Internet Happy World: Happy World Special

Hot

Showing posts with label Happy World Special. Show all posts
Showing posts with label Happy World Special. Show all posts

March 23, 2019

ATM Card Kho Jane Par Ghar Baithe Mobile Se Kaise Kare Block

March 23, 2019 0

ATM Gum Hone Par Bina Bank Jaye Mobile Se Aise Kare Block

Hello, Dosto Aaj Ke Is Article Me Ham Aapko Batane Ja Rahe Hai Ek Aisi Tricks Jise Apna Kar Aap Bahut Badi Musibat Se Bach Sakte Hai. Jaise Ki Agar Aapka ATM Card Gum Hone Par Aap Ise Aasani Se Is Tricks Ko Use Kar Sakte Ho Aur Ye Trick Aapko Feature Me Bhi Bahut Kaam Aa Sakti Hai. Yaha Par Aapko Bataya Ja Raha Hai Ki ATM Card Kho Jane Par Kya Kare? ATM Card Ko Block Kaise Kare Online Ya Offline? ATM Block Karne Ka Number Kya Hai? Etc..

Agar Aapka ATM Card Kisi Ne Chura Liya Hai Ya Phir Kahi गिर Gaya Hai To Ise तुरंत Block Karna Bahut Jaruri Hai. Agar Aap Aisa Nahi Karte Ya Block Karne Me देर Lagate Hai To Aapke Paise Nikale Jaa Sakte Hai. Vaise To ATM Card Kho Jane Par Ise Block Karne Ke Bahut Sare Tarike Hai But Ham Aapko Sabse Aasan Aur Easy Tarika Bata Rahe Hai, Is Se Aap Kahi Par Bhi Apne Mobile Ke Jariye Card Ko Block Kar Sakte Hai. ATM Card Ko Block Karne Ke Liye Kuchh Log Bank Me Jate Hai To Kuchh Log SMS Ke Jariye Block Karte Hai. Lekin Aaj Ham Aapko In Sab Tariko Se हटकर Ak Aisa Tarika Batane Ja Rahe Hai Jis Se Aap Apne Mobile Se Hi ATM Card Ko Block Kar Sakte Hai. Mobile Se ATM Card Ko Kaise Block Karna Hai Iski Puri Process Ham Aapko Yaha Par Bata Rahe Hai.

Mobile Se ATM Card Ko Kaise Block Kare. ATM Card Ko Block Karne Ka Tarika Kya Hai?

how-to-block-ATM-card

Agar Aap Internet Banking Use Karte Hai To Aasani Se ATM Card Ko Block Kar Sakte Hai. Iske Liye Aapko Internet Banking Me Jakar ATM Card Ko Block Karna Hoga Is Puri Process Ko Aap 6 Step Me Complete Kar Sakte Hai.
  • Step_1. Bank Ki Official Website Par Jakar Log-In Karna Hoga, Jo Aap Pahle Se Net Banking Use Karte Ho To Aasan Hai Varna Aapko Pehle Sign-Up Karna Hoga Jisme Kafi Time Lagta Hai.
  • Step_2. Bank Ki Website Me Login Karne Ke Baad Aapko ATM Service>Block ATM Card Par Click Karna Hoga.
  • Step_3. Uske Baad Apna Account Select Kare, Jiska ATM Debit Card Block Karna Ho.
  • Step_4. ATM Card Select Karne Ke Baad Submit Button Par Click Kare.
  • Step_5. Aapke Registered Mobile Number Par OTP Aayega. Jisko Box Me Fill Karke Submit Kare.
  • Step_6. Ab Aap Ka ATM Card Block Ho Jayega, Aur Aapko Ak Reference Number Milega, Jiska Use Karke Aap Naya ATM Card Le Sakte Hai.

Bank Ko Email Kar Ke ATM Card Ko Block Kaise Kare.
Bank Ki Customer Care Ki Email Id Par Mail Karke Bhi ATM Card Ko Block Kiya Jaa Sakta Hai. Sabhi Banks Ki Apni Alag-Alag Email Id Hoti Hai. Is Me Aap ATM Card Number And Account Number, Account Holder Ka Name, Registered Mobile Number Ke Sath Bank Ko Mail Kar Card Ko Block Kar Sakte Hai.

To Dosto, Aaj Ke Article Me Hamne Ye Jana Ki Ham Ghar Baithe Mobile Se ATM Card Ko Block Yani Deactivate Kaise Kar Sakte Hai. Aur ATM Card Ko Block Karne Ke Sabse Aasan Tarike Online Aur Offline Dono Tarike Bataye, In Me Se Aapko Jo Best Lage Vahi Use Kar Sakte Hai, Aur Aise Hi Free Me Update Pana Chahte Ho Apne Mobile Par To Hame Subscribe Kare, Aur Article Pasand Aaya Ho To Share Kare, Aur Koi Sawal Ho To Comment Me Bataye, Thank And Keep Visiting.... Have A Nice Day!!!!!

