Hai. Jabki, Basic Science Ki Mane To Laptop Nahi Balki Us Se Nikal Ne Wali Heat Infertility Problem Ka Main Reason Hai. Isliye Bahetar Hoga Ki Aap Laptop Ko गोद Me Lekar Na Baithe. Unse Achha Hai Ki Aap Use Table Ya Desk Par Rakh Kar Hi Use Kare.

4- Myth:
LCD TV Se LED Better Hai.

LCD And LED Television Ke Kisi Bhi Parts Se Koi Relation Nahi Hai. LCD Television Ko Referee Karta Hai. Jisme Plasma Aur OLED (Organic Light Emitting Diode) Ke Sath Aane Wali Technology Bhi Shamil Hoti Hai. Dusri Taraf, LED Ka Matlab Light Emitting Diode Se Hota Hai. Jo Images Ki Light Ko Bahetar Karne Ka Kaam Karti Hai.

5- Myth:
Smartphone Apps Phone Ka Power Save Karti Hai.

Sabhi Smartphone Ke Operating System Ak Jaisi Nahi Hoti Hai Android, Window, iOS Dono Operating System Me Background Apps Lagb-hag Ak Hi Tarike Se Work Karte Hai. Isliye Kisi Bhi Application Aapke Phone Ki Battery Nahi Bacha Sakti, Jab Tak Ki Aap Phone Ka Limited Use Na Kare. Vaise Bhi Smartphone Ki Battery Saving Ke Bahut Sare Ways Hai Jaise Ki Ram Ko Clean Rakhna, Bina Vajah Ki Apps Ko Remove Karna. Bina Kaam Ke Wi-Fi Ya GPS, Bluetooth, Data Ko Off Rakhna, And Bina Kaam Ki File Ko File Manager Se Regular Remove Karte Rahena Etc. Aur Janne Ke Liye Ye Post Padhe.. 11 Tips Se Badhaye Phone Ki Battery Life Nahi Karna Hoga Baar- Baar Charge

6- Myth:
New Technology Se Quality Badhti Hai.

MP3 Player And iPod Ke Aa Jaane Se Logo Ko Music Sun ne Ki Bhut Jyada Facility Mil Gayi Hai. But, Aapko Ak Baat Batana Chuhuga Ki MP3 Aur CD Ki Sound Ki Quality Me Kafi अंतर Hai. MP3 Ke Mukable CD Ki Sound Quality  Bahetar Huya Karti Thi.

7- Myth:
Mac Par Virus Attack Nahi Hota.

Log Mac Operating System Ke Baare Me Aisa Mante Hai Ki Is Par Virus Ka Attack Nahi Hota, Lekin Ye Baat Puri Tarah Galat Hai. Actually, Mac Windows Ki Tarah Hi Ak Operating System Hai. Ha Ak Baat Jarur Hai ki Isme Virus Aane Ka Chances Cum Hote Hai. But Kai Aise Bhi Virus Mojud Hai Jinhe Mac Ke Liye Specially Design Kiya Gaya Hai.

Dosto, Article Pasand Aaya Ho To Share Jarur Kare, Ya Post Se Related Koi Sawal Ho To Comment me Pus Sakte Ho. मुलाकात बदल धन्यवाद ।।
Read More

Post Office Me Tax Saving Ki 4 Scheme, Jo Deti Hai Sabse Best Return

April 27, 2019 0
Yadi Aap Bina Koi Risk Liye Tax Saving Karna Chahte Hai To Aapke Liye Post Office Ki Scheme Sabse Best Ho Sakti Hai. Post Office Ki Scheme Sabse Jyada Secure Mani Jaati Hai. Market Me Chal Rahe Dusri Scheme Ke Comparison Me Inme Bhale Hi Bahut Bada Return Na Diya Jaa Raha Ho, Lekin Jitna Return Post Office Offer Kar Raha Hai, Ve Aapko Milna Fix Hai. In Scheme Me Investment Karke Aap Tax Save Kar Sakte Hai. Aaj Ke Is Article Me Ham Aapko Batane Jaa Rahe Hai Post Office Ki Aisi 4 Best Scheme Ke Baare Me Jo Tax Saving Ke Sath Good Return Bhi Milta Hai.