Ye Bhi Padhe➦

Read More

Gun (बंदूक) Ka Licence Lene Ki Full Process Hindi Me

March 23, 2019 2

बंदूक Ka Licence Kaha Se Le Aur Kya Hai Process, Kitna Hoga Kharcha.

how-to-obtain-gun-license-in-india

Sirf 100 Rupye Me Le Sakte Hai In 3 Jagaho Se Gun Ka Licence.

India Me Gun Ka Licence Arms Act 1959 Ke Tahat Diya Jaata Hai  India Me Rahne Wale Citizen Sirf NBP Gun Non Prohibited Bore Ke Tahat बंदूक Le Sakte Hai. Is Act Ke Tahat Koi Bhi Citizen Apni Security Ke Liye Gun Ka Licence Le Sakta Hai. Aaj Ke Article Me Ham Aapko Batane Jaa Rahe Hai Gun Licence Lene Ki Puri Process Hindi Me To Last Tak Padhe.

Form A Download Karna Hoga.
Gun Ka Licence Lene Ke Liye Aapko Form A Fill Karna Hoga. Form A Download Karne Ke Liye Aap Is Link Par Click Kare FORM OF APPLICATION FOR AN ARMS LICENCE Yaha Se Aapka Form A Download Ho Jaayega.

India Me Milne Wale Sabhi Licence Ke Liye Isi Form Ka Use Kiya Jaata Hai. Sabhi Supporting Document Ke Sath Is Application Ko Arms Licensing Office Me Jama Karna Hota Hai. Yah Office (District Magistrate, Deputy Commissioner Ya Police Commissioner) Me Ho Sakta Hai. Aapke District Me Aapko Pata Karna Hoga Ki Kaha Application Jama Hoti Hai. 

Kon Se Document Lagana Hote Hai.
Address Proof, Age Proof, Fitness Certificates Ke Sath Hi Licensing Officer Dusre Kai Documents Ki Demand Kar Sakta Hai. Arms Licence Ki Jarurat Aur Nature Ke Hisab Se Bhi Aur Documents Ki Demand Kar Sakte Hai. Prohibited Bore (PB) हथियारों Ko Dene Ke Liye Licensing Authority Central Government Ka Home Ministry Hai. Jab Ki Non Prohibited Bore Weapons (NPB) Arms District Magistrate Aur Dusre District Authority द्वारा Jari Kiye Jaate Hai.

Aapka Application Reject Bhi Ho Sakta Hai.
Aapka Arms Licence Reject Bhi Kiya Jaa Sakta Hai. Iske Pichhe Ka Region Bhi Aapko Bataye Jaate Hai. Arm Licence Ke Liye Apply Karne Ke Baad Police Aapka Records Check Karti Hai. Isme Dekha Jaata Hai Ki Pahle Vykti Ka Criminal Record To Nahi Raha? Address Ka Verification Kiya Jaata Hai. Iske Alava Bhi Aapke Baare Me Tamam Jankari Jutai Jaati Hai  Jaise Colony Me Aap Rah Rahe Hai, Vaha Se 2 Logo Se Aapke Character Ke Baare Me पूछताछ Ki Jayegi. Yah जांच Ki Jayegi Ki Kahi Aap Mental Ya Physical Taur Par बीमार Hai Ya Nahi. Police Officer आवेदनकर्ता Ka Interview Bhi Lete Hai.

Sabse Important Hota Hai Ye Sawal 
Interview Ka Sabse Important Question Yahi Hota Hai Ki Aap Gun (बंदूक) Kyo Chahte Hai? Iska Answer Me Jydatar Log Yahi Dete Hai Ki Yah Self Defense Ke Liye Jaruri Hai, Interview Ke Baad Aapki Report Criminal Branch Ke Sath Hi National Crime national Bureau Ke Paas Jaati Hai. Isme Koi आपत्ति Nahi Aai Aur Police Officer आवेदनकर्ता Ke Documents Aur Baat Se Satisfied Huye To Aapko Gun Ka Licence Jaari Kar Diya Jaata Hai. Licence Milne Ke Baad Vykti Gun Bechne Wale Dealer Se Contact Kar Sakta Hai. Customer Ko Apni Pasand Ki बंदूक Ke Liye Pre-Order Karna Hota Hai. 

Kitani Lagti Hai Fees
Pistol, Revolver And Repeating Rifle Ke Liye License Fees 100 Rupye Hai. Vahi Renewal Fees 50 Rupye Hai. 22 बोर Rifle License Ki Kimat 40 Rupye Aur Renewal Fees 20 Rupye Hai. Vahi ML Gun, Air Gun Ke Liye 10 Rupye Fees Lagti Hai. Renewal Ke Liye 5 Rupye Fees Lagti Hai. Alag-Alag Weapon Ki Category Ke Hisab Se Fees Alag-Alag Hai.

Also Read:
Read More

Facebook, Google Ke Interview Me Puse Gaye 10 Tricky Question

March 23, 2019 6
Google, Apple, Facebook and Microsoft Jaisi Famous Companies Apne Employees Ko Better Package Ke Sath Other Benefits Bhi Deti Hai. Salary Package Aur Job Satisfaction Ke Chalte Ye Companies Pure World Ke Professionals Ko Apni Aur Khichti Hai. But Inke Sath Kaam Karne Ka Mauka Har Kisi Ke Nasib Nahi Hota. Uska Sabse Bada Reason Yah Hai Ki In Companies Ka Selection Parameter Other Companies Se Alag Hota Hai.

In Companies Me Naukari Karne Ke Liye Fist Step To Aapki Qualification Hai, But Yah Company Keval Aapki Degrees Se Impress Nahi Hoti. Ese Aise Log Chahiye Jinke Paas Book Knowledge (कि‍ताबी ज्ञान) Ke Alava Chijo Ko Sulzane Ki Kabiliyat Ho. Is Baat Par Company Ka Kitna Jor Hai Iska Andaja Google, Facebook Interview Me Puse Gaye In 10 Question Se Aap Laga Sakte Hai.
facebook google job interview question answer tips in hindi

Google, Fb Interview Me Puchhe gaye 10 Tricky Sawal


Question:1
Last 4 Years Me Aapka Sabse Achha Din Kab Tha? Aapka Sabse Bura Kya Tha?
Company: Apple
Position: Software Engineer

Question:2
Apne Jivan Me Is Padav Par Aap Kamana Ya Shikhna Pasand Karenge?
Company: Google
Position: Software Engineer

Question:3
Aap Kab Retire Hona Chahte Hai.
Company: Adobe
Position: Senior Instructional Designer

Question:4
Yadi Aapke Paas Do Superpowers Invisible Ya Flying Me Se Chun Ne Ka Option Hai To Aap Kise Chunege?
Company: Microsoft
Position: High Level Product Lead

Question:5
Aap Blinds(दृष्टिहीनों) Ke Liye Facebook Kaise Banayege?
Company: Facebook
Position: Producer Manager

Question:6
Agar Maine Aapko Abhi 1 Million Dollar Deta Hu, To Aap Kya Karege?
Company: Google
Position: Associates Account Strategist

Question:7
Is Cities Me Kitne डाकिए Hai?
Company: McKinsey
Position: Business Analyst

Question:8
Yadi Aap Logo Ki Bhid Me Khade Hai, To Aap Bahar Kaise Niklege?
Company: Microsoft
Position:  Site Manager

Question:9
Aap Kis Political Leader Ko Sabse Jyada Pasand Karte Hai?
Company: Boston Consulting Group
Position: Associate

Question:10
Ham Abhi Jis Room Me Hai, Usme Kitane Ping Pong Balls Bhare Jaa Sakte Hai.
Company: LinkedIn
Position: Sales Manager
Hi Dosto, Is Post Ke Jariye Hamne Jaana Ki Kis Tarah Se Google, Facebook Interview Me Questions Puse Jaate Hai. Aapko Pasand Aaya Ho To Share Jarur Kare, Aur Koi Bhi Sawal Ho To Hame Comment Ke Jariye Bataiye. Thanks And Keep Visiting .....
Read More

नोटबंदी पर मोदी सरकार के साथ 2 लाख रुपये जीतने का मौका, Kaise Kare Apply.

March 23, 2019 0

नोटबंदी Par Competition- जीते 2 Lakh Ka Prize, 30 November Tak Kare Apply.

8 November 2016 Ko P.M Narendra Modi Ne 500 Aur 1000 Rupye Ke Note Band Karne Ki घो‍षणा Ki Thi, Jise Ab 1 Year Pura Ho Chuka Hai. नोटबंदी Ke Is 1 Year Ke दौरान Kai उतार-चढ़ाव Dekha Gaya. नोटबंदी Ke Kai Nuksan Dekhne Ko Mile To Kai Fayde Bhi Samne Aaye. Is Samay Desh Me Kai Badlav Ko Dekhne Ko Mile. नोटबंदी Ke फैसले Ke Ak Saal Pura Hone Par Khud Modi Sarkar Ise Celebrate Kar Rahi Hai. Government Ise Apni Ak Badi उपलब्धि Manti Hai Aur Iska प्रचार Bhi Kar Rahi Hai. 