Tax Saving Scheme:
  • Term Deposit (TD)
  • National Savings Certificate (NSC)
  • Senior Citizen Savings Scheme (SCSS)
  • Public Provident Fund (PPF)

Post Office Me Good Returns Pane Aur Tax Saving Ki 4 Scheme.

Post Office Me Good Returns Aur Tax Saving Ki 4 Scheme.

Tax Saving Scheme No.1:
Term Deposit (TD)

Term Deposit Account Ko Koi Bhi Open Karva Sakta Hai. Yah Account Post Office Ki Ak Branch Se Dusri Branch Me Transfer Bhi Ho Sakta Hai. TD Account Open Karne Ki Koi Limit Nahi Hai. 10 Saal Ya Is Se Jyada उम्र Ka Koi Bhi Person Is Account Ko Operate Kar Sakta Hai. Isme 5 Years Ke Liye Kiya Gaya Investment 80C Ke Tahat कटौती Ke योग्य Hai. TD Account Me Aap Kitni Bhi Money Deposit Kar Sakte Hai. Isme Annually Interest Diya Hota Hai.

Tax Saving Scheme No.2:
National Savings Certificate (NSC)

Post Office Ki Yah Scheme Khas-Taur Par Employees, Businessman Ya Aise Logo Ke Liye Hai Jinki Salary Par Tax कटता Hai. Isme Maximum Investment Ki Koi Limit Nahi Hai. But, Aap Sirf 1.5 Lakh Rupaye Tak Ka Deduction Karva Sakte Hai. NSC Ke Certificate Ke Aadhar Par Aap Loan Bhi Le Sakte Hai. Loan Me Security Ke Taur Par Is Certificate Ko जमा Kiya Jaa Sakta Hai. Isme Interest Rate 6 Month Me Combined Kiya Jaata Hai. Financial Year 2016-17 Ke 3rd Aur 4th Quarters Me 5 Years Ke Liye NSC Ka Interest Rate 8% Annually Raha.

Tax Saving Scheme No.3:
Public Provident Fund (PPF)

Tax Saving Karne Ka Yah Sabse Jyada Prefer Karne Wala Option Hai. Isme Contribution, Interest and Maturity Amount Tax Free Hota Hai. Isme Account Open Hone Ke 7th Year Se Hi Paise Nikale Jaa Sakta Hai. Vahi Loan Tisre Financial Year Se Hi Liya Jaa Sakta Hai. Iska Maturity Period 15 Years Ka Hota Hai. Ise 5 Year Badhaya Bhi Jaa Sakta Hai. Retirement Ke Hisab Se Bhi Is Scheme Me Invest Karna Sabse Best Options Me Se Ak Hai.

Tax Saving Scheme No.4:
Senior Citizen Savings Scheme (SCSS)

Isme Vahi Log Account Open Karva Sakte Hai Jinki Age 60 Year Se Jyada Hai. VRS Lene Wale Log 55 Saal Ki उम्र Me Apna Account Open Kar Sakte Hai. Iska Maturity Period 5 Years Ka Hota Hai. Iske Investment Ko Bhi 80C Ke Tahat Claim Kiya Jaa Sakta Hai. Isme Quarterly Interest Diya Jaata Hai.

Dosto, Is Article Me Hamne Post Office Ki Tax Saving 4 Scheme, Term Deposit, National Savings Certificate, Senior Citizen Savings Scheme, Public Provident Fund Ke Baare Me Bataya, Jaha Se Aapko Sabse Best Return Milta Hai. Aap Isme Se Koi Kisi Bhi Scheme Me Apna Paisa Invest Kar Sakte Ho, Is Se Tax Bhi Bacha Sakte Hai. Umid Karta Hu Ki Aapko Hamara Ye Article Jarur Pasand Aaya Hoga, Aise Hi Update Pana Chahte Ho To Hamare Blog Ko Subscribe Kare, Aur Koi Sawal Ho To Comment Me Bataye, Thanks And Keep Visiting..
YOU MAY ALSO LIKE:

Read More