नोटबंदी Celebrate Me Government Ak Competition Kara Rahi Hai. Is Competition Me Agar Aap Jeet Jaate Hai To Aapko 2 Lakh Rupye Ka इनाम Diya Jayega. Iske Alava Bhi Second Prize 1 Lakh Rupye Ka Hai, Third Prize 50,000 Rupye Ka, And 25 - 25 Hajar Rupye Ke 5 Va Award Bhi Diye Jayege. Is Competition Ki Sabse Khas Baat Yah Hai Ki Isme Koi Bhi Hissa Le Sakta Hai, Iske Liye Sirf Aapko https://mygov.in Par Online Apply Karna Hoga. Iske Liye Aap Is Link Par Apply Kar Sakte Hai. Combating Corruption, Battling Black Money - Competitions
modi-government-giving-chance-to-win-2-lakh-rupees

Is Competition Ko 4 Category Me Baata Gaya Hai. Har Category Ke Alag-Alag Rule Banaye Gaye Hai. Ham Batane Jaa Rahe Hai Ki Aap Kis Category Me Hissa Le Sakte Hai And Uska Kya Process Hai. 

नोटबंदी Par Sarkar De Rahi Hai 2 Lakh Ka Prize 30 November Tak Kare Apply.


1. Essay Competition Me हिस्सा Le: 

Fist Category, Essay Competition Ki Hai. Aapko Cum Se Cum 1200 Words Me Demonetize Ki Yaade, Uske Hone Wale Fayde Ke Baare Me Batana Hoga. Government Ki Fight Against Corruption and Black Money Ke Campaign Ki Achievements and Highlights Bhi Batani Hogi. Sath Hi, Aapko Suggestion Dene Hoge Ki Government Ki Is लड़ाई Ko Kaise Aage बढ़ाया Jaaye. Aapko Apna Article PDF Format Me Save Karna Hoga. Aur MyGov.in Par Login Karke Upload Kar Sakte Hai.


2. Cartoon Ya Poster Bana Kar Jeete Prize: 

Is Competition Ki Second Category Artwork Hai. Yani Ki Black Money and Corruption Ke ख़िलाफ़ Sarkar Ki लड़ाई Me हिस्सेदारी Nibhane Ke Liye Koi Creative Art Work, Caricature, Cartoon Ya Poster Bana Sakte Hai. Ise Aapko 4MB File Size Me Save Karke MyGov.in Par Upload Karna Hoga.


3. Apne Suggestion Ka Video: 

Smartphone Ka Trend बढ़ने Ke Baad Logo Me Video Clip Banane Ka Bhi शौक Badh Gaya Hai. Aapka Yah शौक Aapko 2 Lakh Rupye Dilva Sakta Hai. Aap Black Money and Corruption Ke ख़िलाफ़ Sarkar Ki लड़ाई Ki Achievements Ya Suggestion Ka Video Bana Sakte Hai. Yah Video 4 Minute Se Cum Time Ka Hona Chahiye. Iske Liye Aapko Youtube Ka Link Bhi Share Karna Hoga.


4. Win Awards by Writing Poetry: 

Kavita Likh Kar Bhi Aap Prize Jeet Sakte Ho. Agar Aap Achhi Kavita Likhte Hai Ya Aapko Kavita Likhne Ka शौक Hai To Aap Ak Anthem Taiyar Kar Sarkar Ke Corruption and Black Money Ko खत्म Karne Ke अभियान Ko Naya Rup De Sakte Hai. Aapki Kavita Pasand Aane Par Sarkar Aapko इनाम Ke Liye Chun Sakti Hai.

Friends, Modi Sarkar Ke Is अभियान Ke Sath Jud Kar Aap Bhi 2 Lakh Ka Prize Jeet Sakte Hai. Apply Karne Ki Last Date 30 November Hai, Aap Is Time Me Apna Suggestion MyGov.in Bhej De. Feer Bhi Apply Karne Me Koi Pareshaani Ho To Hame Comment Me Bataiye. Aapki Puri Help Karne Ki Koshish Ki Jayegi, And Article Pasand Aaya Ho To Apne Dosto Ke Sath Jarur Share Kare, Thanks And Keep Visiting....

Read More

Hindi e-Books Ka Khajana, Free Me Download Karne Ki Top 15 Website

March 23, 2019 0
E-Books Yani Aisi Digital Books(किताबें) Jinhe Bas Ak Device Ki Help Se Aap Kahi Bhi Kabhi Bhi Read Kar Sakte Hai. Ye Device Aapka Smartphone, Laptop, Tablet Ya Koi E-Book Reader Ho Sakti Hai. Ab Aapko Kisi Library Ya Book Kharid Ke Padhne Ki Jarurat Nahi Hai. 4G Ke Baad Low Price Data Hone Se E-Books Ka Trend Teji Se Badh Raha Hai, Lagbhag Har Nayi Achhi Kitab Ka Digital Version Launch Hone Laga Hai. Aaj Ke Article Me Ham Aapke Liye Laaye Hai Hindi Ki EBooks Ke Aise ठिकाने Jaha Par Mojud Hai सैकड़ों Nayi-Purani Kitabe Jinki Talash Me Aap Hamesha Rahte Hai. Aaiye Pahle Ham Jante Hai Ki....

Kyo Badh Raha Hai Ebooks Ka Trend:
hindi ebooks free download top website

Is Sawal Ka Jawab Dete Huye Amazon Device Platform Ki Senior Brand Manager Avni Singh Batati Hai Ki Iske Pise Bade Taur Par Readers Ki 5 Big Problems Ka Solution Hi Hai.
➤Internet Par Hindi Ka Badhta Trend
➤Device And Data Pack, Low Price Hona
➤Hindi Me Internet Search Ka दायरा Badhna
➤Hard Copy Ko Soft Copy Me Badlne Me Aasani
➤Big Publishers(प्रकाशकों) Ki Aur Se Positive Response 

Hindi E-Books Download Aur Read Karne Ki Top 15 Website

Is Site Par Ebooks Ka Khajana Hai, Lagbhag Sabhi Category Aur Bahut Sare Writer Ki Ebooks Mil Jayegi, Jise Aap Free Me Download Ya Online EBook Read Bhi Kar Sakte Hai.

  Ye Bhi Padhe 
Read More

Sabse Fast File Transfer App, SHAREit Aur Xender Se Bhi Tez

March 23, 2019 0

Bina Internet Ke Sabse Fast File Transfer App Kon Si Hai?

Aaj Ke Article Me Ham Baat Karne Jaa Rahe Hai Best Way To Send Large Files Yani Ki SHAREit Aur Xender Se Bhi Fast File Transfer Ki. Vaise To Bahut Sari Application Google Play Store Pe Mojud Hai, Aur Jiski File Share Ki Speed Bhi Achhi Hai, But Aapko Ak Baat Bata Du Ki Maine Bataye Upar Ke Dono App Par Data Chori Ka Aarop Hai, Lekin Aaj Me Jis Application Ki Baat Karne Jaa Raha Hu Vo Sabse Fast File Transfer Ke Sath Secure File Transfer Bhi Hai. Aur Is App Ko Develop Kiya Hai World Ki Sabse Badi Company Google Ne.

Sabse Fast Data Transfer Ki Baat Hoti Hai To SHAREit Aur Xender Ka Hi Naam Aata Hai, Aur Is App Ke Baare Me Sab Log Jante Hi Honge, Ye Dono Application Ka Use Data Transfer Ke Sath Hotspot Ke Liye Kiya Jaata Hai. Ye Dono Apps Ka दावा Hai Ki Bina Internet Ke Ye Sabse Tez Data Transfer Bhi Karte Hai. Yani Ki WiFi Network Par Ak Phone Ka Data Dusre Phone Par Tezi Se Share Kiya Jaa Sakta Hai. Lekin Google Ne Abhi Ak Naya App Launch Kiya Hai Jiska Name Hai Files Go App, Jo Sabse Fast File, Data Transfer Karta Hai. Upar Aapko Bataya Jaise Ye Google Ne Banaya Hai Aur Puri Tarah Se Secure Bhi Hai, Jis Se Aapko Data Chori Hone Ka भय Bhi Nahi Rahega.

Files Go App Hi Kyu Sabse Best Hai?
Files Go by Google: Free Up Space On Your Phone

Files Go App Ka Pura Name Files Go by Google: Free Up Space On Your Phone Hai. Ye Aapke Phone Me Space Banane Ke Sath File Transfer Karne Ka Kaam Bhi Karta Hai. Google Ka दावा Hai Ki Ye 125Mbps Ki Speed Se File Transfer Karta Hai, And Iske Liye Kisi Bhi Internet Ki Jarurat Nahi Hoti Hai. Is App Android Operating System Par Work Karti Hai, Jiske Chalte Ye Application Best Perform Kar Sakta Hai. Is App Ki Sabse Badi खासियत Ye Hai Ki Isme Dusre App Ki Tarah Advertise Nahi Aate, Jis Se Use Karna Karna Aur Bhi मज़ेदार Aur आसान Hoga.

Files Go App Ke Baare Me....

Google Ke Is Files Go App Ke Baare Me Kai Users Nahi Jaante Hai. Is App Ka Size Approx 15 MB Hai. इसे 50 Lakh Se Jyada Baar Install Kiya Gaya Hai. Ye Android Ke Version 5.0 Aur Is Se Upar Hi Install Kiya Jaa Sakta Hai. Users Ne Is App Ko 5 Me Se 4.6 Star Ratting Di Hai.

SHAREit Aur Xender Kyu Nahi Best?
https://en.m.wikipedia.org/wiki/Line_of_Actual_Control
Haal Hi Me Bharat Sarkar Ki Taraf Se Ak Advisory Jaari Ki Thi Jisme LAC Line Of Actual Control Par तैनात जवानों Ko Kuchh China Mobile App Removed Ke Baare Me Kaha Gaya Tha, App Ke Sath Hi Phone Ko Reformat Karne Ki Advice Bhi Dee Gayi Hai. Advisory Ke Mutabik Foreign Intelligence Agencies Specially China Aur Pakistan In App Ka Use Kar Data Chori Kar Rahe Hai. Is List Me SHAREit Ka Naam Bhi Shamil Hai.

Files Go App Ko Use Kaise Karte Hai.
  • इस ऐप को गूगल प्ले स्टोर से फ्री में इंस्टॉल किया जा सकता है। ओपन करने पर इसका इंटरफ़ेस ऐसा नजर आता है जैसे फोटो में देख सकते है।
  • यहां आपको फोन में मौजूद Photo, Video, Audio और अन्य फाइल के फोल्डर नजर आएंगे। साथ ही Duplicate Folder भी दिखाई देते हैं।
  • आप चाहें तो यहां से Duplicate File Delete कर सकते हैं। इससे Phone की Memory में पहले से ज्यादा Space बन जाएगा।
  • App मे नीचे की तरफ Storage और File के दो ऑप्शन होते हैं। यहां पर फाइल में जाने पर नीचे Send और Receive File का ऑप्शन दिया होता है।
  • अगर आप किसी को File Send करना चाहते हैं तब Send पर जाएं। यहाँ आपको अपनी एक Profile बनानी होगी। जिसमें नाम देना होगा।
  • Profile बनते ही ये दूसरे फोन को Search करने लगता है। दूसरे फोन Bluetooth की मदद से कनेक्ट होता है और फिर WiFi से Data Send होता है।

ALSO READ:
Smartphone Me Sabse Jyada Virus Khatra Hai Ye 20 Popular Apps
Hindi e-Books Ka Khajana, Free Me Download Karne Ki Top 15 Website
Technology Ke Bare Me Ye 7 Myths, Jin Par Hum Karte Hai Full Trust
Read More

Job Interview Me In Mistakes Ki Vajah Se 70% Candidate Reject Ho Jaate Hai.

March 23, 2019 0

Job Interview Me Fail Hone Ke 4 Most Reason

Ak Job Survey Ke Mutabik Career Ke Stating Interviews Me 70% Candidate Reject Ho Jaate Hai. Inme Se 60% Ne Iska Reason NonVerbal Skills Ki Kami Ko Maana Hai To 33% Ko Interview Ki Preparation Me Kami Iska Main Reason Bataya.

  • >चेहरे Par घबराहट Dikhna,
  • >बोलने Me अटकना,
  • >Aankho Ka Stable Na Hona,
  • >Interview Lene Wale Ke प्रभाव Me Aa Jaana,
  • >Kai Baar जल्दबाजी Me Sawal Ko Bina Samaje Hi Answer De Dena,
Dress-up Ki Mistake Jaisi Kai Baate Hai Jo Aapko Interview Me Reject Karva Sakti Hai. Agar Pahle Interview Me Aapke Sath Aisa Kuchh Ho To Us Se Pareshan Na Ho, Apni Galatiyo Ki Listing Kare Aur Unke Solution Par Focus Kare. Aapko Agale Interview Me Success Milane Ka Chance Badh Jayega.
Job Interview Me Fail Hone Ke 4 Most Reason

Feedback Le:
Interview Hone Ke Baad Hiring Manager Ko धन्यवाद Dene Aur Feedback Lene Ke Liye Email Kare. Feedback Se Aap Jaan Payege Ki Unhe Kin Qualities Ki Talash Thi Jin Par Aap खरे Nahi Utar Paaye. Is Se Aap Apni कमियो Me Sudhar Karke Sahi Skills Ka Vikas Kar Payege.

Result Ke आंकड़ों Par नज़र:
Interview Dene Ke Baad Result Ke Numbers Par Najar Jarur Daale. Is Se Aap JaanP ayege Ki Kitne Candidates Ko Pichhe छोड़-कर Aap Face-To-Face Interview Ke Liye Select Huye. Is Se Aapko Apni Position Ka अंदाज़ा Hoga Aur Yah Bhi Jaan Payege Ki Abhi Aapko Kitani Aur Mahenat Ki Jarurat Hai. 

बदलाव Laaye:
Interview Se लौट Ne Ke Baad Sabhi Sawalo Ki Ak List Banaye Aur Un Par Diye Apne Jawabo Ko Bhi Likhe. Inka आकलन Kare Ki Kis Sawal Par Aap Aur Bhi Best Performance Kar Sakte The. Aise Me Agar Aapki Taiyari Me Kami Thi To Vah Bhi Aapko Pata Chal Jayegi. Chahe To Kisi Expert Ki Help Bhi Le Sakte Hai. 

Apni Strength Ko Pahchane.
Rejection Se Depress Hone Ke Bajay Un Teen Achievements (उपलब्धियों) Aur Best Skills Ki List Banaye Jab Aapne Best Performance Kiya Ho. Ye Aapko Motivation Se Bhar Degi, Sath Hi Aage Ki Strategy Banane Ke Liye प्रेरित Karti Rahegi. Agle Interview Me Inka Mention Karna Bhi Aapko Safalata Ke Karib Le Jayega.

To Dosto Ye Thi Vo 4 Mistake Jo Aapko Interviews Me Fail Hone Me Help Karti Hai, Aur Uske Reason Ke Baare Me Bhi Bataya Jo Candidate Ko Reject Kara Sakti Hai. Umid Karta Hu Ki Interview Ki Is Tips Aapko Kafi Useful Rahegi, And Aur Bhi Koi Reason Ho Jo Interview Me Fail Hone Ka To Hame Comment Me Bataye. Aise Hi Update Pane Ke Liye Hame Subscribe Kare, Thanks And Keep Visiting..

YOU MAY ALSO LIKE:
Read More

Use Kare Top 5 High Speed Internet Browser, UC Kar Rahe Hai Data चोरी

March 23, 2019 0
Google Ne Play Store Se UC Browser Ko Delete Kar Diya Hai, Google Ka Kahna Hai Ki UC Browser Indian Users Ka Data Chori Kar Raha Hai. Itana Hi Nahi Vo Data Churake China Tak Pahuchaya Jaata Hai. Isliye Google Play Store Se 30 Days Ke Liye Hata Diya Hai. Baat Kare World Most Popular Web Browsers Ki To Google Chrome Browser Ke Baad UC Browser Ka Naam Aaata Hai. UC Browser Ko 10 Crore Se Bhi Jyada Users Use Karte The. Yah Browser Fast Speed Ki Vajah Se Kafi Famous Huya Tha. Aaj Ke Article Me Ham Baat Karne Jaa Rahe Hai UC Browser Ke Alava Aise Hi Top 5 High Speed Internet Web Browsers Ki.

5 Best High Speed Internet Browser.

Top 5 High Speed Internet Browsers

1. Opera Browser
Special Things
Excellent Turbo Mode
Integrated Ad Blocker
Fever Plug-in
Opera Ak Quality Browser Hai. Iski Launching Speed ​​Fast Hai. Iska User Interface Bhi Bahut Hi Clean Hai. Is Browser Ka Sabse Best Feature Opera Turbo Feature Hai. Ye Aapke Web Traffic Ko Compress Kar Deta Hai. Jis Se Browsing Speed Fast Ho Jaati Hai. Yah Data Use Ko Bhi Cum Kar Deta Hai. Mobile Par Use Karne Ke Liye Opera Best Browser Hai.

2. Mozilla Firefox Browser
top 5 internet browse
Mozilla Firefox Bhi Internet Browsing Ke Liye Best Hai, Aur Iski Khas Baat Iska Layout Ya Kahe Ki Design Kafi Badiya Hai. Is Me Search Aur URL Box Alag-Alag Hote Hai. Yah Browser Weekly Regular Update Hota Hai. Is Me Bahut Sare  Extension Available Hai.

3. Microsoft Internet Explorer Browser
best web browser
Microsoft Internet Explorer Ka Design Akdam Clean Hai Isko Use Karna Behad Aasan Hai. Iski Pahchan Ak Powerful, Highly Compatible Search Engine Ke Roop Me Hai. Yeh Cum Ram Wale System Me Bhi Best Work Karta Hai.

4. Microsoft Edge Browser
Windows 10 Me Microsoft Edge Browser Ka Experience Default Liya Jaa Sakta Hai. Es Ko Fast Browser Me Shamil Kiya Jaata Hai. Yah Windows Integrated Tablet Me Aasani Se Kaam Karta Hai. Isme Web Browsing Karna Ya Other Work Karne Me Aapko Pleasant Experience Deta Hai. Company Ne Dava Kiya Hai Ki Isme Security Ka Koi Breech Nahi Hai.

5. Vivaldi Browser
fast browser
Yah Browser Aapko Pleasant Aur Personal Experience Deta Hai. Isme Jald Hi New Features Join Kiye Jayege. Is Browser Ne Short Time Me Web Browser Ke Bich Apni Jagah Bana Li Hai, Vivaldi Me Unique Feature Hai. Browser Ki Duniya Me Yah Pahli Baar Hai Jab Browser Ke Jariye Home Page Ki Light Aur Color Ko Bhi Control Kar Sakte Hai. Vivaldi Ki Specialty Iski Flexibility Hai.
Google Play Store Se Delete Huya UC Browser - Data Chori Ka Hai आरोप.
Fast Web Browser UC Ki Downloading Speed Hui Slow.
Alibaba Group Ke UC Browser Ko Play Store Se Hata Diya Hai, But Ise Hamesha Ke Liye Nahi Hataya Gaya Hai. Filhal Users Is Browser Ko 30 Day Yani Ki 15 December Tak Play Store Se Install Nahi Kar Sakege. Baat Ye Hai Ki Google Ka Manna Hai Ki Indian Users Ka Personal Data China स्थित Apne Server Par Bhej Raha Hai. Sath Hi, Yadi User Is Browser Ko Phone Se Uninstall Kar Dete Hai Tab Bhi Ye Aapke Device Ko Control Kar Sakta Hai. Yani Ab Ye Browser Aapke Phone Ke Liye Third Party App Ban Chuka Hai.

Third Party App Made By UC Browser

Play Store Ne Jaise Hi Is Browser Ko Apni App List Se Delete Kiya, Ye Third Party App Ban Gaya. Yani User Ko Ab Ye Browser APK File Ki Help Se Apne Device Me Install Karna Hoga. Sath Hi, Apne Phone Ke Unknown Source Ko Bhi ON Karna Hoga. Android Operating System User Ko Kabhi Bhi APK File Wale Kisi Bhi App Ko Install Karne Ki Permission Nahi Deta Hai. Yani Agar Aap APK File Se Aapke Phone Ko Kisi Tarah Ka Loss Ya Phone Damage Hota Hai, To Iski Responsibility Google Ki Nahi Hogi.

UC Browser Par Kab Ho Gayi Downloading Speed Slow.
UC Browser Par Movie Aur Song Ko Aasani Se Download Kiya Jaa Sakta Hai. Yaha User Downloading Ko Pause Karne Aur Pause Se Start Karne Ki Facility Bhi Deta Hai. Yahi Vajah Hai Ki India Me Ise Use Karne Wale Users Kai Guna Badh Chuka Hai. Halaki, Jo Uset UC Web Use Kar Rahe Hai Unka Kahna Hai Ki Ab UC Browser Me Pahle Jaisi Downloading Speed Nahi Milti Hai. Khas-Kar, Night 8 Baje Ke Baad Pahle 4mbps Se 7mbps Tak Ki Downloading Speed Aati Thi, Vo घटकर Ab 1mbps Se Bhi Cum Ho Gayi Hai. Aise Me Ho Sakta Hai Ki Google Ne UC Par Data China स्थित Apne Server Par Bhej Ne Ki Jo Baat Kahi Hai Vo Sahi Ho.

Jo Users UC Browser Use Kar Rahe Hai Unka Kya?
UC Browser Use Karne Wale India Me Lakho Users Hai. Aise Me Is Browser Ka App Jiske Bhi Phone Me Hai Vo Yuse Update Nahi Kar Sakege. Itana Hi Nahi, Google Iske Liye Kisi Tarah Ki Security Nahi Degi. Matalab Ki User Apne Risk Par Is Browser Ka Istemal Kar Sakte Hai. Vaise 30 Day Ke Baad Yadi Ise Feer Se Play Store Par Add Kiya Jaata Hai Tab User Ko Is Se Jude Update Milte Rahege.




  • Ye Bhi Padhe➥
  • Read More